Analysis kitni kism ke hote Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis kitni kism ke hote Hain?
    Assalam walekum:
    Dear forex friends Mera aaj aapse sawal ji hai ki analysis kitne kishan ke hote Hain Mera tamam senior member se yah sawal hai ki analysis ki types ko briefly discuss karon ka ke jyada se jyada knowledge juniors ko Mil sake aur vah is ke bare mein learning hasil karke achcha profit hasil Kiya ja sake kyunki analysis ke bagair trading karna impossible hota hai hai aap sabka is bare mein kya khyal hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis kitni kism ke hote Hain?

    Forex Trading me analysis teen qisam ki hen, technical analysis, fundamental analysis aur sentimental analysis.
    Technical analysis trading
    Forex trading me hum technical analysis ko forex trading me technical tools ki madad se hi saranjam dete hen. Technical analysis aam tawar par technical aur pair ki mythological behavior ko dekh kar ki jati hai aur is me calender years se bhi help le jati hai. Foeex trading me technical analysis ki bohut ziada ahmeyat hai aur aam tawar par technical analysis currency pairs par apply ki jati hai.
    Fundamental analysis
    News trading se murad market me kisi bhi economical, political ya social news se jo badlao market me hota hai wo news trading kehlati hai. News trading ko forex Trading ki terminologies me fundamental analysis bhi kaha jata hai. News trading ka market pe bara asar hota hai aur baaz awqat ye hamari technical analysis par bhi asar andaz hoti hai.
    Sentimental analysis
    Forex trading me agar hum technical analysis aur fundamental analysis ko yakja karke kaam karen to ye hamare pas sentimental analysis ban jati hai. Kabhi kabhi hamare pas market me aisi situation ho jati hai k technical analysis bhi strong hoti hai aur fundamental analysis bhi strong hoti hai, is waja se hamen market k dono pehlowon ko dekhna hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Analysis kitni kism ke hote Hain?

      G haan billkul forex trading krta Han tu analysis ka bagair trading krna impossible ha tu AP ko btana chahta hon analysis two type ka hota Han technical or fundamental Jo log acha analysis kr lata Han in ka Lia trading krna muskil nhi hoti
      • #4 Collapse

        Re: Analysis kitni kism ke hote Hain?

        Dear friends trading main market ka Analysis bohat importance ka Hamil hota hy. Analysis 3 type k hoty Hain. Jin main technical analysis, fundamental analysis aur sentimental analysis shamil Hain AP ko apni trading main in ko acchy sy learn karna chahay take AP ko kamyabi mil saky
        🌼 Never Give Up 🌼
        • #5 Collapse

          Re: Analysis kitni kism ke hote Hain?

          anil sar Jo hota hai vah do kism ka hota hai ek hota hai fundamental analysis aur dusra hota hai technical analysis Jo fundamental analysis hota hai hai uske andar market ki movement ka kuchh pata nahin chalta vah duniya ke halat ke mutabik movement hoti hai jab ke Jo technical analysis hota hai uski basis hoti hain vah mukhalif techniques ke upar hoti hain aur uske andar jo ki yah kisi chij ki movement hoti hai vah technique ke hisab se move karti hai aur jismein technical movement jaisa ke charts ke andar m v m 1 m 15 aur ISI tarah se h1 w1 aur MN yah sari chij hoti hai yah sari technical analysis ke andar dekhi jaati hai lekin jo basic anal se jo hota hai uska koi technical nurse se Lena Dena nahin hota balke technical analysis se hatkar iski movement hoti hai hamesha
          • #6 Collapse

            Re: Analysis kitni kism ke hote Hain?

            Walekum assalam dear Ham Jab Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain ki hamare pass analysis karne ke liye different analysis ki kahan soti hain Jaisa ke
            TECHNICAL ANALYSIS
            FUNDAMENTAL ANALYSIS
            SENTIMENTAL ANALYSIS
            dear jab ap is main is trha analysis ko perform kar k trades lgaty hain to apko uska bahot zyada faida hota hy aur apko trade lgany sy pehly market k bary main proper analysis karny chayen.
            • #7 Collapse

              Re: Analysis kitni kism ke hote Hain?

