trade only one pair first?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade only one pair first?
    bro aksar logon ko yeh kehte hoay suna hai kee in forex start humhain sirf 1 pair see trading karnee chahiay kya aisa hai ? or agar waqai aisa hai tou kyun hai please share your important experience with me thanks....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k start main hamain chaye k hum just currency main he trade karain like USD and EUR than jab high experience ho jaye to gold main bhe lazmi trade karain.
    • #3 Collapse

      han dear ye business behtr hi hai agr ap aik hi pair pr trading krein to wrna ap ko loss bhi ho sakta hai ye aik acha business hai lekin is ko mehnat say kia jta hai aur kafi hard working ki jati hai ye aik acha business hai
      • #4 Collapse

        It is right to focus on many pairs when you trade the forex market. This is going to give you the chance to recover in your losing trades. It will also increase your trading experience.
        • #5 Collapse

          gee haan bhai hmein apne trading mein phle aik pair mein trading krne hote he aur hmein apne trading mein acha kam krne ke lie shaih experience ho aur hmein apne trding mein bhtr kam krna he aur apne trading mein mhnt kr ke apne trading mein success hasil krne he
          • #6 Collapse

            ji bilkul humein starting mein 1 pair se kaam karna chayein aur halky halky baqi pairs ko dekhna chayein kyun ky hum issi tarha is kaam ki har choti si cjhoti cheez ko sekh paye gy janab lehaza mehnat kartey rahey yahna par agr app ne yahan par kamiyab hona hy
            • #7 Collapse

              Aik sey ziada pairs main kam karna dangerous ho sakta hy aur agar aap ki learning ziada nahi hy to aap ko loss bhi ho sakta hy. Is leye money management key concept ko study krain aur start main aik hi pair main kam karain. Jab aap ka experience barh jaye aur aap ki trading perfect ho jaye to aik sey ziada pairs main kam kar saktey hain.
              • #8 Collapse

                Start main aap sirf aik hi pair main kam karain aur jab aap ka experience barh jaye to phir multiple pairs main kam start kr dain. Agar aap ki trading perfect hy to aik hi pair sey acha profit bana saktey hain. Is leye multiple pairs use krney ki bajaye apni trading ko behtar banayen takeh aik hi pair sey acha profit ban sakay.
                • #9 Collapse

                  Forex trading mai aik he pair mai trading karna bohot he achi baat hai. kion ke aik pair per trader ke achi command develop karna bohot asan hota hai . phir jab traders ke aik pair pe commend dvelop ho jiye tu phir traders multiple pair mai be trade kar sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    bhai ap one pair pr acha analysis or consentrace kr sakta ho kafi pair ki nisbaat agr ap achi earning krna chta ho then ap pair ki technical or fundamental or centimenatl analysis krna ana chiya popular pair k expert analysis market ma mil jta hain lakin agr ap khud be krna then ap achi earning kr saka gaa
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      forex trading mien ye bhi ek theek strategy hai ke is mien apko chahiye ke ap ek hi apir pe pehle trading karen is mien ap uske expert banenge to hi is mien ap phir sahi se trading karsakte hian.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X