Humay forex may kam karnay kay liye khud pay yakeen karna hai .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Humay forex may kam karnay kay liye khud pay yakeen karna hai .
    Dear members Aslamualikum umeed hai kay ap sab theek hon gay aur apna kam achay say kar rahay hon gay aur ajj ma ap sab ko yeh bat batana chahti hon kay humay forex may kam karnay kay liye mehnat kay sath sath apnay ap pay yakeen karna hai aur kamyabi tab hi hasil ho gai jab humay apnay ap pay yakeen hota hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Humay forex may kam karnay kay liye khud pay yakeen karna hai .

    Hamare han aksar dekha Gaya hai ki agar koi baccha padhaai mein dilchaspi nahin deta to uske Wal nahin usko kam per Dal dete Hain Tak ek baccha Koi hona Sikh kar achcha mustaqbil banaya aur apne a kam yah apne hunar ko bekar tarike se karne ke kabil Ho jaaye to hamari aksharaya koshish hoti hai ki Ham apne bacchon ko bekar se bekar sikha kar unko mahashay mein achcha insan banane ki ki koshish hoti hai aur ham Urdu ya nahin chahte ke hamara baccha Koi Na acchi ke aur aur Shakti se usko padhai ki taraf raghav karne ki koshish karte Hain to hamen chahie ki Ham apne bacche per apni marji Muslim na Karen aur uski silai ko dekhen ke vah is kam mein jyada dilchaspi leta hai agar aapko maloom Ho jaaye FIR baccha kisi bhi kam mein jaati taur per kuchh bhi leta hai aur aap bhi ho uski hosla afzai karte Hain to usko vah kam sikhane mein aasani paida Ho jaati hai to hamen cast aur per yah sochana hai ke ham apne aap ko is kabil banate hain aur acche baithe rojgar kamane ki hasil karte Hain to hamen Kash aur pahiya khyal rakhna hai ki forex trading mein agar Ham kamyabi hasil kar lena aur ek waqt aisa aaye Ham behtar trader bane to hamen yah koshish karte rahana hai ki Ham sikhane aur samaj mein ki silai ko istemal karke apne liye pahla kar sakte hain cost aur per forex trading mein hamen hokar kam karna chahie agar Ham ya koshish mein kamyab ho jate Hain Jo forex trading mein bharpur profit hasil kar sakte hain aur khud bhi hasil hone se insan ko bahut jyada aseania paida Ho jaati hai to hamen sikhane aur samajhne ka har waqt aur har Ghar mein jari rakhna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Humay forex may kam karnay kay liye khud pay yakeen karna hai .

      Dear member umeed krta hn ap sub khereit se hon ge jaisa ke hm sb jante hein ke forex ko hr bnda join kr skta lekin is pr work wohi log kr skte hain jinko experience hota he or knowledge hota he lekin agr hm achi learning krke forex ko join krein ge to kamyab ho skte hein iske liye hmein apne aap or yaqeen rkhna hoga ke hm forex pr work krke aik kamyab trader bn skte hein lekin kamyabi mehnat pr hi depend krti he ziyada mehnat krein ge to kamyabi hasil kr skte hein
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: Humay forex may kam karnay kay liye khud pay yakeen karna hai .

        G han ap nay theek kaha hy hamin forex main kam karny k liye khud pay yaqeen rakhna chahiye or forex main achi mehnat karni chahiye ta k hum forex main kamiyabi hasil kar sakain...
        $#@#i Khan
        • #5 Collapse

          Re: Humay forex may kam karnay kay liye khud pay yakeen karna hai .

          Assalamu Alaikum dear friends ummid karta hun kya aap sab khairiyat se Honge ji aapane kya question Kiya ke Hamen frocks Mein kam karne ke liye Khud bhej yakin karna hai Ham tab hi Pak Forex Mein Kamyab ho sakte hain Jab Ham Khud per yakin Karenge isliye Hamen chahie ki Ham Khud at Madhi se kam Karen Jyada Jyada kam Karen aur Jyada Jyada mehnat Karen knowledge or experience shasan Karen aur earning Karen aur Achcha profiter Sar Karen isliye Hamen chahie ki Ham apne aap per yakin rakhen thanks
          • #6 Collapse

            Re: Humay forex may kam karnay kay liye khud pay yakeen karna hai .

            Jab aap khud par Yakeen Kar Ke Forex per kam Karenge to aapko bahut Achcha benefit Hoga Kyunki Jab aapko Khud per trust hota hai aur kam Karte Hain To aap bahut acchi quality ki post karte hain aur vah acchi quality ki post aapko bahut Achcha bonus Deti Hai Kyunki acchi quality ki post per thanks bhi bahut acche Aate Hain Aur Is Tarah aapki post bahut acchi sabji jaati hai aur aapko bonus Achcha Milta Hai

            • #7 Collapse

              Re: Humay forex may kam karnay kay liye khud pay yakeen karna hai .

              G bilkul sahi kha apny k hamin forex py kam krny k liy apny ap par yakeen hona chaey jb hm storng ho k kam karin gy to hamin bht fyda hota ha wo log kabi kamyab nhi ho sakty Jo jaldi har man jaty hn or Jo log bina planning k kam krty hn. Sb members ko chaey k forex par agar apko loss ho jata ha to parshan na hua karin agr ap parshan ho jain gy to ghud ko kaisy prof karin gy is liy ghud par yakeen rhkin or post karin tb hi ap Acha kam kar k Acha bonus hasil kr sakty hn.
              • #8 Collapse

                Re: Humay forex may kam karnay kay liye khud pay yakeen karna hai .

                apne aap per confidence Hona chahie Bharosa Hona chahie Ham Apne confidence ko strong banane ke liye Pakistan forex business rules ke mutabik kam karte hue Achcha knowledge or experience Hassan karna chahie Jab hamare pass Pakistan France Business ke bare mein Achcha knowledge or experience Se Jyada Se Jyada Hoga utna hi Ham is online business Mein Khud market colonize bhi kar sakte hain aur is Mein cheating Karke Achcha profit business in kar sakte hain yah sab Hamare acche confidence Ki Nishani Hai Jitna Ghar Achcha Kaun film sogat Nahi hamesha online business Mein acchi success Hassan ki Ja sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Humay forex may kam karnay kay liye khud pay yakeen karna hai .

                  forex main agar apko hona hae kamyab to apko is main mehnat karne cahiye ache tarah se take hum is main kuch hasil kar saken hum jitna zayada ache tarah se mehnat karte howe jate hain hum yahan se success hasil kar he lete hain hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hamen cahiye ke hum is main mehnat ke sath ache tarah se kam ko time diya karen take hum is main success hasil kar len or hum is main kamyab ho he saken lakin is main phir hamen mehnat bhe to karne he ho ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Humay forex may kam karnay kay liye khud pay yakeen karna hai .

                    Han mere dost aapane bilkul theek ka hai self esteem is bahut essential hai Bharat mein agar ham log self-confidence Nahin Rakhenge Apne Upar To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Sakenge isliye Agar Ham Logon Ne Kamyab hona hai aur Achcha trader banna hai To fir self-worth could be very vital for you agar aap apne Upar yakin Karke buying and selling Karenge to Fir fayda Hoga aur aap log munafa cover Sakenge aur agar aap Logon Ko Apne Upar yakin Nahin hoga to aap log kabhi bhi acche tarike se marketplace Mein Kamyab Nahin Ho Sakenge kamyabi ke liye aap Logon Ko Apne Upar yakin rakhkar studying Karni Hogi fayda Bhi Hoga aur Achcha munafa Bhi Hoga aap Logon Ko
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Humay Forex May Kam Karnay Kay Liye Khud Pay Yakeen Karna Hai

                      1. Forex Trading Kya Hai?


                      Forex trading, yaani foreign exchange trading, duniya ka sab se bada financial market hai jahan currencies ka buy aur sell hota hai. Yeh market 24 ghante khula rehta hai, jahan log apne profits kamane ki koshish karte hain. Is trading ka asal maqsad currencies ke rates ka faida uthana hai. Is liye, is field mein kaam karne ke liye khud par yakeen karna bahut zaroori hai.
                      2. Khud Pay Yakeen Kyun Zaroori Hai?


                      Khud par yakeen karna aapki trading ki success ka bais banta hai. Jab aap apne faislon par yakeen karte hain, to aap behtar decision le sakte hain. Trading ke doran mushkil situations ka samna karna hota hai, jahan aapka khud par yakeen hi aapko sambhal sakta hai. Agar aap khud par yakeen nahi karenge, to aap trading se door hote jayenge.
                      3. Trading Ka Pehla Qadam


                      Trading shuru karne se pehle, aapko apne goals define karne chahiye. Aapko yeh samajhna hoga ke aap kitna profit kamaana chahte hain aur kitna risk uthane ke liye tayar hain. Is goal setting ke process mein khud par yakeen rakhna aapko discipline aur motivation dega.
                      4. Knowledge Ka Ahmiyat


                      Forex trading mein khud par yakeen tab barhta hai jab aapko is market ke baare mein knowledge hoti hai. Aapko currencies, economic indicators, aur trading strategies ki knowledge honi chahiye. Is information ko hasil karke, aap apne decisions ko behtar bana sakte hain, jisse aapka khud par yakeen barhta hai.
                      5. Demo Accounts Ka Istemal


                      Forex trading shuru karne ke liye demo accounts ka istemal bahut faidemand hai. Isse aap bina kisi risk ke trading seekh sakte hain. Jab aap demo account par achi performance dikhate hain, to aapka khud par yakeen barhta hai. Is practice se aap real market mein enter karne se pehle tayar ho jate hain.
                      6. Trading Strategy Banana


                      Aapko apni trading strategy banani hogi. Yeh strategy aapki trading style, goals, aur market conditions par mabni honi chahiye. Ek acchi strategy aapko ek clear plan deti hai, jisse aap khud par zyada yakeen karte hain aur behtar decisions le sakte hain.
                      7. Risk Management


                      Risk management aise techniques hain jisse aap apne losses ko limit kar sakte hain. Yeh strategies aapki total investment ko protect karti hain aur khud par yakeen rakhne mein madad karti hain. Jab aap risk ko achi tarah manage karte hain, to aap confidently trade kar sakte hain.
                      8. Emotions Ko Control Karna


                      Trading ke doran emotions ka control karna bahut zaroori hai. Jab aap stress ya anxiety mein hote hain, to aap ke decisions behtar nahi hote. Khud par yakeen rakhne se aap apne emotions ko control kar sakte hain, jisse aap zyada behtar decisions lete hain.
                      9. Regular Evaluation


                      Aapko apne trades ko regular basis par evaluate karna chahiye. Is evaluation se aap jaan sakte hain ke kya kaam kar raha hai aur kya nahi. Is tarah ki analysis se aap apne mistakes seekh sakte hain, jo aapko khud par zyada yakeen denge.
                      10. Market Ka Ghar Talashna


                      Market ke trends aur news ko samajhna zaroori hai. Jab aap market ke movements ko samajhte hain, to aap apne trading decisions ko behtar bana sakte hain. Isse aapka khud par yakeen barhta hai, kyunki aap informed decisions le rahe hote hain.
                      11. Mentorship Aur Guidance


                      Agar aap nayi shuruaat kar rahe hain to kisi experienced trader se mentorship lena faidemand ho sakta hai. Unka experience aur guidance aapko sahi direction de sakta hai. Is tarah se aap khud par zyada yakeen kar sakte hain aur jaldi seekh sakte hain.
                      12. Continuous Learning


                      Forex trading ek aisa field hai jahan har din nayi cheezein seekhne ko milti hain. Aapko regular learning ki zaroorat hoti hai. Online courses, webinars, aur trading forums aapko latest trends aur strategies ke baare mein jaankari dete hain. Is knowledge se aap apne aap par zyada yakeen rakh sakte hain.
                      13. Success Ka Celebration


                      Har choti success ko celebrate karna zaroori hai. Jab aap choti choti achievements ko manate hain, to yeh aapke confidence ko barhata hai. Isse aap khud par zyada yakeen karte hain, jo aapko aage barhne mein madad karta hai.
                      14. Conclusion


                      Forex trading mein khud par yakeen rakhna sab se zaroori hai. Yeh aapki success ka key hai. Aapko apne goals define karne, knowledge hasil karne, aur strategy banane par focus karna chahiye. Khud par yakeen ke sath, aap trading ki duniya mein apni jagah bana sakte hain aur apne financial goals achieve kar sakte hain. Isliye, apne aap par yakeen rakhein aur forex trading ko ek safar ki tarah dekhein, jahan seekhne aur grow karne ka har mauka hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X