SL Use Na Krny Se Ziada Loss Hota Hy: Jaiza

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    SL Use Na Krny Se Ziada Loss Hota Hy: Jaiza
    AoA dear member ja ka mera topic hy k SL use krny se loss Forex trading Mein stop loss or take profit Ek behtareen option hai jo log Forex trading me trading ke dauran stop loss Nahin Lagate aur apne loss taking ki limit for define Nahin Karte vah logon ka pura account he wash ho jata hai isliye Jab Bhi trading start karen stop loss key option Jarur istemal Karen ismein aap apne broker ko yah Bata Dete Hain Ki maximum Kitna loss ap is trade ke andar pradash kar sakte hain jaise hi vo limit aati hai aapki trading ruk jaati hai aur aapka loss aapke account ko hit kar Jata Hai Lekin agar aap stop-loss Nahin lagaenge to jab tak aapka pura account wash Nahin Hoga trading Chalti Rahegi
    imranhaider
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: SL Use Na Krny Se Ziada Loss Hota Hy: Jaiza

    Forex trading me hamare account k safety k leye hamen apne account pe trade k sath stop loss ka bhi istemal karna chaheye, is se hamara account bohut safe hota hai aur jo loss hoti hai wo kam az kam account wash se behtar hi hoti hai. Hamari koshish honi chahie k jab bhi trading karen to account ko safe karne k leye stop loss ka sahi position pe istemal karen. Forex forum main trading k trough financial matter ko solve kren. jab bhi targit bana kar koi kaam karen ge to woh pura bhi ho ga.forex trading me stop loss ya SL lazmi istemal karen.
    • #3 Collapse

      Re: SL Use Na Krny Se Ziada Loss Hota Hy: Jaiza

      اصل پيغام ارسال کردہ از: MUHAMMADIMRANHAIDER پيغام ديکھيے
      AoA dear member ja ka mera topic hy k SL use krny se loss Forex trading Mein stop loss or take profit Ek behtareen option hai jo log Forex trading me trading ke dauran stop loss Nahin Lagate aur apne loss taking ki limit for define Nahin Karte vah logon ka pura account he wash ho jata hai isliye Jab Bhi trading start karen stop loss key option Jarur istemal Karen ismein aap apne broker ko yah Bata Dete Hain Ki maximum Kitna loss ap is trade ke andar pradash kar sakte hain jaise hi vo limit aati hai aapki trading ruk jaati hai aur aapka loss aapke account ko hit kar Jata Hai Lekin agar aap stop-loss Nahin lagaenge to jab tak aapka pura account wash Nahin Hoga trading Chalti Rahegi
      Dear members agar aap loss Ko Nahin rokenge to Aapka Jyada Se Jyada loss Hoga agar aap loss karo Karenge aur Jyada Se Jyada mehnat Karenge aur koshish Karenge ki Jyada loss Na Ho To aap ko Jyada fayda Hoga Kyunki forest ko aage se Aage Lekar jana hai ismein mehnat karni hai dil lagakar kam karna hai Taki loss kam se kam ho aur Agar loss ho to usmein Pareshan hone ki jarurat Nahin aur mehnat Karen Taake aapka loss kam ho jab tak Ham losco rokenge Nahin to Majid loss hota Jaega lekin Hamen is loss Ko rokana Hai Taki Masjid loss Na Ho
      • #4 Collapse

        Re: SL Use Na Krny Se Ziada Loss Hota Hy: Jaiza

        dear friend forex trading mn safe trading krnay k liay stop loss ka use bahot zroori ha to apko chayay k jb bhi trade lgayn to stop loss ko sath lazmi use kren keun k account ballance ko safe rakhnay k liay stop loss bahot achha tool ha aur agr stop loss ko use nhi kren gay to trade ziada loss mn janay sa account bhi wash ho skta ha
        • #5 Collapse