              Assalamu Alaikum ji dear forex member aapka sawal bahut achcha hai aur kafi informative hai aaj main aapko batata chalu ki analysis 3 tarah ke hote hain 1 fundamental analysis 1 sentimental analysis aur 1 technical analysis sabse pahle aapko sentimental analysis ke bare mein batao sentimental analysis mein Ham agar technical analysis aur fundamental analysis ko milakar use per kam karen to yah hamare pass sentimental analysis ho jata hai kabhi kabhi hamare pass fundamental analysis aur technical analysis donon hi bahut strong Ho jaati hai to vahan per hamen sentimental analysis ko use karna padta hai iske alava technical analysis mein technical school ki madad se hi kiya jata hai technical analysis currency pair per apply hota hai aur iski bahut jyada importance hai iske alava aapko main fundamental ke related bataun to fundamental analysis mein main kisi ka bhi political news ki vajah se agar market mein kuchh tbdeeli aati hai to usne new trading kahate Hain new trading se market pay bahut jyada asar hota hai thanks.
              • #8 Collapse

                Re: Analysis kitni kism ke hote Hain?

                Hello Aslam o Alikum to Kaise hin aap Mein umid karta hun aap khairiyat se Honge Forex trading mein bahut jyada kism k analysis Hote Hain Jab aap hi in ko istemal Karte Hain To aap aapko loss ke chances kam ho Jaate Hain aapko Forex mate reading karne se pahle analysis kar lena chahie market ko acche tarike se dekh lena chahie ki market ki Movement kis Taraf Hai market upward move kar rahi hai yah downward kar rahi hai iski do type Hoti Hai technical analysis aur fundamental analysis phir inki Chhoti Chhoti branch a Jaati Hai statistical analysis aur sentimental analysis isliye Hamen chahie ke Lagane se pahle analysis Jarur kar lena chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis kitni kism ke hote Hain?

                  analysis hamry pass 3 type ki hoti h. fundamental,techincal and sentiment.humein analysis krny ka method pata hona chy tb hi hum kamyab ho skasty hian es ly humein en 3 method ko seekhna chy aur pata hona chy k analysis krna ch. hmari analysis jitni zyda strong ho g i humein utna hi zyda gain hota ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis kitni kism ke hote Hain?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid-Raja پيغام ديکھيے
                    Assalam walekum:
                    Dear forex friends Mera aaj aapse sawal ji hai ki analysis kitne kishan ke hote Hain Mera tamam senior member se yah sawal hai ki analysis ki types ko briefly discuss karon ka ke jyada se jyada knowledge juniors ko Mil sake aur vah is ke bare mein learning hasil karke achcha profit hasil Kiya ja sake kyunki analysis ke bagair trading karna impossible hota hai hai aap sabka is bare mein kya khyal hai?
                    dear members forex main hum forex market ko smjhny keleay aor apni trading sy pehly uski jo tiyari karty hain market ko dekhty hain aor phir usi hisab sy apni trade start karty hain to is term ko is method ko hum forex ki zaban main Analysis kehty hain to dear members yeh jo analysis hoty hain yeh teen kisam kay hoty hain aor inko karny ka miyar aor experirence bhi main sy share krta hon

                    sab sy pehly ata hay
                    TECHNICAL ANALYSIS

                    DEAR members forex market main jub hum chart ko dekhty hain aor phir us par candlesticks ko dekh kr ya support and ressitence ko find kr kay aor koi makhsoos nishan dekh kr trading krty hain to isey hum technical analysis kehty hain kun keh hum chart ko technically dekhty aor read krty hain

                    dosry no. par jo ata hay woh hay

                    FUNDAMENTAL ANALYSIS

                    dear members fundamental analysis main yeh hota hay keh traders mulk ki news main nzar rakhty hain rozana kisi na kisi mulk main koi masla zaror hota hay ya to uskey hukmaron ki waja sy ya phir do mumaliq ka apas main to is sy jo asar forex market par parta hay to usey hum fundamentally taor par dekhty hain aor phir usi key hisab sy trading karty hain

                    tesry no. par jo analysis ata hay woh hay

                    SENTIMENTAL ANALYSIS

                    dear members yeh analysis bohot hi expert traders karty hain jo keh forex market main kafi ziada time dey chukey hoty hain jo keh forex ko achi trah sy janty hain forex market ko smjhna har shaks ka kam nahi hay isleay yeh analysis expert hi krty hain

                    AGR DEKHA JAEY TO PEHLY DONO ANALYSIS BEST HAIN LAIKIN HAR ANLAYIS KI APNI HI AHMIYAT HAY
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis kitni kism ke hote Hain?

