Kiaa targets ko achieve karnay kay liye planning ki zaroorat hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiaa targets ko achieve karnay kay liye planning ki zaroorat hoti hai
    Dear member Mera yeh sawal ap sab say hai specially woh Jo seniors hain is mein Kia targets ko achieve karnay kay liye planning ki zaroorat parti hai agar hum bonus hasil karna chaen toh Kia hum muqmal planning kay sath hi kam karen apki is baray mein Kia raaye hai takay mein bhe apnay target ko waqat pay complete kar sakon.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiaa targets ko achieve karnay kay liye planning ki zaroorat hoti hai

    Forex Trading system me trading plan se is waja se mukhtalif hai k is me hum sirf trading ka aik pehlo pe hi kaam karte hen, misal k tawar par hum dekhte hen k kab trade enter karna hai aur kab trade exit karna hota hai. Trading system hamare trading plane ka hisa hota hai, lekin ye trading plan nahi hai, jese trading plan k aur bhi bohut sare hise (parts) hen, trading analysis, trading execution aur risk management etc. Market ki situation har waqat badalti rehti hai is waja se aik trader k pas mukhtalif trading system hone chaheye aik trading plan k andar.Market man trade entry lena sa pehla market trend ko lazmi find ker lena chaheye.targets ko achieve karnay kay liye planning ki zaroorat hoti hai. Forex py successful hona chahte hain to learning kbhi bhi na choren .Market man trade entry lena sa pehla market trend ko lazmi find ker lena chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Kiaa targets ko achieve karnay kay liye planning ki zaroorat hoti hai

      yes dear Forex member hamen target ko achieve karne ke liye bahut hi acchi planning ki jarurat Hoti hai kyunki planning ke bagair ham koi bhi Kam Nahin kar sakte so hamen chahie agar ham target complete karna chahte hain aur apne target ko pura Karke achcha bonus is karna chahte hain to hamen chahie ham planning ke sath hi apna work Karen kyunki planning ke sath hamara work achha hota hai aur ham good morning cecile Karke good success hasil karte Hain
      • #4 Collapse

        Re: Kiaa targets ko achieve karnay kay liye planning ki zaroorat hoti hai

        Ji aapane bilkul sahi kaha hai ki market Mein targets ko achieve karne ke liye planning ki jarurat padati hai ab inse planning ke jariye Se Apna Kam bahut hi acche tarike se kar sakte hain aur usmein acchi kamyabi bhi Hasil kar sakte hain isliye market Mein Kam Karne Wale Tamam members ko Apne target ko achieve karne se pahle usse related Achcha analysis Hasil karna chahie aur use analysis ke hisab chahie unhen apni planning Banani chahie aur fir market ke rules and regulations aur apni planning ko follow karte hue Apna Kam Shuru karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Kiaa targets ko achieve karnay kay liye planning ki zaroorat hoti hai

          Ji han bilkul dear Ham Jab Apne target ko acchi Kahate Hain To uske liye proper planning ki jarurat hoti hai dear Forex trading Mein Jab aap kam kar rahe hote hain ismein aapki planning bahut jyada important Hoti Hai Kyunki jab tak aapas Mein planning ke sath Kam Nahin Karte aap ko kabhi bhi success Nahin Mil sakti aur Forex trading main aapki strategy aur aapki planning hi aapke profit ke upar depend kar rahi hoti hai isliye aapko ismein acchi Tarah Se planning Karke kam karna Hota Hai aur Forex trading Mein kam aap Jab proper strategy aur apne target ko acchi karne ke liye is per mehnat Karenge to aapko ismein Jyada fayda hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Kiaa targets ko achieve karnay kay liye planning ki zaroorat hoti hai

            G han planning bohat zaroori hai or jab hum ak goal set karein gy to usy achieve karny k liye hamein planning karni hoge or earning k liye planning mein sab sy pehla point hai acha bonus or us k bad hai demo account practice is dono py bhe kam kea haye to earning possible hai..
            • #7 Collapse

              Re: Kiaa targets ko achieve karnay kay liye planning ki zaroorat hoti hai

              Asalamu Alaikum.
              Jee bilkul achi earning karny k liay trading mai
              First . Target
              Second : strategy
              Third : Money management.

