Leading or lagging indicators mein kya difference hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leading or lagging indicators mein kya difference hai?
    Assalamu Alaikum dear members Mein seniors member se puchna chahti Hun K leading or lagging indicators mein kya difference hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Leading or lagging indicators mein kya difference hai?

    Walekum assalam leading indicator or lagging indicator mein bahut aasani se aap differentiate kar sakte hain leading indicators vo indicators hote hain jismein aapko Apne analysis complete karne ke liye market trend Ka Intezar nahin karna Hota Jab market ka trend abhi tak confirm Nahin Hota To leading indicators aapko apni indications provide kar dete hain aur lagging indicator aapko Hamesha market ke print ke complete hone ke bad Apne Dete Hain isliye isko lagging indicator Kaha jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Leading or lagging indicators mein kya difference hai?

      lagging indicator for leading indicator donon bahut hi important indicator hai agar aap in ke bare mein proper information hasil karke kam start karte Hain to aap bahut achcha profit Kama sakte hain leading indicator sab aap market mein apply karte Hain to usmein aap market ki backward view ko dekh rahe hote Hain Ki ab se pahle market kaun se Surat haal mein chal rahi thi aur aap aur hisab se trade karte hain aur uske bad agar aap lagging indicator ke bare mein baat karen to lagging indicator main aap market ka backward bhi nahin dekh Rahe Ho table ke market ki aap current situation ko dekh kar trade kar rahe hote Hain ine donon ke darmiyaan yahi difference hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Leading or lagging indicators mein kya difference hai?

        forex mein indicators ki bohat zeada value hai is mein humary paas lagging indicators bhi shamil hain aur sath he sath humary paas leading indicators bhi hain humen in k bary mein achy se learning hasil ker k in par kaam kerna chahiye indicators ko humen kabhi bhi deny nahi kerna chahiye kuen k ye bohat valuable trading tools mein se aik hai

        اب آن لائن

        Working...
        X