Continuation Ranges Trading Mai Kesa Pattern Banati Hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Continuation Ranges Trading Mai Kesa Pattern Banati Hain
    Continuation Ranges Trading Range Ki Type Hai Continuation Range Aik Chart Pattern Hai Jo Trend Kay Andar Unfold Ho Jata Hai Triangle Wedges Flags Or Pennants Sab Qualify Hain Continuation Ranges usually Predominant Trend Kay Against Correction Mai Occur Hotey Hain Continuation Ranges Ongoing Trend Kay Middle Mai Frequently Open Ho Sakti Hai Jis Ki Wajah Se Traders Profit Gain Kar Saktay Hain Continuation Ranges Kay Disadvantages Bhi Hain Koun Keh Continuation Pattern Dosray Trends Mai Occur Hota Hain Is Liya Ya Trades Kay Liya Tricky Hotay Hain Or Traders Ko Loss Bhi Ho Sakta Hai.

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Continuation Ranges Trading Mai Kesa Pattern Banati Hain

    Forex mein agar aap trading chart ko dekhain tou uss mein bahut zayada qisam kay pattern bantay hain aur aap ko unn mein sae tou kae patterns ka tou pata bhi nahin ho ga aur her pattern kay baad market ki aik khas movent hoti hai aur yeh tamam patterns mein mukhtalif hoti hai jis kaa aap ko lazmi pata hona chahyea iss kay lye aap ko patterns kay baray mein maaloomaat hasil kerna hoon gi aap nay continuous range pattern kay baray mein poocha hai tou iss mein market ya tou continuously ouper move kerti hai ya phir continuously neechay aur aisay mein market ya tou over bought hoti hai ya phir over sold aur jub aisa pattern market mein banay tou aap ko uss mein bahut zayada profit hota hai bus aap trend ko follow kertay huay apni trade ko continue kerain

    اب آن لائن

    Working...
    X