              Ye teno steps jab taak follow nahi kary gy trading say earning karna possible nahi hain . Forex trading mai srif TP hit karna profit nahi hain apny capital say zayda amount Equity mai hona profit khekata hain..
              • #8 Collapse

                Re: Kiaa targets ko achieve karnay kay liye planning ki zaroorat hoti hai

                Daily base pr posting k target ko achieve krny k lia ap ko chaeyee k ap aik time table bana lia tu bhtt hi zadaa acha hy q k yaa jo time table hota hy jab ap yaa bana leta hy tu phr ap k daily k sary kam bhu ho jaty hy hor ap ko zadaa tension bhi ni hoti
                • #9 Collapse

                  Re: Kiaa targets ko achieve karnay kay liye planning ki zaroorat hoti hai

                  Assalamu Alaikum India member of our knowledge there Kiya Hai Ek informative topic discussion abhi to sahi kaha hai ki Hamen bonus Kaun achieve karne ke liye daily gatagat complete karna chahie tabhi Ham Varna ko Achcha bolna Sarkar sakte hain aur usse trading Karke cprofit bhi
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiaa targets ko achieve karnay kay liye planning ki zaroorat hoti hai

                    Planning k bahgr ap ahgh barhny k Soch b ni skty
                    Hr cheez ki planning krni prti ha JC k baghr ap ahgy ya apna target achievement ni kr skty

                    So planning krnybk b different methods hoty ha
                    Man achiment
                    Trending
                    posting
                    Goal achievement
                    Circumstances achievement
                    So in sub kk planning krty ha pr ja k ya achieve Hoti ha so ap apny hat target ko achieve krny k liya planning kry gy pr ahgy barhy gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiaa targets ko achieve karnay kay liye planning ki zaroorat hoti hai

                      forex mein agar hum apny targets ko achieve kerna chahty hain tou us k liye humen is mein planning ki zaroora parti hai kuen k hum kisi bhi kaam ko begair planning k nahi ker sakty humen is mein apny target ko set kerna hota hai k hum aik din mein kitna kaam ker sakty hain aur us lehaz se hum weekly target ko meet ker lety hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiaa targets ko achieve karnay kay liye planning ki zaroorat hoti hai

                        hamy apna target pura karna chaye pher he hum kam kar ky acha bonus kama saky gy hum ismai nigth mai be akm kari sakty hain hum is ma day mai be kam kair sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam ar sakty hain hamy is mai care full ho ajr kam karna ho ag then hum kam kar ky earn kar sakygy forex aik amm busienss jasa nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiaa targets ko achieve karnay kay liye planning ki zaroorat hoti hai

                          Forex men hamen apna target pora karna chahye kun kay gar hum s men achy learning kay sath trading nahin karen gy tu hum as men nakam ho jaty hain tu hamen saber kay sath acah kam karna chahey kun kay forex men kam karna asan anhin hy as en jo mahnat karty hain tu voh kamyaby ho jaty ahin tu hamen forex men kotahy kay sath koi bhe kam nahin karna chahey kun kay forex men trading karna asan nhin hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiaa targets ko achieve karnay kay liye planning ki zaroorat hoti hai

                            g ha ..dunya ka koi km ho oc ko karny k liya plning ki zarurt hoti hy..or jaha tak pakistan forex fourm ki bt hy to yaha wo he insan km kr skta hy jo pln kry
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiaa targets ko achieve karnay kay liye planning ki zaroorat hoti hai

                              agar aap chahte Hain ki aapko Forex mein kamyabi mile to aapko apna daily target complete karna hoga aur aapka daily dar gaye kya aapane 50 post Karni Hoti hai Forex form per aur agar aap 50 post Nahin karenge to aap ki profile ko acchi quality wali profile Nahin samjha jaega aur aapki post ko acchi quality wali post Nahin samjhe aayega aur agar aap 50 post karenge to Aapka knowledge bhi increase hoga aur aapke pass junior members ko dene ke liye bahut achcha knowledge ekattha ho jaega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X