Lalch se dor rhen
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Lalch se dor rhen

    Assalamu alaikum dear friend se Dil ko lagana chahie ki Ham lalach se dur Rahe Taki Ham bahut hi achcha profit Hasil karke kamyab Ho saken
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lalch se dor rhen

      Lalach se door reh kr ap jb b km krein ge to ap ko faida ho ga kion k hamare loss ki asl wjha lalach ha is liye jb b ap lalach krte hein to ap k paas jo majodda profit hota ha wo b chla jata ha so ap kabhi b lalach se km na krien blke apna km imandari se krein imandari se ap jb b km krein ge ap ko ap ka Kam proft de ga or forex pr to ap jitna hardwork krte hein jini struggle krte hein us se ziyada ap ko bonus deta ha or phir jb ap k paas acha bonus ho to ap k liye profit gain krna mushkil nai hota bs trading mein ap ko smajdari se km krna hota ha jb b ap km krien tk ap ka full focus ap k Kam pr hona chaiye tb he ap kamyab ho skein ge.
      • #18 Collapse

        Re: Lalch se dor rhen

        Walaikum Salam ji bilkul sahi Kaha aapane a ke lalach Se Dur Rahe Kuchh log Jyada bonus Ke Chakkar main Forex par mehnat karna Chhod Dete Hain Aur lalach Mein Aakar apna hi loss kar dete Hain isliye ye sab members ko chahie lalach se a dur Rahe mehnat aur aur Lagan se kaam Karenge to aapko accha profit milega lalach Buri Bala Hai isliye Dur Rahe vah log kabhi Kamyab Nahin Hote Jo log lalach Mein Aakar apna hi nuksan kar dete Hain is liy hardwork kain or Acha bonus hasil krin
        • #19 Collapse

          Re: Lalch se dor rhen

          G han janab ap ne bilkul sahi kaha hai humen forex me lalach nahin karni chahye bulke us me soch samjh kar us me kam karna chahye humen forex me acha trader bn kar kam karna chahye jis se hum achi income kar sakte hai or humen humesha trade karne me lalach nahi karni chahye lalach karne se koi bhi kam sahi se nahi ho pata hai
          • #20 Collapse

            Re: Lalch se dor rhen

            assalam o alaikum bhaiyo jaisa k aap ko pata ha k lalch buri bala ha to koshish karain k lalach sy door rahin q k lalach sy insaan sb kuch kho daita ha aur jo log purany hain wo to waqif hain is kaam sy pr jo log naye hain forex py un ko itna nai pata hota so wo kamai mai jldi k liuye lalach mai a jata hain magr trading mai lose kr baithy hain laza aaram aur tahamul sy kaam karain aur apny goals ko limited rakhain aur un ko follow karain
            • #21 Collapse

              Re: Lalch se dor rhen

              lalach se door rahen gay ap ko bohat he bahtreen faida hay Jab aap demo account main kam kartay hain to aap ki learning ho rahi hoti hy aur aap kuch na kuch seekh rahay hotey hain aap ko aagay tk lay jati han or kamyabi dilati han skills ko improve krtay rahna chahya hy or information share krray rahna chahya hy es business main ap sochtay nhon gay keh loss na ho jaye ap loss k baray main bahut sochtay hai aur profit k baray main bahut kum sochtay han so forex main apko always dar laga rehta hai keh kahin loss na ho jaye acha knowledge or experience hy men forex trading business ko do saal sy join kia hua hy or trading kr ky earning kr ra hn ap bhi bina dr ky forex men trade kren hum main zeda dar ho ga to tab bi hum thek trha trading nhi krain gai kion ky dar ki waja sy hum investmint krny sy bi darain gai or mehnat karny sy bi darain gain is trha ham profit kabi bi gain nhi kar sakty.
              • #22 Collapse

                Re: Lalch se dor rhen

                Forex trading mein lalach loss ki sabse badi wajah hoti hai koi bhi trader Joe knowledge karta hai vah Forex mein lois karta hai isiliye hamen kabhi bhi lalach nahin karni chahie aur ek kamyab trader Forex mein lalach ki bajaye sabar karta hai aur sabar ke sath trading karta hai to vah ismein kamyab rahata hai aur achcha profit bhi hasil karta hai lalach buri Bala hai yah to aap sab logon ne suna hoga ISI tarah Forex mein lalchi trader hamesha nuksan mein rahata hai aur kabhi bhi achcha profit hasil nahin kar pata hai isiliye har trader ko chahie ke vah lalach se avoid Karen aur sabir ke sath trading Karen
                • #23 Collapse

