taizi mein ya mandi ke rujhan mein achi aamdani ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    taizi mein ya mandi ke rujhan mein achi aamdani ?
    yeh mukammal tor par market ke bhai par munhasir hai. market ke rujhan ke sath un logon ki koi ginti nahi hai, tamam rujhanaat aap ko munafe bakhash saabit karte hain. lehaza trading ke sahih rujhan ko talaash karne ki koshish karen. ab Eur mandi hai lekin mujhe lagta hai ke kal is rujhan ko badal day ga. . yeh taizi ban jaye ga. lehaza aap Eur khareed satke hain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: taizi mein ya mandi ke rujhan mein achi aamdani ?

    dear , ager apko markit main samaj hy tu tezi our mandi jo bi ho koi farak nai parta dono time earn kar sakte hain our jab slow ho tu badi lots ky sath karen jab fast ho tu choti lots ky sath hum kafi munafa kama sakte hain es waqat markit corona ki waja say kisi bi waqat mandi our rujan pakar sakti hy bohat ihtiat say kam karna hoga
    • #3 Collapse

      Re: taizi mein ya mandi ke rujhan mein achi aamdani ?

      dear is main ham ko chye k ham is main market ko achay say analysis karnay ho g aor is k bad main ja kr k ham jo chye k ham is maij trade ko open kia karein is main ham ko apnay kam ko karnay main kabhi bhi hurry up nahi karan ho g agar ham is main chatay hein k ham achay say kamybi ko gain kr lein to so is main ham ko acahy say acha kam ko nkarnay k bad main he agay ki janib jany ki try krna hon g.
      • #4 Collapse

        Re: taizi mein ya mandi ke rujhan mein achi aamdani ?

        Hamen market ki movemnet ko dekh trading karny hoty hy kun ky agr hum market ko dekh trading nahin karen gy tu hum kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hin tu hamen kotahy kay sath forex men koi bhe km anhin karna chahye kun kay agar hum market ko dekh kar trading nahin karen gy tu hamen koi bhe faida hasil nahin hoga ur hum nakam ho jaty hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: taizi mein ya mandi ke rujhan mein achi aamdani ?

          apnay mind Kay rujhan ko smajhna chahie

          اب آن لائن

          Working...
          X