Acchi trading ke liye candle ko samajhna bahut jaruri hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Acchi trading ke liye candle ko samajhna bahut jaruri hai
    Acchi trading ke liye jaruri hai kya cadles ko samajhna chahie Kyunki jab tak Ham candles Ko Nahin samjhe Ayenge tab tak Hamari trading Bata Nahin ho sake gi isliye Hamen market Mein acchi trading karne ke liye candles ko samajhna chahie Jab Ham candles ki types ko samajh Jaenge to tab Hamen kamyabi Mumkin ho sakti hai isliye candle se ko samajhna bahut jaruri hai agar Ham candles Ko Nahin samajhte Hain to kamyabi hamare liye bilkul bhi Mumkin Nahin Hogi isliye candles ko samajhne Hamare liye Kafi Behtar result sakta hai Hamen candle ko Jarur samajhna chahie
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Acchi trading ke liye candle ko samajhna bahut jaruri hai

    Achi trading ka Lia candle ko samjna bohat zurori hai aap nay theek kaha forex main aap aagr candle stick ko samaj jay gay tu aap achi trading Kar Kay successful ho jatay hai jab Tak aap candle stick ko nahi samja gay tu aap ko trading Karna mein moskal ho gi iss Lia aap ko candle stick ko samaj Kar trade lagay
    • #3 Collapse

      Re: Acchi trading ke liye candle ko samajhna bahut jaruri hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
      Acchi trading ke liye jaruri hai kya cadles ko samajhna chahie Kyunki jab tak Ham candles Ko Nahin samjhe Ayenge tab tak Hamari trading Bata Nahin ho sake gi isliye Hamen market Mein acchi trading karne ke liye candles ko samajhna chahie Jab Ham candles ki types ko samajh Jaenge to tab Hamen kamyabi Mumkin ho sakti hai isliye candle se ko samajhna bahut jaruri hai agar Ham candles Ko Nahin samajhte Hain to kamyabi hamare liye bilkul bhi Mumkin Nahin Hogi isliye candles ko samajhne Hamare liye Kafi Behtar result sakta hai Hamen candle ko Jarur samajhna chahie
      Assalamu Alaikum dear for ex member bahut acchi post share Ki Hai aapane Ke Agar Ham Chahte Hain acchi trading Karen To Hamen main trading ke rules aur aur trading ke petrol Ko samajhna Hoga Jaisa ke trading ki candles ko bhi e samajhna hoga focus karna hoga Agar Ham trading candles aur Patron ko samajh Lete Hain To Ham profitable trading kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Acchi trading ke liye candle ko samajhna bahut jaruri hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
        Acchi trading ke liye jaruri hai kya cadles ko samajhna chahie Kyunki jab tak Ham candles Ko Nahin samjhe Ayenge tab tak Hamari trading Bata Nahin ho sake gi isliye Hamen market Mein acchi trading karne ke liye candles ko samajhna chahie Jab Ham candles ki types ko samajh Jaenge to tab Hamen kamyabi Mumkin ho sakti hai isliye candle se ko samajhna bahut jaruri hai agar Ham candles Ko Nahin samajhte Hain to kamyabi hamare liye bilkul bhi Mumkin Nahin Hogi isliye candles ko samajhne Hamare liye Kafi Behtar result sakta hai Hamen candle ko Jarur samajhna chahie
        Assalamu Alaikum dear Forex member bahut acchi post share Ki Hai aapane Ke Agar Ham Chahte Hain acchi trading Karen To Hamen main trading ke a rules aur aur trading ke pattern Ko samajhna Hoga Dada trading ki candles ko bhi samajhna Hoga focus karna hoga Agar Ham trading candles or Baton ko samajh Lete Hain To Ham profitable trading kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Acchi trading ke liye candle ko samajhna bahut jaruri hai

          G haan billkul forex trading ma candle stick ko smujna zarori ha keon ka candle ko follow kr ka ham achi trading kr sakta Han is Lia hamesha candle ko follow kran or agr AP ko candle stick ko smuj nhi pata tu candles ko smujna ki khosish kran
          • #6 Collapse

            Re: Acchi trading ke liye candle ko samajhna bahut jaruri hai

            Forex market me candles chart pattern ki ehmeyat bahot zeyada hay candles se hi market ki movement ko judge karna traders key ley asaan hota hay kesi indicator ko use kar key achi information hasil karna possible nahi jetna key candles se hamy market ki movement aur information hasil karny me asani ho sakti hay candles hi ki waja se market key advance movement key bary me janna possible ho sakta hay.
            • #7 Collapse

