profit sa ziada learning pa twaja den

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: profit sa ziada learning pa twaja den

    profit pe nahi learning pe he focus kro ap jis k pass achi kn0wledge n acha experience hota hy....woi f0rex mein agay tak jaty hy us k ilawa f0rex mein ksii ki bhi koi jaga nai hy humaray liye nahi wait krti kiun k har second per market me changing ati rehti hain or kab kia hojaye koi banda guess ni krsakta bass apki market viewing capability achi honi chahiye jis say ap achay andaaz me market ko observe kersaktay hon.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: profit sa ziada learning pa twaja den

      (hello everyone)
      I hope sb khariat sa hoga.je bilkul sahib baat ha hama ab sa phala ache tarha trading learn karni chaheya agr hum baghair learning ka trading krna shoro karda ga to hama kabhi profit nae hoga.islia zyada sa zyada trading ko seekha taka ap future m best bhuiseness man bansaka.(khuda hafiz)
      • #33 Collapse

        Re: profit sa ziada learning pa twaja den

        Assalam o alaikum guys,
        Me es post se strongly agree krta hoon, hamy earning ki jadbazi ki bjaye learning py khas tawajah deni chahye,
        Kion k jitni hmari learning achi hogi utny he hum expert hoty chly jaingy or aik huge knowledge gain kr payngy jis ki mdad se earning khud he shuru hojygi, kion k hum khud forex business me itny expert ho chuky hongy k achy decisions Lyn gy jo hmari achi income ko yakeeni b ayngy.
        • #34 Collapse

          Re: profit sa ziada learning pa twaja den

          humay profit se zyada learning pe tawajah deni chahiye aap ko her waqat hoshyar aur alet rena hey. Waqat k mutabiq faisla kar na hota hey. Forex tradimei Es ki bahut ehmiat hey. Ap ney Waqat ko nahien janey dena jo aap k liay mufeed hey .Aap sahee waqat ka entezar kareyn Forex aap ka wait nahien karta.
          • #35 Collapse

            Re: profit sa ziada learning pa twaja den

            Assalamu alaikum ji han bilkul theek Kaha to fir se jyada humne learning bharta jode ne chahie kyunki jab hamari learning acchi hoti hai aur hamare pass achcha knowledge or experience hota hai to ham badi aasani ke sath acchi earning kar sakte hain agar ham shuru shuru mein hi profit per focus karne lage aur yah soche ke ham har trade se profit nikal sakte hain to ham kabhi bhi ismein cprofit hasil nahin kar sakte hamen achcha profile hasil karne ke liye ismein jyada se jyada hardworking Karni chahie aur Bina hardworking ke ham kabhi bhi Forex mein chhapra nahin kar sakte
            • #36 Collapse

              Re: profit sa ziada learning pa twaja den

              Assalamualaikum remember sumit Karti hun aap khairiyat se honge aur Forex se fayda utha rahe honge ji han members bilkul theek Kaha aapane profit se Jyada learning per focus Karna hai jab property sada learning main focus karenge to lekin aapko profit automatically Hoga jab apply mein karenge aap ko pata Hoga Ki kya Kam kis time par karna hai aap ko pata Hoga Ki Forex par kis Tarah se Kam Karke aap aage badh sakte hain Kisi or K knowledge of naked karni hai aapane kya karna hai aapke practice bahut jaruri hai karte rahenge to Hoga Forex per kam karte hue aapane pahle sabse pahle running paper kaise karna hai jab aap log Nahin per focus karenge aap Karne Wale jinke liye song kacha pakka knowledge increase hoga to automatically aapki post mein acchi hogi aapane post mein quality wali baat karenge aapki baat hogi aur jab post acchi hogi bonus per achcha milega milega to fir bhi acchi hogi inshallah
              • #37 Collapse

                Re: profit sa ziada learning pa twaja den

                achi learning hi ap ko achy profit ki traf lay kar jati ha ham ko chye k jab ham forex mn aty hn tu ham ko chye k ham is mn achi learning karain or phir ja kar ham is mn entry karain tu ham is mn acha munafa hasil kar sakty hn ham kjo chye k ham is mn mehnat karain ham ko chye k ham is mn dil or lgn se kam karny ki koshish karain tab hi ham is mn kmayabi hasil kar sakty hn ham ko chye k ham is mn market ko samjhny ki koshish karain tab hi ham is mn kmayabi hasil kar sakty hnn
                • #38 Collapse

