Trading without market knowledge is too risky.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading without market knowledge is too risky.
    Assalamu Alaikum!
    Dear forex members. Trading without market knowledge is too risky. Agr hum mehnat kry aur hamy acha knowledge ho market ka tw hum zaida se zaida profit hasil kr sakty hain. Agr hamy market ki movement ka hi nai pata aur hum trade ko open kr baothty hain tw ise hamy loss hony chances kafi zaida hoty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading without market knowledge is too risky.

    Walekum assalam dear aapane bilkul sahi baat ki hai without experience trading karna bahut jyada risky ho sakte hain aur aapki Jo investment Hai Uska aapko bahut jyada nuksan ho sakte hain agar aap ismein without any experience kam karte hain to aapko chahie kya aap ismein sabse pahle Apna market Kamali Hasil Karen aur sabse pahle Apna experience increase karne ki koshish karen to aapko ismein Jyada fayda hota hai agar aapas mein without experience trade Karenge aur bagair Socha Sanjay train lagaenge to usse aapko nuksan hone ke chances bahut jyada ho Jaate Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Trading without market knowledge is too risky.

      Forex business me without market knowledge aur information key hi trading karna bahot risky hota hay agar experience hasil kia jaye aur market key bary me knowledge aur information hasil karny ka work be kia jaye to traders etna risk apni trading me le kar kamyab traders ban sakty hey magar without market knowledge key risk lena bilkul be ghalat hay.
      • #4 Collapse

        Re: Trading without market knowledge is too risky.

        walekum assalam definitely aapane bahut the perfect analysis hamare sath share ki hai Forex trading mein jab Ham without experience hote Hain to aisi situation mein Ham apne advantages ko hasil nahin kar sakte aur ke liye humko bahut jyada difficulties ho sakti hai Forex trading mein agar Ham apne experience ko properly utilised nahin karte to humko Forex trading mein successful trader banna difficult or impossible ho sakta hai isliye sabse pahle humko Forex trading ka experience increased karna chahie aur uske bad Forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye is per consistently kam karna hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Trading without market knowledge is too risky.

          ji bilkul Agar hamare andar achcha knowledge hoga to Hamari trade successful rahegi otherwise Agar ham without knowledge ke trading karte Hain to yaar iski kam hai isliye hamen bahut loss bhi ho sakta hai isliye koshish karen ke pahle apne knowledge ko increase Karen Kyunki jitna achcha hamara knowledge hoga hamare trading bhi successful rahegi aur achcha knowledge jab hota hai to experience bhi achcha Ho jata Hai jiski vajah se kamyabi Hasil karna aasan ho jata hai isliye koshish karen ke apne knowledge ko aur apne experian score increase karne ki koshish karen Taki ham acchi kamyabi Hasil kar len
          • #6 Collapse

            Re: Trading without market knowledge is too risky.

            Slam dear!
            Umeed h ap khriat se hon gy or pak forum pr Achi achi post kr rhy hon gy...bht kuch seekhny k ilawa is forum pr achi achi post kr k ziada se ziada bonus generate kr rhy hon gy. G shi kaha h ap na. Kamiyab hny k liye or achi trading k liye market ko smjhna bht zrori h. Market ko reaf kiye bgair trading krny se sirf liss ho ga. Achi or profitable trading k liye cahrt pattern ko smjhen. Fundamental or technical anlaysis pr focous kren. Os k bd trading kren ap zror kamiyab hon gy.
            • #7 Collapse

              Re: Trading without market knowledge is too risky.

              Trading karne kay leye forex market ka knowledge hona zaroori hota hai forex market ka knowledge hota hai tu hi hum forex market ko samjh saktay han aur forex market ko samjh kar trading kartay han tu hi profit hota hai is leye forex market ka knowledge hona zaroori hota hai aur forex market ka knowledge hasil karne kay leye practice zaroori hoti hai hum practice kartay han tu hi forex market ka knowledge hasil kar saktay han
              • #8 Collapse

                Re: Trading without market knowledge is too risky.

