Kuch logn ki forex m nakami ki Bari waja ziada lot size h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kuch logn ki forex m nakami ki Bari waja ziada lot size h
    M umeed karta hm app sab log khairiyat s hngy or app logn ki sahii guzar rhii hogii AJ m app logn ko am bat btana chahta Jo app k lye BHT ziada fayda ki hoggi keh forex m log ziada kis reasons ki waja s nakam hotty Hein to unki ziada yeh h keh woh ziada lot size use karny ki waja s nakam hotty Hein to UN logn ko chahye keh is Chex s avoid krein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kuch logn ki forex m nakami ki Bari waja ziada lot size h

    Yes dear aapane bilkul perfect advice Hamare Sath share ki hai agar Ham money management ke rules and regulations ko apni trading per apply Karte Hain To usmein Humko bahut jyada advantages ho sakte hain aur Hamare about ki safety hundred percent maintain ho sakti hai Kyunki Jab aap apni trading per lot size ki selection ko Jyada Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada disadvantages of sakte hain aur aapke liye bahut jyada problem create ho sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie ki Forex trading Mein different important factors complete karne ke sath lot ki selection Hamesha minimum Karen
    • #3 Collapse

      Re: Kuch logn ki forex m nakami ki Bari waja ziada lot size h

      G han forex trading men jo log ziyada profit ka lalach kartay hen woh bagher sochay samjhay bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir lalach se perhez karen aur kam profit pe compromise karen aur hamesha small lot size ko use karen aur mehnat aur lagan se kam karen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur acha profit kama saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Kuch logn ki forex m nakami ki Bari waja ziada lot size h

        ji han bhai jaan aap hain bilkul theek kaha hai forex trading 1 risky business hai aur ismein kamyabi hasil karne ke liye hamen hamesha apne trade ko proper planning aur proper strategy banakar open karna chahie lekin agar aap jaldbazi karenge aur money management kiye bagair apne trade ko open kar denge aur apne trade open karne ke liye apne account balances jyada lot size lagayenge to aapka account market ki flexible motion ko bardasht nahin kar sakega jiski vajah se aapka account jaldi watch ho jaega aur aapko apni trade se nuksan ho jaega isliye hamesha apne trade ko money management karke open karna chahie aur money management karte waqt hamen apne lot size apne account balance ke mutabik lagani chahie aur koshish karen ke chhoti se chhoti slots ice lagaen taake aapka account market ki flexible motion ko bardasht kar sake aur aap apni trade se achcha profit hasil kar saken
        • #5 Collapse

