Assalam o Alaikum! Dear forex members, forex mein trading mein successful hone ke liye jaruri hai ki Ham jyada time pakit canalise mein karne mein lagaen aur market ki analysis ke andar learning ko complete Karen aur hamesha apni market ke sath up-to-date rahane ke liye demo account ka achcha use Karen aur use per consistently tradional isase karne ke bad apni trade active Karen jitna Ham forex ke upar apni trade analysis ki practice karenge itna hi hamare trade se accurate signal generate honge isliye hamen chahie ki Ham forex ke upar trade analysis karne ke bad hi market mein trade open Karen aur trading ke dauran kabhi bhi trading discipline se Na nikale aur lalach na Karen aur market ko analyse karne ke bad money management or risk management ko follow karte hue apni trade active karenge to tab hi Ham trading mein successful ho sakte hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим