Kon se ese din hain jin mein trading nhi krni chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kon se ese din hain jin mein trading nhi krni chahiye?
    Hello friends, i have read somewhere ese kuch din hoty hain jin mein tradings nhi krni chahiyein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kon se ese din hain jin mein trading nhi krni chahiye?

    mere dost Saturday or Sunday Wale Din Hum Forex trading nahin kar sakte Kyunki currency is aur dusron Warrior trading band hoti hai use Din Kuchh indexes aur cryptocurrency trading Jari rahti hai lekin only known Hamen Kam Nahin Karna chahie Iske alava Jis Din market unpredictable movement a rahi ho aur koi technical analysis Kamna kar rahe ho to use din bhi Hamen trading Nahin Karni chahie Hamen Hamesha market Jab smoothly chal rahi ho use Din rate karne se fayda ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Kon se ese din hain jin mein trading nhi krni chahiye?

      Kuch traders market open hone Ka vate Kar Rahe Hote Hain ke jaise hi market open Ho To Humne trade open kar leni hai Jab Mande ko market reopen Hoti Hai To Aise time per Hamen Kisi Surat bhi trade open Nahin Karni chahie jab tak Hamen market ka train confirm Na Ho Jaaye Jiske Liye Hamen pura din bhi wait karna pad sakta hai isliye Mande ko trade karne se avoid karna chahie Baki normal market closed hone Tak Ham trade continue kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Kon se ese din hain jin mein trading nhi krni chahiye?

        Dear members AP ko apni trading Ain Monday aur Friday ko trade open krny sy avoid karna best hy kiun k market ki Movement Ka koi andaza nahi ho that hota hy isliye AP ko chahhay k soch samjh k kam krain mehnat krain take AP ko kamyabi mil saky
        🌼 Never Give Up 🌼
        • #5 Collapse

          Re: Kon se ese din hain jin mein trading nhi krni chahiye?

          Bande se aapko trading Karni chahie aur Hriday Tak aap ko Achcha kam karna chahie aur acchi kamyabi Karni chahie Jo kya aap ki report kaise kar sakte hain kam ya Basa kar sakte ho Raja kam kar sakte hain aap Aisa karna ho kya kar sakte hain aur kam kar sakte hain. Aapane ke sath kam kar sakte hain aur acchi kamyabi kar sakte hain Jo kya Apne Apne dost se jyada sikhana chahie aur Achcha kam karna chahie aur acchi kamyabi Hasil karna chahie Jo kya aapke liye bahut Jaruri Baat Hogi aur acchi baat Hogi.
          • #6 Collapse

            Re: Kon se ese din hain jin mein trading nhi krni chahiye?

            Assalamu Alaikum doston kaise ho aap sab ummid karta hun ki aap sab theek Honge aur aap sab form Mein mehnat kar rahe Honge Bihar doston main aap Sabko yah batana Chahta Hun ke Forex Mein 2 din aap trading nahin kar sakte Friday ko raat ko teen baje market close Ho Jaati Hai Aur Saturday aur Sunday Market close rahti hai market ka weekend hota hai ine Do Din Mein aap reading nahin kar sakte FIR Mande ko market open Ho Jaati Hai aap apni trade start kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Kon se ese din hain jin mein trading nhi krni chahiye?

              Assalamu alaikum my dear Forex member ummid hai ki aap sab khairiyat se Honge Prophet Hasil Karya Rahe Honge gay ye mere bhai ne bahut Achcha Sawal Kiya Hai Ki ki ji han bilkul pet Ke Bhi Koi Aise Din hote hain Jisne Hamen bilkul bhi train Nahin Karni chahie vah Tuesday aur Wednesday Kar Di Na ismein market ki movement Tej hoti hai aur ismein trade Lagane curries Kota hai jisse aapko Jyada loss ho sakta hai isiliye ine Dinon Mein trade na lagaen aur Jyada Taraf trade aap Monday Wale Din lagaen is main aapko movement ki samajh sakti hai
              • #8 Collapse

                Re: Kon se ese din hain jin mein trading nhi krni chahiye?

                G han ap nay acha sawal kia hay per market ka makhsos din nhn hota hay market ki movement ka koi pata nhn chalta hay hamesha trade open karny say pehly market ko analysis karna boht zarori hay...
                $#@#i Khan
                • #9 Collapse

                  Re: Kon se ese din hain jin mein trading nhi krni chahiye?

                  trading krny me koi problum nahin hai ap 5 din me trade kr sakty hain mager us me apko loss bhi ho sakta hai kyu 5 din market opan rahti hai
                  mager asal baat hai trade setup milna jis per hum ko trade krna hota hai is liy hum ko aisa nahin krna chahy jis se hum ko loss ho jai hum ko
                  trade setup ka wait krna hai jab apko entry mily to trade krna chahy jaldi na krna kabi
                  • #10 Collapse

