Forex Trading system me trading plan se is waja se mukhtalif hai k is me hum sirf trading ka aik pehlo pe hi kaam karte hen, misal k tawar par hum dekhte hen k kab trade enter karna hai aur kab trade exit karna hota hai. Trading system hamare trading plane ka hisa hota hai, lekin ye trading plan nahi hai, jese trading plan k aur bhi bohut sare hise (parts) hen, trading analysis, trading execution aur risk management etc. Market ki situation har waqat badalti rehti hai is waja se aik trader k pas mukhtalif trading system hone chaheye aik trading plan k andar. Planning Hamare maksad Ki takmeel Hai Is vajah Se planning per hansta Hua Jo rakhne ki koshish karen aur Hamesha se acchi planning banaen Taki Ham Forex trading Mein kamyabi Hasil Karen. Loss se bhi experience Hasil kar sakte hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим