Lalch kai nuqsanaat ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lalch kai nuqsanaat ?
    Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay or apni apni posting kai kaam ko achay say kar rahay hon gay friends mera ap sab say sawaal ya hai kai forex trading mein lalch kai kaya nuqsanaat han or hum in nuqsanaat say kasay bach saktay han shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lalch kai nuqsanaat ?

    Trading main lalach krny wala kabhi Kamyab nahin hota Hy balke apna loss hi karta Hy ap ko chahhay k Dil sy Kam krain take AP Ko accha reward mil saky. Aap ka quality work AP Ko Kamyab banata hy r rk acchi earning ka moqa deta hy
     
    🌼 Never Give Up 🌼
    • #3 Collapse

      Re: Lalch kai nuqsanaat ?

      Assalamu Alaikum good morning doston Jaisa ki Ham Sab Jante Hain Ki lalach karne se bahut se nuksan Paida Ho Jaate Hain Insan Aaj Karta Hai To usko Bahut Si Muskan ka Samna karna padta hai kabhi Kabar Forex Mein ham log na lalach karte hain aur To Hamara account was ho jata hai yah Hamen bahut bada loss ho jata hai isliye friends Hamesha Lala se bacche aur Soch samajhkar trading Karen aur Kabhi Kabar To Ham Sara account bhi Bhaskar Baithe Hain Sab please friends Apna account safe rakhiye aur Lala na Karen Kyunki lalas bahut hi Buri Bala Hai lalach karne wala kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakta so please friends Vahi log kamyabi Hanste Karte Hain Hain Jo keh Na lalach Karen aur na jaldbaji aap in Se Dur rahiye aap Hamesha safely Taur per bilkul theek Rahenge Jani aapka account bilkul safe Rahega so please friend Hamesha full freshman aur college sated Lagaya Karen aapka kabhi bhi Kaun was Nahin hoga
      • #4 Collapse

        Re: Lalch kai nuqsanaat ?

        Dear members trading main lalach krny wall kabhi Kamyab nahin ho sakta hy ap ko chahhay k Dil sy Kam krain mehnat krain take AP ko kamyabi mil saky ek accha trader wohi hy Jo k mehnat sy apni trading krta Hy r ek accha experiance bhi hasil krta Hy ap ko chahhay k mehnat krain r Kamyab k liy din rat mehnat krain take AP ko kamyabi mil saky
         
        🌼 Never Give Up 🌼
        • #5 Collapse

          Re: Lalch kai nuqsanaat ?

          G ma ap ko btana chahta hon laluch krna sa AP forex ma kabi bi koi faida nhi la sakta keon ka forex lauchi logon ka Lia billkul bi nhi ha forex mehnat krna walon ka Lia or sabar krna walon ka lia ha or sabar krna sa hi forex ma kamyabi hasil hoti ha
          • #6 Collapse

            Re: Lalch kai nuqsanaat ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Hammadjaved پيغام ديکھيے
            Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay or apni apni posting kai kaam ko achay say kar rahay hon gay friends mera ap sab say sawaal ya hai kai forex trading mein lalch kai kaya nuqsanaat han or hum in nuqsanaat say kasay bach saktay han shukriya.
            G dear ager ap es mai kam lalach laye kay kartye hai tu ap kabhi kamyab ho he nhi saktye hai kiyu kay forex mai lalach ka kafi bara masla ban jata hai ap kam kartye hai tu ap ko es mai auto pay he kabhi kabhi lalach a jata hai jis kay bad ap kay kam mai kafi masla a jata hai aur ap es mai parshan ho jatye hai tu ap kam acha karain
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Lalch kai nuqsanaat ?

              Jaisa ki aap Jante Hain lalach Ek Buri Bala Hai vah Kisi bhi kam Mein nuksan kara Deti Hai FIR yah form Forex Mein To aur Jyada nuksan yah mehnat ka Kam Hai lalach ka Nahin Yahan Sabar Walon Ko fayda Hota Hai jo Sab Barse a aur Dillagi se koshish ke sath Forex per kam karte hain aur lalach ka koi izhaar nahin karte Bhadke kam ko kam samajhkar Karte Hain tab hi hi Achcha bonus padhte hain aur Achcha inaam baten Tu acche inaam ke liye Lal Raj chhode Sabar ka Daman Tham hai
              • #8 Collapse

                Re: Lalch kai nuqsanaat ?

