Indicators ko zarur use kea karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators ko zarur use kea karen
    Members iss ko use krna achay hota hai apko ziyada forex trading ke asool pata chykn gyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators ko zarur use kea karen

    Assalamu alaikum friends hopefully you are doing all well doston agar aap forex per kamyabi hasil karna chahte hain aur isko sahi mein aane mein samajhna jaate Hain to indicators ka istemal Karen indicators ke bahut jyada fayde Hain agar aapagar aap virus ke rules ko chitra se follow nahin karenge to forex per aap kisi tarah ka bhi abhi nahin aata kar sakte gal ke
    • #3 Collapse

      Re: Indicators ko zarur use kea karen

      Assalamu Alaikum dear Forex members ummid karta hun ke aap Sabhi log khairiyat se Honge and ji aapane bilkul theek baat ki hai ki indicators ko bhi use Kiya Karen Ek to isase hota hai ki aapko trading Mein help mil jaati hai aur aap galat Jagah trading karne se pad Jaate Hain indicators pass time wrong bhi hote hain lekin mostly indicators ko follow Karne Se Hamare trade profit Mein Jaati Hai To koshish Kiya Karen ki indicators ko follow Kiya Karen Taki aap Achcha profit Hasil Kar Paye
      • #4 Collapse

        Re: Indicators ko zarur use kea karen

        Forex trading mein hum indicators ka istemal aam touaar par apni trading platform pe bhi kar sakty hain aur ye hum is ko web terminal pe istemal karty hain. Mere khayal se har aek member ne observed kia hoga k jab bhi hum mt4 platform ko open karty hain aur us mein chart pattern pe chahty hain tou jo bar graph, line graph ya candle sticks patterns k neechy aek RSI likha hota hai us mein values movement karty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Indicators ko zarur use kea karen

          Indicator ke bagair agar aap trading Karte Hain To usmein aapke liye bahut jyada problem so sakte hain aap ko kabhi bhi indicators ko ignore nahin karna chahie Jab Forex trading main aap trading karte hain to aapko indicator se Jarur help leni chahie no doubt indicator aapke liye bahut hi profitable platform provide kar sakte hain aur ismein market se related bahut perfect analysis aur uske sath sath different important situations ko aap ke samne present kar rahe hote hain aapko Hamesha market Mein different important indicators ko carefully study karna hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Indicators ko zarur use kea karen

            indicators forex mein bohat he eham trading tools hain jin ko use ker k hum is mein trade kerty hain indicators ki help se hum aik acha entry point ly sakty hain aur sath he sath humen market se exit bhi mil jata hai indicators humen market ki movement aus us ki direction ko find kerny mein bohat zeada help kerty hain humen in ko kabhi bhi ignore nahi kerna chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Indicators ko zarur use kea karen

              Dear pyaary forexer indicate ko use kiye Bina ham Forex signals sy achy trend achy signals ko create karty hai or market ma Achi trades ko active krty hai indicates ki study per hamy waqt lagana Hoga kiun ke unko samjhna namunkin nhi lekin apka waqt mangte hai indicator es liye achy SE indicators ko samjh Ker apni proper trading strategy per kaam karein
              "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Indicators ko zarur use kea karen

                Market indicators bahut jyada helpful hote hain aap cute reading ke liye Jab aap aur trading platform ko join karte hain to use time aapko chahie kya Peene indicators ko bhi acche tarike se study karne unke bare mein complete information Hasil karne Uske bad hi aap market Mein Apne trade ko open Karen without market ka knowledge and silky aapko apni training course start nahin karna chahie Kyunki Is Tarah Se aap bahut jyada hi Lekar Apne trading co start karte hain jismein aapko nuksan bhi ho sakta hai

                اب آن لائن

                Working...
                X