Lot size kya hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size kya hai
    jab aap forex trading mein entry lete Hain to uske liye aapko Koi Na Koi aisi quantity choose karni hoti hai jiski basis per aap market mein entry lete hain lot size basic liva price hoti hai jiske sath aap market mein entry le rahe hote hain aur no doubt aapko market mein jo profit and loss hota hai vah bhi aapki lot size per depend karta hai isliye aapko koshish karni chahie kya kar aapke pass proper market information nahin hai to aap small lot size ke sath market mein entry Le kyunki agar aapke pass proper analysis nahin honge aur uske bavjud aap lot lot size ke sath market mein entry lenge to aapka kaun pass bhi ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size kya hai

    Forex Trading me lot size ka aik bara aham role hota hai ya ye samjh lo k lot size Forex Trading me trade ki akaye hai. Jab hum lot size k positive aur negative value se waqif ho jayen to us k baad hi hamen trading shron karni chaheye. Small lot size hamare account k leye ideal hota hai aur is se hum apne account ko safe rakhte hn lekin agar lot size hum ziada karte hn to is se hamara account risky ho jta hai aur mumkin hia k hamara account wash ho jaye. Aam tawar pe lit size ka aghaz 0.01 se hi hota hai aur is ko hum mazeed increase bhi kar sakte hn. Lot size ko bohut hi zyada careful use karna chaheye q k hamari trading ka sara inhisar is pe hi hota hai. Demo account par prectice se kya advantages milty hain.Fore trading apni behtareen noyeyat ki waja se aik behtareen karobar hai. Lot size commodities pe kam rakhne ki koshash karen.
    • #3 Collapse

      Re: Lot size kya hai

      Assalamu Alaikum aapane theek Sawal Kiya Hai lot size kya hai to main aapko yah batana chahti hun ki large-size kya hoti hai lot size trading ka ek rule Hota Hai aur Agar Ham trade Mein Kamyab Hona chahte hain aur apni trade loss Se Bachana Chahte yaar Apna account wash hone Se Bachana Chahte Hain To Hamen lot size Jarur use Karni chahie Kyunki lot size use karne se Ham Apna account was hone se bacha sakte hain aur Khud Ko Las hone se bhi Hamen Hamesha small large size use Karni chahie Kyunki small lot size use karne se Hamari count save rahata Hai Sar per junior member Se Meri request hai ke lot size Hamesha small use Karen small lot size use karne ke bahut hi fayde hain aur Jaisa ke aapane kaha hai ki large size use karna kya hai to large size use karna bahut hi lajmi hota hai large-sized se ham market ki movement ka andaza bhi Laga sakte hain isiliye Hamen trading se pahle lot size check kar lena chahie
      • #4 Collapse

        Re: Lot size kya hai

        Forex market mn jo ap ki trade jis pr base kr rhi hoti hy hor jis ki base pr ap ko loss ya profit hota hy agr ap baraa lot size choice krty hy tu ap ko loss ya profit zadaa hota hy ap ko hamesha smaal lot size choice krna chaeye yaa hamesha ap ko apny capital ki base pr achaa lot size selection krni chaeye hor phr kam krnaa chaeye
        • #5 Collapse

          Re: Lot size kya hai

          Trading Mein lot size investment package ko Kahate Hain Jo ke Tamam traders adjust karte hain trade open karne se pahle lot size advancement package isliye hota hai Kyunki ismein ham dollar aur sent through lot size banate hain Jisko Ham Apne account ke balance ke according setting Mein set yani adjust kar sakte hain aur trade ko open kar sakte hain Jitna Big Lot size Hoga utna hi jyada big profit Hoga aur Jitna small outside Hoga utna hi small profit hoga

          Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





          • #6 Collapse

            Re: Lot size kya hai

            Assalamu Alaikum dear Forex Forex Trading me lot size ka aik bara aham role hota hai ya ye samjh lo k lot size Forex Trading me trade ki akaye hai. Jab hum lot size k positive aur negative value se waqif ho jayen to us k baad hi hamen trading shron karni chaheye. Small lot size hamare account k leye ideal hota hai aur is se hum apne account ko safe rakhte hn lekin agar lot size hum ziada karte hn to is se hamara account risky ho jta hai aur mumkin hia k hamara account wash ho jaye. Aam tawar pe lit size ka aghaz 0.01 se hi hota hai aur is ko hum mazeed increase bhi kar sakte hn. Lot size ko bohut hi zyada careful use karna chaheye q k hamari trading ka sara inhisar is pe hi hota hai. Demo account par prectice se kya advantages milty hain.Fore trading apni behtareen noyeyat ki waja se aik behtareen karobar hai. Lot size commodities pe kam rakhne ki koshash karen.
            • #7 Collapse

              Re: Lot size kya hai

              hello doston Forex forum per lot size jitna kam se kam rakhoge utna hi aap acche tarike se money management aur profit hasal kar sakoge aur aapane loss ko bhi recover kar sakoge aur apne capital ko bhi secure and safe raksha kho Gaye isiliye lot size hamesha kam se kam utilise karna chahie lot size kisi bhi e trading ke profit and loss ka multiple integral hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Lot size kya hai

                trading karte hue jis kimat ke sath Ham kisi bhi chij ko by a cell kar rahe hote Hain Ham uska ek lot size set karte hain jitna jyada Ham lagaenge hamen itna jyada profit ullas hota hai aur agar use lot size ko Ham apne account ke mutabik lagate Hain to market jitna jyada hamare against move karti hai to hamara account mahfuj rahata hai to large size ek aisi chij hai ki jis price se Ham market se koi chij sal yah bye kar rahe hote hain use lower size kaha jata hai ki kitni ki chij Ham bole rahe hain
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size kya hai

                  Ji bilkul Forex member
                  Aapane bahut hi baat ki hai aur main aapki baat se mukammal ji ki rakhti hun. Deccan fox business forum name jab ham trading mein entry karte Hain to hamen entry ke liye koi Na koi aisi entry Sarkar hoti hai hai jiske sath hai market mein enter kar sakte hain lot size ke bagair ham market mein trading nahin kar sakte. Trading ke liye aapke account mein maximum balance Hona chahie taki agar aapko loss bhi ho to Aapka account wash na ho. Deccan forex business forum trading ke liye lot size bahut important hai trading main aapka loss or profit sab kuchh lot size decide karta hai isliye aap ka lot size aapke capital balance ke according Hona chahie. agar aapke pass jyada experience Nahi hai to koshish karen ki aap apna lot size kam rakhen aapka lot size jitna kam Hoga aapke loss ke chances itne jyada kam honge. lot size hamesha capital balance se kam Hona chahie tha ke loss ki Surat mein main aapka account wash Na ho. forex business forum mein lot size ki importance ka andaza is baat se lagaya ja sakta hai ke hamara profit or loss sab kuchh lot size per depend karta hai isliye koshish karen ke aap ka lot size aapke capital balance se kam ho. Post acchi lage to thanks jarur dijiyega shukriya.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size kya hai

                    AoA dear member forex ki market men lot size ka bhaot ziada role hy lot size pe hi hmen profit aur lot hota hy q k agr lot size ka intikhab jaldbazi men ho jaye to bhaot ziada loss ho skta hy lot size men hr cheez k apny units hoty aur un k hr pip men lot size ka alag alag rate hota hy lot size select krny se pehly hmen hamesha hmara balnce dykhna chahiye agr balance kam hy to lot size chota rkhen agr balance ziad hy to lot size ziada rkh skty hen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size kya hai

                      Forex men trading karny say pahly hamen lot size kay bary men dekh kar as men trading karny hoty hy ur agar hum as men lagan kay sath trading nahin karen gy tu hum nakam ho jaty hain kun kay forex men jo mahnat karty hain tu voh as men acha profit hasil kar sakty kun kay forex men hum mahnat nahin karen gy tu hum nakam ho jaty hain kun kay forex men kam karna asan anhin hy as men jo mahnat karty hain tu voh acha profit hasil kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size kya hai

                        Assalam o alaikum.
                        Lot size trading main eak price hoti hay jis pay trader buy ya sell krta hay. Har trader apnay account k lihaz sy lot size ko set krta hay , agr apka account or equity ziada hay tou ap barhi lot size lga sktay hain warna small lot size lgani hoti hay. Kyun k jidr apko profit hona hota hay udr loss b ho skta hay . Lot size har trader apni marzi sy lgata hay. Barhi lot size pay ziada profit or ziada loss hota hay or small pay km profit or km loss. So ye risky hota hay. Lakin lot size utni hi lgani chahye jitna ap manage kr sktay ho or beginners ko hmesha small lot size pay hi kam krna chahye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size kya hai

                          Dear lot size is on line job syestem you can get a lot size of profit if you can serious with there work every person can do alot size of work with the help of work day and night man should nver lose heart because this is thecaginst the dugnighty of man forex fourm is lotsize and profitable work
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot size kya hai

                            dear friend aap bilkul theek hai Rahe Hain Ki Hamen Forex trading market Mein Had trade Lagane se pahle lot size ka Achcha intekhab kar lena chahie aur Hamen money management ke sath trading Karni chahie Hamen Forex trading Mein lalach Nahin Karni chahie Kyunki lalach karne se Hamen loss hota hai Hamen Forex trading Mein Sabar ke sath kam karna chahie Kyon Kaisa Bhar ka fal Meetha hota hai Hamen acchi trading Karni chahie aur Achcha prapt kam Aana chahie Ham Forex Mein Achcha kam Karenge To Ham acchi kamyabi Jarur Hasil kar sakte hain aur Achcha bonus bhi Kama sakte hain Hamen acchi trading Karni chahie aur Achcha profit Hasil karna chahie jisse Ham acchi earning kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lot size kya hai

                              Ji bilkul friend lot size 1 volume Hai Jiske tahat Hamen trade Mein profit ya loss ka Samna karna Hota Hai. Hamari trade lot size per depend karti hai aur Usi hisab se Hamen profit ya loss Milta Hai. Trade mein lot size bone marrow ka kam karta hai Iski selection bahut bahut important hai. Hamen Apne margin ke mutabik lot size fix karna chahie. Lot size mein main mistake ka matlab loss hai. Hamari sari trade lot size per depend karti hai. Agar Lite size maximum hoga to account wash bhi ho sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X