              Re: Acchi trading ke liye candle ko samajhna bahut jaruri hai

              Asslam o alaikum mery bahyo jesa keh mehnat sy he har chez milte hy jitne mehnat karo gy otna ziada faida mily ga jo mehnat nhe karty wo loog nakam ho jaty hain hamy apny business main mehnat karne cahaye aour agar ham chaty hy keh ham achi trade kaga jar acha profit hasil kary tu hamy market aiur candle ko samjhna bahitbhe zarori hy is ky کی hamy aoni oak forex ke gufthugu karne chaye aour aoninpost ko mukmal kar kya jaye aiur aony senior member ke postvkonlearn karna chaye jis sy ham main experience aiur knowledge ata hy jissy ham candle aour market ko achy tariqy sy samjh sakty hybaiur acha trader ban sajty hy
              • #8 Collapse

                Re: Acchi trading ke liye candle ko samajhna bahut jaruri hai

                Yes dear members aapane bilkul sahi kaha hai acchi trading ke liye candle ko samajhna bahut jaruri hai agar aap candle ke patton ko samajh Lete Hain To usmein aap ko profit bhi ho jata hai agar aapane profitable hona hai to aapko apni learning Karni Hogi aur acchi planning ke sath trading Karni Hogi tab bhi aap ismein kamyabi Hasil kar sakte hain Jab aap trading Mein acche analysis Karke kam karte hain aur chart ke pattron ko understand karte hain to usmein aapko coca Punjabi milati hai isliye aapko chahie ki aap apni learning ko increase Kare aur Jyada Se Jyada hardworking ke sath kam Karen tabhi office mein successfull Honge.
                • #9 Collapse

                  Re: Acchi trading ke liye candle ko samajhna bahut jaruri hai

                  candle stick pattern ki bhi forex mein bohat zeada value hai aur ye bhi aik trading tool he hai jis ko hum trade mein apply kerty hain aur profit ko gain kerty hain candle stick pattern ki bohat sari types hain aur har trader apny knowledge aur experience k sath he candle stick ko use kerta hai aur ye trader to trader very bhi kerti hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Acchi trading ke liye candle ko samajhna bahut jaruri hai

                    assalamu Alaikum dear friend agar Forex trading me acchi earning karni hai to market ko follow Karen market ki movement samjhe candles pahchan sikhen aur apne experience and knowledge ko increase Karen jitna achha experience and knowledge hoga utani acchi earning kar sakenge isiliye daily time invest Karen aur mehnat ke sath kam Karen ek kamyab trader hamesha mehnat per focus karta hai agar aap experience ke bagair trading karenge to aap ko loss hoga aur aapka account wash ho sakta hai apne account ko safe rakhna soch samajh kar money management ke sath trading Karen aur Dilchaspi ke sath best mood hokar active mode hokar trading Karen ke aap Jo trade open Karen use aapko bahut acha profit ho aur aap los se bacha saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Acchi trading ke liye candle ko samajhna bahut jaruri hai

                      Vaise to exceptional investors vahi hai jo candlesticks ko dekh kar apni change open kar leta hai aur kuchh der chalne ke bad vah Apna income e-book kar leta hai isliye Hamen essential tarike se bhi market ko analyses Karke apni trade leni chahie Aur candlesticks ko bhi dekh kar aur indicator ka bhi use karte hue Hamen apni buying and selling start Karni chahie Agar Kisi member ko candlesticks ke associated statistics Nahin Hai To vah PDF according to search karke download kar sakta hai aur bullish candlestick score Aur candlesticks Ke related acchi records Hasil kar sakta hai yah sab chijen aapko Google store par mil Jayegi aap vahan Se candlesticks Ke associated acchi information Hasil kar sakte hain aur ise samajhne ke liye time de Taki aapko acchi profits Hasil Ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: Acchi trading ke liye candle ko samajhna bahut jaruri hai

                        My dear friends I hope you will be happy and enjoy the unlimited profit on the forex trading aapane Sahi Kaha Agar Ham indicator ko use Karenge To Ham last bhi Kamyab Honge Jo trader indicator ko use karte hain aur Achcha work Karte Hain vah Kabhi Bina Kam Nahin hota hai isliye aap Hamesha Achcha word Karen indicator ko use Karen aur Market ko samajh Nahin koshish karen jawab Achcha work Karenge tabhi Kamyab Hongeis ke sath sath firex ko samje or seriously kam kare agr ap serious honge to ap lazmi kamyab hai hamesha achi learning hi kamyab banati hai isliye ap achi learning kare or khud ko improvement main leker ayye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Acchi trading ke liye candle ko samajhna bahut jaruri hai

                          My dear friends i hope you are well and you are earnning good bouns and good profit by working hard in forex forum dear friends acche trading karne ke liye candle aur Chahat ko samajhna bahut jyada Jaruri Hota Hai agar aap candle ko samjhenge tab aap ek acche trade open kar sakte hain jisse aapko Ek Achcha benefit aur ek Achcha result Milega isliye mein chahie ki Ham Jyada Se Jyada mehnat Karen market ke sath Hamesha touch Rahen Jab Ham market ke sath touch rahenge tab Hamen kamyabi Milegi aur ham Ek accha profit Hasil kar sakte hain isliye main chahie ki Ham mehnat Karen aur kamyabi Hasil Karen best of luck

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X