          Re: Kuch logn ki forex m nakami ki Bari waja ziada lot size h

          Forex Trading Start karny sy pehly ik bar isey zaror parh len takeh ap ko andaza ho jaey keh Forex Kiya hay? Ap keleay mufeed bhi hay ya nahi... members forex trading koi ziada purani nahi hay yeh to kuch sal pehly hi mutarif ki gai hay to aj hum is par tafseelan bat krty hain
          History
          members wqt guzarny kay sath sath jahan insani tarz e muasharat main tabdeliyan ati hain wahan tarz e muaash main bhi naye naye zareay mutarif hoty hain.
          Stock Exchange main Aam admi ki dilchashpi aor rasai kay bad forex ko mutarif karwaya gaya.
          agrcheh forex trading ziada purani nahi magar yeh sirf bankon aor maliyati idaron tak mahdood thi. Internet ki aam admi tak rasai kay bad forex trading kay darwazy aam admi keleay bhi khool deay gaye.
          Sainkron Brokers bhi wajood main agaye. Aik button dabany sy ghair mamoly amdni shro karny aor milliniors ban,ny jaisey purkashish ishtihaarat nay awam ul nas ki barri tadad ko apni traff raghib kiya.
          Magar Forex ki munasib Taleem na honey , Real Account sy pehly Nakafi practice aor nakafi Sarmaey aor ik achey trader ki khasosiyaat paida na karny ki waja sy 90% loag apney asal sarmaey sy hi haath dho baithty hain. lihaza jitna ho skty forex ki taleem hasil ki jaey forex ko sekha jaey iski practice ki jaey forex ko jitna ziada hum sekhety hain otna hi ham forex main mahir hoty hain . To dear members forex kay mutaliq hum mazeed jan,ny ki koshish krty hain....
          Forex
          Agr ap ko kbhi kisi ghair mulk jany kay itefaq ho to air port par ap ko currency exchange ki dukan nazar aegi. ap counter par janty hain to ap ko ik board nazar ata hay is par mukhtalif mumalik ki currenciyon kay rates likhy hoty hain. Ap rate list kay mutabiq rupey dey kar matloba currency hasil karty hain. Dosrey lafzon main isey Foreign Exchange kahty hain yani aik currency baich kar dosri currency kharidna. Mukhtasirran isey Forex kehty hain.
          Forex market duniya ki sab sy barri market hay . Aik andazy kay mutabiq rozana trillion Dollors ka is market main lain dain hota hay jub keh duniya ki sab sy barri stock market New York Stock Exchange main rozana Taqreeban 22.4 billion Dollors ka lain dain hota hay .

          FOREX TRADING MN AKHIR KIS CHEZ KA LAIN DAIN HOTA HAY

          DEAR MEMBERS Jawab sedha sadha hay keh keh currencies ka. laikn kun keh Ap ka Haqeqat main currencies sy koi wasta nahi hota hay isleay confusion ka hum shikar ho jaty hain. Stock market main hum dekhty hain keh Google Mali taur par mustahkum hay aor iskey shares ki qimat barh rahi hay to Hum Google kay share buy kar lety hain Hum nay shares to buy kar leay lakin google kay malik to nahi ban gaey....
          Isi trah sy forex main Hum currency kay sirf share buy ya sell karty hain currency kay malik nahi ban jaty hain...
          Forex main barri barri currencies yeh hain
          USD, EUR, JPY, GBP, CHF, CAD, AUD, NZD

          CURRENCIES MAIN TRADING HAMESHA PAIRS KI SHAKAL MAIN HI HOTI HAY
          dear members yad rakhen keh Forex main jb bhi trading hoti hy to aik hi wqt main aik hi currency ko kharida jata hay aor dosri ko becha jata hay maslan agr EUR/USD , AUD/USD, USD/JPY
          Trading Brokers kay zareay hoti hay currency pairs ko ya to buy kiya jata hay ya phir sell kiya jata hay.
          Kisi currency ki taqat ya kamzori ka andaza us mulk ki paidawar, Afrat e zarr, aor rozgar jaisey Awamil sy lagaya jata hay.

          CURRENCY PAIRS KI 3 TYPES HAIN,
          Major Pairs,
          Yeh aisi currencies hoti hain jin main American Dollor Shamil hota hay
          cross pairs
          Yeh aisi currencies hoti hain jin main Koi bhi American Dollor Na ho
          Exotic
          In main traqqi Pazeer Mumalik ki currecies hoti hain..

          FOREX MARKET SIZE AOR LIQUIDITY
          dear members agr hum forex market ky size ki bat karen to yeh ik trah sy kisi bhi samandar sy km nahi hay yani keh itni barri market hay yeh duniya main pehly no. par hay
          Mumbai , Karachi, London aor New York wghaira ky Stock Exchange khas mukam aor waqt main lain dain karty hain jub keh forex Electronic Banking kay zareay 24 Hours Monday to Friday jari rehti hay.
          AEy jaiza lety hain keh kon c currency ki trading ziada hoti hay aor kon si ki kam hoti hay..
          Dear members pehly no. par Dollor hay dosrey No. par Eur hay aor tesry no. par Yen hay

