Forex trading mein account wash kyon hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Forex trading mein account wash kyon hota hai

    Assalamu Alaikum dear friends member ummid karta hun kya aap sab log bilkul khairiyat se Honge aur apne kam Koi Imandar ke sath saranjam de rahe Honge dear member bahut Achcha question ki aap Logon Ne ki Hamara trading account Kyon Hota Hai Hamara counter se wash Hota Hai To Ham log Socha samjhe start kar dete Hain market ko bhi nahin Dekhte demo kaun sa practice bhi nahin karte jaldbaji Mein trading kar dete Hain usse Hamara ho jata hai aur ham log Kam Nahin karte ho jata hai pet ko kam profit Mein close Nahin Karte Hamara Kotwal hota hai Kyunki ham log lalach kar lete hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Forex trading mein account wash kyon hota hai

      Assalam walekum
      ji han aapane bilkul theek sawal Kiya hai Forex trading mein account wash kyon Hota hai ji bilkul Forex trading jab Ham trade karte Hain 2 trading ke dauran Ham jaldbaji karte Hain lot size jyada laga dete Hain aur ek se jyada trade laga dete Hain jisse hamen hamara account wash hone ka khatra Hota hai trading mein agar hamen apna account watch hone se bachane ke liye hamen chahie ki ham trading mein sabar se kam ne jald bazi na Karen ek se jyada treade na lagaen lot size trade na lagaen tabhi hamara account was hone se bajega.
      • #48 Collapse

        Re: Forex trading mein account wash kyon hota hai

        Aapka account wash is vajah Se Hota Hai ki aap Kisi knowledge Jab Kisi experience se aap trading karna Shuru kar dete Hain Jo aapka account vash ho jata hai agar aap trading karna chahte hain to pahle knowledge or experience Ka Hona jaruri hai bad mein aap accha profit Kama sakte hain
        • #49 Collapse

          Re: Forex trading mein account wash kyon hota hai

          Dear pak forex member Main ummid karta Hun ki aap sab khairiyat se honge yahi vajah hai Forex trading me account isliye wash hota hai ki Ham lalah chor jaldbazi se kam karte hain jiski vajah se hamara account was ho jata hai isliye hamen chahie ki jaldbazi aur lalach Se dur Rahe Taki Ham kamyab ho agar Ham acchi tarah post karte hain raksha bonus aasan karte hain aur trade mein fresh mind hokar trade nahin lagate aur active nahin hote jiski vajah se hamara account wash ho jata hai
          • #50 Collapse

            Re: Forex trading mein account wash kyon hota hai

            Ji aapki baat theek hai ki Forex trading mein kabhi kabhi account wash bhi ho jata hai jab hum bagair market analysis ki aam trading open karte Hain to aise mein loss ke chances hamare jyada hote Hain hamen apne desh ko bachana hai tu har tarah se market analyst score dekhna hoga market ki fluctuations ko under observation rakhna hoga gem account ka istemal karte hue Ham Sikh kar kamyabi ke bahut kareeb ja sakte hain isliye ye hamen pahle sikhana chahie aur frame fair trading main involve hona chahie.
            • #51 Collapse

              Re: Forex trading mein account wash kyon hota hai

              asslam.o.aliakum dosto ji boht he acha sawal kiya hai forex trading main loss q hota hai agr ap lalach kro gy ya jaldbazi kro gy big lot use kro gy market ko analyse kiye bagair trading kro gy to apko loss ho ga isliye hamesha apne mind ko fresh rakh kr market ko strong analyse kr k he sabar k sath trading kro tabhi ap achi trading kr k ache trader ban sakte ho isliye demo account pr practice kro daily demo ko kabhi b ignore na kro daily market ko analyse kro.
              • #52 Collapse

                Re: Forex trading mein account wash kyon hota hai

                Jayaprada Hamara Kaun Ho Jata Hai Kyunki Agaram Jyada Se Jyada trade kar lete hain to market ki movement ki jaldbaji ki vajah se Ham jo bhi market ki in trade karte hain to market ki movement ke Tej hone ki vajah se Hamara account was ho jata hai Kyunki Hamara countless Ran Mein Chala Jata Hun Main love's Ho Jata Hai To fir Umar account was ho jata hai
                • #53 Collapse

                  Re: Forex trading mein account wash kyon hota hai

                  Pakistan forex main tamam doston ko salam umeed karta hn ap sb log khair khariat sy hn gy aur acha bonus hasil kr rahy hn gy dear friend jb ap trade lagaty hain aur loss ki amount apk total account equity ki amount ko cross karti hy tu apko loss ho jata hy.
                  • #54 Collapse

                    Re: Forex trading mein account wash kyon hota hai

                    Ji han bilkul theek baat hai Forex mein bahut acchi tarike se apni kam ko karke Ham acchi earning Hasil kar sakte hain jitna jyada Ham Forex per kam karenge apne hi jyada hamen usmein earning Hasil hoti hai lekin demo account ek aisa account hai jismein Ham trading ki practice karte Hain uske bad hi acchi trade laga sakte hain lekin vaste hamara account wash Ho jata Hai hamari overtrading ki vajah se yah Ham lot size jyada rakh dete Hain is vajah se yahan jaldbaji mein kisi galat pair par galat jagah trade laga ke apne account ko wash karva dete Hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #55 Collapse

                      Re: Forex trading mein account wash kyon hota hai

                      Dear all forex members umeed hai ap sab khariyat say hon gay je bilkul agar hum kamyab hona chahtay hain to is Kay liay hamain mehnat karne chahiyay hum jitna ziyada experience say kaam karain gay utna ziyada hamain faida ho ga aur forex trading main account Kay wash honay ka khatra hota hai aur hamara account ja sakta hai lalach NAhin karne chahiyay

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X