                  Re: profit sa ziada learning pa twaja den

                  Learning jitna acchi hogi utna hi achcha profit Hoga isliye Hamen chahie ki Ham mehnat Karen aur apne experience aur knowledge ko increase Karen Taki forex market mein achcha profit Hasil kar payen Hamen profit se ziyada learning per focus karna chahie tha ki Ham acchi earning Hasil Kar paye Forex form bar kamyabi Hasil karna mushkil nahin hai lekin mehnat condition hai agar Ham mehnat karte hain aur is condition ko palan karte Hain to Ham forex market mein bahut achcha profit Hasil kar sakte hain
                  • #39 Collapse

                    Re: profit sa ziada learning pa twaja den

                    Dear Forex member main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex se acchi earning Hasil kar rahe Honge aur Forex se bahut Kuchh Sikh Rahe Honge ji han bilkul sahi baat hai forex main Hamen Hamesha kam karne ke liye Jyada Se Jyada learning ki jarurat Hoti Hai Kyon kya kar hamare pass acchi learning Hogi aur hamare pass Achcha experience Hoga To Ham kam bhi achcha kar Sakenge aur apne kam ko improve kar Sakenge aur apne Karm ki quality ko Badha Sakenge Aur Is Tarah Ham Achcha bonus bhi Hasil kar Sakenge isiliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada mehnat Karen aur hardworking Karen To Ham Jarur Kamyab ho sakte hain isliye Har Insan ko chahie ki vah mehnat Karen aur hard-working Karen tab hi Ham Kamyab ho sakte hain isliye FIR milenge Khuda Hafiz.
                    • #40 Collapse

                      Re: profit sa ziada learning pa twaja den

                      agar ap ke learning achi ho ge to ap ko acah hasil ho ga apko chahaya kah ap apnay kam pay tawaja dain to ap ko learning ap ko utube sy ya ap ko apnay seciners sy malay ga apko chahaya kah ap ko apnay seciners sy rabta main ap ko rahna chhahaya kah ap ko woh batain gay kah ap nay kam ko kiss trah sy karna hay ap ko chahaya kah ap ko apnay seciner sy bhe mushwqAra lana chahay woh ap ko ap kay kam kay baray main theak batain gay kah ap nay kamko kis trah sy karna hay
                       
                      • #41 Collapse

                        Re: profit sa ziada learning pa twaja den

                        Learning kesi bhi stage pe ho band nahi hona chaheye. Forex exchanging market k hisab se apni hodohal badalta rehta hai jis ki waja se humen us me har time include hona zarori hota hai ta keh jo bhi naye methods markrt me yes murmur poran us se ba khabar ho jayen. Is k leye learning bohut zyada zarori hai. Aur jitni hamari learning achi hogi murmur aik behtareen dealer boycott sakte hen. Market investigation ki forex exchanging me khas ahmeyat hasil hai is waja se hamen kabhi bhi is se ghafil nahi hona chaheye. targets ko accomplish karnay kay liye arranging ki zaroorat hoti hai. Market man exchange section lena sa pehla market pattern ko lazmi find ker lena chaheye.Forex py fruitful hona chahte hain to learning kbhi bhi na choren .Kabi b Trading man seekhna aur practice kerna stop na karen.Acchi abilities aur solid examinations ke sath exchanging karne se kamyabi hasil ho sakti hai, aur is se hama experience level bhi bohut improve hota hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          Re: profit sa ziada learning pa twaja den

                          Aslam o alikum friends umeed karta hun ap khrryat se hon gay or mehnat kar ke benefit hasil kar rahe hon ga learning hasil karen gay to Apke earning ho ge is lye kaha Jata hi ke earning se zeyada learning ka benefit hi ap jitna kam Karen gay apko kam karne ka benefit mile ga kam ko daily base pe karen jitna ap achha kam Karen gay to apko benefit mile ga apnay kam ko quality ke sath Karen jab ap kam ko quality ke sath Karen gay apko benefit mile ga

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X