          DOLLOR BADSHAH HAY

          Dear members hum bar bar Dollor ka ziakar kun kar rahy hain kun keh tama major pair ka adha hissa dollor par mushtamil hay to is waja sy iski bat to karni paregi Akhir dollor badsha hay..
          dollor har mulk main har contract main yahan tak keh jo bhi koi mulk karza leta hay woh bhi dollor main hi milta hay

          DOLLOR KI AHMIYAT KI CHAND AHM WAJOHAAT

          America ki maishat duniya ki sab sy barri maishiya hay
          Tamam mumalik apney reserves Dollors main rakhty hain
          America ka siyasi nizam sab sy ziada mustahkum hay
          Sab sy barri Foji Taqat hay
          Tamam mumalik ki tijarat Dollors main hoti hay


          FOREX KAY FAWAID

          Forex main chand khasosiyat yeh hain jo keh isey dosry online businesess sy mumtaaz krti hain...
          NO COMMISSION
          Forex main koi clearing fees, Exchange fees, Government ki fees ya borkeker ki fees nahi hoti hay , han currency ki kimat kharid ya frakhot ka farq hot hay jo keh broker wasool krta hay
          NO MIDDLE MAN
          forex main ap ki rasai directly broker kay muhaya keay gay plateform tak hoti hay jahan bghair kisi ki mudakhlat kay ap azadi sy trading kar skty hain
          TRADING SIZE
          Forex main hum apni marzi sy samaya kay mutabiq trading size ekhtiyar kar skty hain
          24 HOURS TRADING
          Forex market monday ko Austriliya kay subah 8 bjey start hoti hay aor jumma ko New York ki sham tak phaili rehti hay to hamen jab bhi fursat miley rat ko bister par lait kar bhi hum trading kar skty hain ...

          KOI INFIRADI TAUR PAR FOREX KO CONTROL NAHI KAR SKTA
          Forex market itn barri hay keh koi bhi chota ya barra trader is par asar andaz nahi ho skta hatta keh koi bank bhi market ko apni marzi sy tabdeel nahi kar skta...


          LEVERAGE

          iski misal aisey keh ik bohot hi barra patthar ho jisey panch admi bhi na hila sken wohi patthar aik admi lever ki madad sy ba asani hila dey. Hum 50 dollor ki madad sy 2500 dollor ki trade kr skty hain 500 dollor sy 25000 dollor ki trade kar skty hain magr yad rahy keh leverage Do dhari talwar ki manid hoti h ay bghair kisi proper money management kay hamara account minton main wash ho skta hay
          agr dekha jaey to hmarey pass itny paisey nahi hoty hain keh hum trading kr sken ik choti si raqamsy lakin hamen broker apni traff sy ik limit tak barri raqam pr trade krny ki price dey deta hay

          TRADE KAB KARNI CHAHEAY

          is men koi shak nahi hay keh forex market 24 hours open rehti hay magr iska matlab yeh nahi hay keh 24 hours trading keleay mauzon hoty hain . market 3 atraf main chalti hay upside, down side aor side way , Market up side ya down side chal rahi ho to hum loag paisa kama skty hain lakin market agr sid way movement kar rahi ho to trading karna mushkil ho jata hay
          Forex Market ko 3 barri markets main divide kiya gaya hay
          TOKIYO
          LONDON
          NEW YORK
          Aik market kay close hony aor dosri market kay open honey ko over laping kehty hain
          jub aik market close honey wali hoti hay aor dosri start to us last time main trading zoron par hoti hay