                Dear friend forex trading men lalach ka anjam bahut bura hota hey aur iss men sub se ziyada lalachi logon ka account jaldi wash ho jata hey iss liay forex trading men lalachi logon ki koi jaga nhi hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir lalach se perhez karen aur kam profit pe compromise karen aur thora thora kar k apna profit increase karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey
                • #9 Collapse

                  Re: Lalch kai nuqsanaat ?

                  dear g han ap nay acha swal kia haya gar ham is main apnay kam ko achay kartay rahany ki try karna ho g is main ham ko chye k ham is main kam say kam nafah ko gain karnay k bad main bhi happy rahna ho g is main ham ko cjhye k ham is main hemat nah hara kia karein aor achay say acha kam ko last tak kr k bad main he agayki janib bbhwrat rhany ki bar bar try karaty rqhn ho g so is main ham ko chye k ham is main itayt jk sat apnay kam ko jaery rakhay raha kia nkarein agar ham is main acjhi say achi kamybi ko gqin karnay k dream mind main add kr rakha hay to .
                  • #10 Collapse

                    Re: Lalch kai nuqsanaat ?

                    Jio Sabko Yahan per lalchi nahin karna chahie aur apne time par Apne Sab kam complete karne ke liye Agar Ham Yahan per Apne time par Apna Har kam complete karte rahenge To isase Hamen kamyabi milati Rahegi so isliye Hamen Yahan per Apna tune syllable improve Karya ke Sachiv karne ki koshish Karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Lalch kai nuqsanaat ?

                      W. Salam g dear good topic lalach Buri Bala Hai aur Jo log lalach karte hain vah Kisi bhi field mein Kamyab Nahin ho sakte Forex Form per bhi log lalach Mein Aakar dusron ko cheat Karte Hain aur aur Radha han bolo kaise kar main main galat kam Karte rahte hain Jiska Koi fayda Nahin Sab member ko chahie Ke Bina lalach ke bina kam Karen tab hi aap Kamyab ho sakte hain aap khud mehnat Karke Achcha experience aur knowledge Haasil kar sakte hain Jab aap Forex per mehnat se kam Karenge Tu Hi aapko Achcha bonus milega isliye Sab members ko chahie ki vah Lalach Se Dur Rahe aur mehnat aur aur Lagan se kam Karen aur Kamyab trader Ban sakeor Acha bonus hasil kr karin
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Lalch kai nuqsanaat ?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Hammadjaved پيغام ديکھيے
                        Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay or apni apni posting kai kaam ko achay say kar rahay hon gay friends mera ap sab say sawaal ya hai kai forex trading mein lalch kai kaya nuqsanaat han or hum in nuqsanaat say kasay bach saktay han shukriya.
                        Bas dosto yah samjhain ke lalach he sabse bare wajah hay nukasan ke jin main lalach ka ansar ziada ho woh akasar lalach ke wajah se aapne fasle ghalat karte hain or nukasan ko dawat dete hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Lalch kai nuqsanaat ?

                          Dear friend forex business man app jatane zaida lalach karan gaa too app Koo ess kee wajha saa app koo kese bara nuksan kaa samna karna parh sakta haa hamesha chote lot saa teared Koo open karan arr thora thora porfet hassal kar kaa apna bonus arr income mn azfa Kar kaa kamyabi hassal kar sakta han arr akk acha teareder ban sakta han
                          • #14 Collapse

                            Re: Lalch kai nuqsanaat ?

                            Walekum assalam Forex trading main aapko kabhi bhi lalach nahin karni chahie agar aap lalachkarte Hain to aisi situation me aapko bahut jyada important aur careful hokar apni different reporter analysis ko complete karna hota hai agar aap naraj karte hain to aapko bahut jyada disadvantages ho sakte hain kyunki jab aap market ke different important factor scores ready karte hain to aapko bahut jyada advantages ho sakte hain aapko hamesha lala se avoid karna chahie isliye aapko koshish karni chahie.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lalch kai nuqsanaat ?

                              lalach buri Bala Hai lalach ke bahut jyada nuksan aate agar Ham lalach ke sath trading karte hain yah jyada profit ki lalach mein aakar aur trading karte Hain to yah hamen last mein lekar ja sakti hai yah hamara account was kar sakti hai isliye hamen lalach nahin karni chahie lalchi insan kabhi bhi kamyab nahin hota hua hamesha nuksan hi uthata hai jo log lalach mein aakar trade lagate Hain ya raato raat amir hone ke khwab dekhte hain unko aisa nahin karna chahie balke mehnat karni chahie kyunki mehnati kamyabi ki jamanat hoti hai jo log mehnat aur sabar ke sath apne kam ko kante nahin rakhte Hain vah ek na ek din jarur kamyab Ho jaate Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X