                Aaj Mere Bhai aapane theek Gaya Garam trading without knowledge Agar Karenge To Hamara nuksan Hoga isliye Hamen chahie kya Mein per hai na lage Aasan karna chahie Na Lage Sarkar Ke Hum Hosh Hai Kisi bhi Kaun Mein use kar sakte hain aur ham usse acche tarike se kamyabi Hasil kar sakte hain aur acchi tarike se prapt bhi Kama sakte hain aur apne Sar per Yad ko pura bhi kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading without market knowledge is too risky.

                  ji haan aap ne bilkul shai kaha hai k forex mein agar hum knowledge k begair kaam keren gy tou ye humary liye bohat he zeada risky ho sakta hai aur humen koshish yahi kerni chahiye k hum is mein utna he risk ko uthayen jitna humara knowledge aur experience ho agar hum is mein is se zeada risk ko lety hain tou humen nuqsan ho jaye ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading without market knowledge is too risky.

                    ji han agar ham trading without knowledge se karte Hain to hamen ise bahut hi jyada nuksan ho sakta hai Jani ke jab ham market ki knowledge aur signal cable trading start karte Hain to yah bahut hi risky hai so hamen aisa bilkul bhi nahin karna chahie hamen market ke signal aane per hi aurmarket ke knowledge ke sath hi trading Karni chahie kyunki agar hamesha karte Hain to isase ham achcha profit aur acchi success hasil kar sakte hain isliye hamen chahie ham to ke protrading Na Karen bulk experience ke sath trading Karen taki ham kamyab ho sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading without market knowledge is too risky.

                      assalamu Alaikum dear friend Forex trading market ke knowledge Ka hona bahut zaruri hai Ham is mein acha profit apne acche knowledge se hi Hasil kar sakte hain isliye hamesha market ke knowledge Ka hona zaruri hai jo ke Forex mein hamare liye kamyabi hai aap is business mein behtarin earning behtarin profit ke kabil tab banate hain jab aap is mein mehnat se aur hardworking se Forex ke knowledge ko Hasil karte hain hamesha mahinat se jo log kam karte hain woh is business mein kamyab hain aur is business se behtarin earning ko possible kar rahe hain isliye trading mein mehnat Karen aur is business mein kamyabi Hasil Karen aur Forex ke knowledge ko Hasil karte Rahen jo ki aap ke liye Forex mein kamyabi hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading without market knowledge is too risky.

                        ws,dear ager hum log knowlege ky bager karen gy tu 100% risk hy bohat mehnat ki zarorat hy es forex markit main trading ky liay our ye kisi ke sath shear bi nai karni chahiay porskoon ho kar alag beth ky sikho our ekele beth kar karni chahiay
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading without market knowledge is too risky.

                          Ji han bilkul trading without market ke knowledge kabhi bhi acchi Nahin ho sakti Hamen market se related knowledge Hasil karte hue hi trading open Karni chahie trading pair Ko Jab Bhi aap select karte hain aapko score proper analyse karna chahie aur usse related Tamam news ko follow karte hue trading Karenge to aap Achcha profit Hasil kar Sakenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading without market knowledge is too risky.

                            ji bilkul aisa hi hai jab tak aap market mein bagair information ke bare knowledge ke trading karenge to aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte isiliye aapko koshish karni chahie hai kya market ke related proper information surur hasil Karen kyunki jab tak aap market ke related proper information hasil nahin karenge ab forex trading mein kabhi bhi achcha profit Rahi kab a sakte agar aap market mein achcha profit kamana chahte Hain to uske liye aapko sabse pahle market ki proper information bhi hasil karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading without market knowledge is too risky.

                              Forex men hamen trading knowledge kay bagheer nahin karny chahey kun kay agr hum knowledge kay bagheer trading karen gy tu hamen koi bhe faida hasil nahin hoga ur hum nakam ho jaty hain kun kay forex men trading karna asan nahin hy as men jo mahnat kay sath ur market ko dekh trading karty hain tu voh kamyab ho jaty hain ur market say achy earning hasil kar rahy hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X