                    Re: Kon se ese din hain jin mein trading nhi krni chahiye?

                    ji member aapane bahut hi achcha pasand kiya hai aap bilkul theek hai rahe hain aapane bahut acchi baat kahi hai ki kis din hamen trading nahin karni chahie member jis din bhi aapko market ki samachar jaaye aapko chahie kya aap trading karya jis din market ki movement acchi ho aapko chahie kya aap trading laga liya Karen aur sath hi sath sabse pahle market karnal to bahut hi jyada jaruri hai agar aap to sakte hain lekin aapkoSaturday or Sunday market close hoti hai tab and setting nahin kar sakte otherwise aap kisi bhi din reading kar sakte hain lekin market analysis karke jis din acchi trading mil rahi ho use din aapko sahi kya painting karne lekin Saturday or Sunday ko maarpeet kyunki close Ho jaati hai tab aap trading nahin kar sakte isliye soch samajhkar trading Kiya Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Kon se ese din hain jin mein trading nhi krni chahiye?

                      ji aapka Sawal bahut hi Aasan Sa Hai Naya Kapda deta hun trading Hamesha open market Mein Karni chahie aur crores market Mein trading Nahin Karni chahie 1 week mein main market five days open rehti ha .Monday se Friday tak market open hoti ha us ky bad 2 din Saturday aur Sunday ko close hoti ha.In 2 dinooo mein ap trading nhai kar skty is baat ko sahi se samjhna zaruri ha ky ap in 2 dinoo mein kabhi bhi trade na lgaein.Aur agar ap ne koi trade lgai hui ha tu wo bhi lazmi close krein.Monday ko market dobara open ho jaati ha ap phir trade lga sakty hain umeed ha ap ko samj aa jaey gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Kon se ese din hain jin mein trading nhi krni chahiye?

                        trading karne ka koi kasar specific time period nahin hota yah hamare apne upar depend kar raha hota hai ki market Ham logon ko kis time per acchi opportunity provide kar rahi hai aur ham logon se opportunity ko acche tarike se utilised kar sakte hain for example aap logon ne market ke andar ek specific time period ke upar trade open kar li lekin ab aap logon ko profit use waqt hoga jab aap logon ka knowledge increase hoga aur aap yahan per kaun se instantly kam kar rahe honge iske liye aapko rules to follow karna hota hai aur quality wale kam ke upar focus karte rahana hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Kon se ese din hain jin mein trading nhi krni chahiye?

                          dear friend weekend per Ham trading nahin kar sakte kyunki vikrant per market close Ho jaati hai is vajah se hamari trade open nahin ho sakti Saturday or Sunday ko weekend hota hai isliye market close Ho jaati hai hamen chahie ke vikrant per Ham x aaya bilkul na Karen balke post karne par focus Karen jitni jyada post karenge itna hi achcha weekly bonus mil payega isliye apne bonus ko increase karne ki koshish karen Taki hamare trade acchi Lage isliye jis din market close Ho jaati hai use din Ham apni post bhi complete Karen aur pure focus se a market per ek acchi planning banaa len aur usi ko follow Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Kon se ese din hain jin mein trading nhi krni chahiye?

                            Dear mate aap ko trading karny ka lia markt ke Movement ko smjna Bhoat lazmi hai jaab ap movement ko smjty hain toh he aap iss main achy sa perform kar sakty hain is lia aap ko mahnat or lagan ka Sat work karna Cheya or kamyabe ahsil karna CHeya is tarah he aap ko smaj lag sakti hai ka kon say days main trading karna Cheya or kiss condition main trade karna Cheya or kiss condition main trading nahi karna CHeya is tarah he aap successfully trading kar sakty hain or kmayabe hasil kar sakty hain.
                            "Successful investing takes time, discipline and patience.”
                            Bitcoiner!
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kon se ese din hain jin mein trading nhi krni chahiye?

                              Aap Forex ke currency pairs per aur gold silver per Saturday or Sunday ko trading nahin kar sakte lekin agar aap cryptocurrency Bitcoin litecoin it is aur Apple per trading Karte Hain To fir aap pura week trading kar sakte hain aur kisi din bhi aapko trading Ki chhutti Nahin milati isliye aapko chahie ki aap Forex trading Agar Karte Hain To aap Saturday or Sunday ko market karna licence kar le Kyunki market close hoti hai aur agar aap Bitcoin aur let Kohinoor cryptocurrency ke Baki pairs per trading Karte Hain To Is Tarah aapko chahie kya aap daily message per cryptocurrency kara licence Karen aur FIR analysis ke through aap ko pata chalega ki market mein kaun sa tractor banaya hai aur kaun se train ko follow karte hue market aapko Kis Tarah ka signal de rahi hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X