                      Walaikum salam dear members Forex trading main different types ke hote hain sentimental analysis technical analysis fundamental analysis Agar hun in ko understand kar k trading Karty Hain To Hamen ismein profit gain ho sakta hai. isliye aapko chahie kya Forex trading Mein Analysis Karke trading Karen tabhi aapko ismein kamyabi Milegi isliye Jab aap analysis aur planning ke sath trading karte hain to ismein aapko Achcha profit bhi ho jata hai .aur loss bhi nahin hota agar aapane Forex trading Mein kamyab hona hai to aapko Analysis par focus karna hoga aur Jyada Se Jyada experience gain karna hoga Jab aapke pass experience hota hai to aap acchi trading kar sakte hain aur kamyab ho Jaate Hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis kitni kism ke hote Hain?

                        Walekum assalam Forex trading Main Jab aap different important analysis ko major divisions Mein categorise Kahate Hain To Aisi situation main aapko different types ke analysis mil sakte hain jismein aapko fundamental analysis technical analysis aur uske sath sath sentimental analysis Milte Hain in different types ke analysis of ke liye bahut hi important role play kar sakte hain aur aapki trading ko bahut jyada profitable bana sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie Forex trading Mein different important analysis rahata hai usko carefully study Karen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis kitni kism ke hote Hain?

                          Assalamu Alaikum dear Forex analysis 3 tarah ke hote hain 1 fundamental analysis 1 sentimental analysis aur 1 technical analysis sabse pahle aapko sentimental analysis ke bare mein batao sentimental analysis mein Ham agar technical analysis aur fundamental analysis ko milakar use per kam karen to yah hamare pass sentimental analysis ho jata hai kabhi kabhi hamare pass fundamental analysis aur technical analysis donon hi bahut strong Ho jaati hai to vahan per hamen sentimental analysis ko use karna padta hai iske alava technical analysis mein technical school ki madad se hi kiya jata hai technical analysis currency pair per apply hota hai aur iski bahut jyada importance hai iske alava aapko main fundamental ke related bataun to fundamental analysis mein main kisi ka bhi political news ki vajah se agar market mein kuchh tbdeeli aati hai to usne new trading kahate Hain new trading se market pay bahut jyada asar hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Analysis kitni kism ke hote Hain?

                            walekum assalam dear agar aap Forex trading mein completely kamyabi hasil karna chahte hain to ismein aapko different types ke analysis mukmmal karna hote hain Forex trading mein fundamental analysis aapke liye bahut hi important hote Hain Jo totally Forex trading mein aane wali news par depend kar rahe hote hain iske sath sath aapko Forex trading mein different technical analysis ko complete karna hota hai jismein aapko bahut care for hokar apni decision-making karna hoti hai jab aap market mein sentimental analysis ko complete karte Hain to aisi situation main bhi aap bahut hi perfect decision-making kar sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Analysis kitni kism ke hote Hain?

                              Forex trading ki market Mein entry karne se pahle Hamen market ka acchi Tarah Se analysis kar lena chahie analysis ke bagair Agaram market Mein entry Karenge To Ham main market mein bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye analysis karna bahut jyada important hai Hamen market ko Hamesha check karna chahie market ko check karke hi market Mein Apni trade open Karni chahie Forex trading ki market Mein analysis ki 3 type hai fundamental analysis technical analysis and sentimental analysis Hamen analysis ko acchi Tarah se study karna chahie tha ki Ham in ko apni trading Mein istemal Karke apni trading Koi profitable trading banaa Paye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X