          Re: SL Use Na Krny Se Ziada Loss Hota Hy: Jaiza

          yes dear app ki bat 100 percent thek hai jab bhi ap forex main bgair stop loss ky kam karty hain tab hi ap ko bohut ziada loss hota hai balky stop los use na karny say apka account hji wash ho jata hai jiss sy zy ap mazeed trade nahi kar sakty hain ager ap stop loss ky stah kam akren tu ho sakta hai ju ap ko loss hoa hai aur ju ap ky pas balance bacha hai ap ki recovery karny main help ho jay mager jab ap ka account hi wash ho jata hai tab ap ko forex main koi bhi chanses nahi milta hai apni recovery karny ka is lie forex main ap ko hamesha stop loss ky sath kam karna chahye aur wohi trade karni chahye jis main kam sy kam risk ho ager ap ko loss ho bhi toh bohut hi kam ho jiss ko ap asani ky sath recovery kar saken.
          • #6 Collapse

            Re: SL Use Na Krny Se Ziada Loss Hota Hy: Jaiza

            G han forex trading men stop loss hamaray account ki safety k liay hota hey aur jo log trading k daoran stop loss ko ignore kartay hen unn ko bara loss ho jata hey iss liay account bhi wash ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir trade lagatay waqt stop loss ko zaroor manage karen aur soch samaj kar trading karen aur small lot size ko use karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit kama saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: SL Use Na Krny Se Ziada Loss Hota Hy: Jaiza

              hello doston Forex forum pay Ham jab trade open karte Hain to hamen take profit aur stop-loss jarur lagana chahie is aapka account safe and secure rahata take profit aur stop-loss jarur lagana chahie
              • #8 Collapse

                Re: SL Use Na Krny Se Ziada Loss Hota Hy: Jaiza

                Ji han bilkul dear friend aapane Ek behtarin thread Ki Hai Forex trading Mein Hamen trading se mutaliq Tamam tools ke bare mein information honi chahie Asal SL or TP bhi Forex trading Mein behtarin tools ke Taur per use Hote Hain SL matlab stop-loss Agar Ham use Nahin Karenge to Hamari trade bilkul loss Mein Ja sakti hai aur tipi Kabhi bahut jyada fayda hota hai aur TP se Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain TP Lagane se Hamara time bus sakta hai aur Aise Lagane se Hamari trade aur Hamara account secure ho jata hai so Hamen trading tools ke bare mein information about learning honi chahie.
                • #9 Collapse

                  Re: SL Use Na Krny Se Ziada Loss Hota Hy: Jaiza

                  Walekum assalam dear member aapane bahut acchi baat share Ki Hai Jab Bhi Ham trading Karte Hain To Hamen Apne account ki safety aur security ka khayal rakhna Hota Hai agar Ham take profit aur stop loss ki limits ko use Karenge To Hamara account wash hone se bachayega aur Hamara account safe Rahega stop loss ke limit se Ham yah define kar dete Hain Ki Hamara loss taking limit kya hai usse Hamara account pass hone se Bacha Tha aur ham acchi trading kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: SL Use Na Krny Se Ziada Loss Hota Hy: Jaiza

                    ji bilkul member jab aap essel use nahin karte matlab aap apna stop-loss nahin set karte to aapko vo trade jyada bhi lost de sakte kyunki jab aapke trading ke opposite direction mein jab trade jayegi to lost jyada ho gaya isliye apne dost ko kam karne ke liye essel ka jarur use Kiya Karen aur yah indicator bahut hi achcha indicator hai aap usko use karke
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: SL Use Na Krny Se Ziada Loss Hota Hy: Jaiza

                      foreign exchange buying and selling me hamare account ok protection okay leye hamen apne account pe exchange ok sath stop loss ka bhi istemal karna chaheye, is se hamara account bohut secure hota hai aur jo loss hoti hai wo kam az kam account wash se behtar hello hoti hai. Hamari koshish honi chahie okay jab bhi buying and selling karen to account ko safe karne ok leye stop loss ka sahi role pe istemal karen. forex discussion board predominant buying and selling ok trough economic rely ko clear up kren. jab bhi targit bana kar koi kaam karen ge to woh pura bhi ho ga.foreign exchange trading me stop loss ya SL lazmi istemal karen.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X