                  Re: Lalch se dor rhen

                  Aoa humy lalach sy bach kr rehna chahiye lalach achy logon ko bighar deti ha lalach ik buri bla ha is sy dor rehny ki koshish karen forex trade bht famous trade ha is trade main imandari sy kam karen mehnat sy dil lga kr apna work kiya karen is trah ap ko kamyabi zaror mily gi forex main interest lain or forex ko learn karen learning kr k kam karny main hamara faida ha
                  • #24 Collapse

                    Re: Lalch se dor rhen

                    har condition he humay lalach se bachna chaye takay safe hon Successful bnny k liye lalch se dor rhen. Bht se members lalch ma aa kr apna loss kr bthty hn. Ziada profit ke lalch ma lot size ko increase kr dna simple se example h. Is liye hmen kamiyab hny k liye lalch se bchna chye
                    • #25 Collapse

                      Re: Lalch se dor rhen

                      har condition he trader ko lalach se door rehna chaye success k lye humen chaea k hum lalach na kren ku k lalach buri bala hy lalchi insan kbi kamyab nhi ho skta es liye humen chaea k hum apna kam mehnt or imandari se kren tb hi hum kamyab ho skty hen or acha profit hasil kr skty hen
                      • #26 Collapse

                        Re: Lalch se dor rhen

                        Bilkul theek ka hai Hamen lalach Se Dur Rahana chahie Ham Agar trade Lagate Hain Hamen Thodi Si profit per hai abhi trade ko close kar lena chahie Agar Ham Chhote profit Mein Mitate ko close Karegi usse Hamen benefit both Milta Hai Lekin Hamara account loss Seva jata hai kis ke alava Ham Lalach se bhi Dur Rehte Hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Lalch se dor rhen

                          Hn g bilkul hamy trading ka business mn lalach se door rehna chaye q ka hamary andar lalach aa gy phr hm bhtb jaldbazi kary gy or is trah zyada loss bhe ho sakta hy is lye is kam ko soch samajh ka karna chaye or tahamul mizaji se karna chaye tb hi hm kamyab ho sakty because greed is a curse.
                          • #28 Collapse

                            Re: Lalch se dor rhen

                            Assalam walekum forex member ummid karta hun aap khairiyat se Honge ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki lalach Se Dur Rahe bilkul aise hi baat hai Hamen chahie Ke Lala se Hamen Dur Rahana chahie Kyunki lalach karne se Ham nuksan karte hain Hamen loss hota hai aur Hamen kabhi bhi achcha profit Nahin hota hai isliye Hamen Apne trading Kendriya Forex Mein kam karte hue Kisi bhi Jagah Kahin per bhi kisi bhi business ke andar Hamen kabhi bhi lalach nahin Karni chahie lalach karne se Ham nuksan kar Baithe Hain jisse Ham mayous Ho Jaate Hain isliye imaandari ko taiyar karne Sabar ke sath Apne Gaon ko complete Kya Kare lach sirf nuksan deti hai isliye Hamen chahie kya Garam Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen Sabar ko taiyar karna hoga Sabar ke sath Hamen kam karna hoga Kyunki Sabar Se Kiya vah kam Hamesha achha hota hai aur kamyabi ki taraf se Jata Hai Shukriya thank you so much
                            • #29 Collapse

                              Re: Lalch se dor rhen

                              Salam to all forex friends good morning dear forex members Pakistan forex forum me kam krne kalye zrori hy k apko ziada se ziada mhnt krni chiye hardworking krni chiye apne work ko full time dena Chiye DL lga kr kam krna chiye lalach blkl nhi krni chiye lalachi log Kamyab nhi hoty
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Lalch se dor rhen

                                G bilkul lalach na Kia Karen lalach se nuksan he hota hi kabhe faida hasil ni hits lalach jab karen gay to benefit hasil hone Ke bjae hame nuksan ho ga Pakistan forex forum pe Kam krne KE lye mehnat Karen take apko mehnti ke waja se acha profit mile hmara account aksar lalach ke wajah se wash ho Jata hi is lye lalach na Karen balke mehnat Karen mehnat Karen gay to kamyabi mile ge Pakistan forex forum pe Dil lagta kar kam Karen or apnay knowledge ko improve Karen hmara knowledge improve ho ga hame faida hasil ho ga lalach na kia karen lalach hame faida ni dete

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X