          PIP

          Amoman kisi bhi currency main ishariya ki dain janib 4 digits hoty hain maslan 1.3324 jub price aik point agy barhti hay yani keh 1.3325 to hum kehty hai keh aik pip ka ezafa hoa hay
          Traders amoman fafa nuksan ka hisab pips kay ghatnay aor barhnay say lagaty hain.
          har broker kay pip ki value alag alag hoti hay .. kisi ka pip cent ka hota hay to kisi ka pip one dollor ka, aor kisi ka pip 10 dollor ka
          for example aik trader ka pip 10 dollor ka hay to woh sirf 5 pips sy hi 50 dollor kama lega
          AEYE AB HUM FOREX MAIN SESSION KAY MUTALIQ BAT KARTY HAIN
          TOKIYO SESSION
          sab sy pehly Tokiyo session start hota hay. isey Asian Session bhi kaha jata hay. Japan duniya main Tesri barri muashi quwatt hay . Japani currency Yen ka Forex main 16.50% hissa hay aor Yen ki 21% trade Asian Session main hi hoti hay
          IMPORTANCE OF TOKIYO SESSION
          Is session main forex trading sirf Japan tak hi mahdood nahi rehti hay bulkeh tanno kay hisab sy trading Singapore , Hong Kong, Sidny, aor China wghaira main bhi hoti hay jo keh Tokiyo session sy munslik hoti hay
          Tokiyo session main barrey barrey hissa dar exporters hoty hain aor central banks bhi hoty hain. Yad rahy keh japan aor china ki mayishat ka barra inhisaar export par hay isky bawjood forex ka volume bohot hi km hota hay aor baz okat to aisa lagta hay keh market hi band hay
          phir bhi is session main NZD/USD, AUD/USD movement kafi tez nazar ati hay
          Volume main kammi ki waja sy market side par chalti hayjo keh bad main break out ka sabab bnti hay aor trading kay mokey frahm krit hay
          Market main ziada tezi us waqt hi nazar ati hay jb central banks ya hakomten muashi Policies ka Ailaan karty hain
          ASIAN SESSION MAIN KON KON C CURRENCIES PAR TRADING KARNI CHAHEAY

          jub Austriliya , Newziland, Japan aor china main muaashi elanat hoty hain ya koi siyasi upset hota hay to JPY, NZD, AUD ki trading main tezi nazar ati hay magar is wqt trading kafi khatrnaak hoti hay aor isko k News Trading kehty hain bohot kam traders isko handle kar skty hain

          LONDON SESSION

          Jub Asian traders apni shops bnd kar rahy hoty hain to us wqt London kay trader hazarat apni shops ko open karty hain. Europe main aor bhi kafi idary hain magar traders ki nazaren London Market par hi laggi hoti hain. Tarikhi Taur par London apney muhalley wakoo ki waja sy traders kaleay Purkashish raha hay . yeh bhi hairan kun bat nahi hay keh London session main aik mint main hazaron forex traders hissa lety hain forex main 30% trading London session main hoti hay

          LONDON SESSION KI AHMIYAT

          London session Tokiyo aor New York ko Overlap krta hay isleay trading volume aor market main tezi bohot ziada hoti hay.
          Ziada Tar Traders London Session main banty hain jo keh new york session kay start hony tak rehty hain
          London Session kay darmiyan main tezi kam ho jati hay kun keh Traders dopehr ka khana khany chaly jaty hain aor New York session k start hony ka wait krty hain
          Basa okat London session kay close par trends wapsi ka rukh karty hain kun keh kafi sarey traders apna profit lock kar kay trade close kar dety hain

          WHAT IS TREND
          Dear members price ki kisi simat main movement ko Trend kehty hain price hamisha left to right move krti hay aor iski three types hain
          UP TREND
          DOWN TREND
          SIDE WAY TREND
          kon sy pairs ki trading krni chaheay is session main
          is seesin main GBP/USD, EUR/USD, USD/JPY, USD/CHF KI trading behtr rehti hay
          hum cross currency ki bhi trading kar skty hain lakin inky spreads ziada hoty hain

          NEW YORK SESSION
          New York session main chand baten kabil e zikkar hain
          pehly chand hours main London sesion kay sath overlaping ki waja sy market main tezi hoti hay
          start main chand hours main aksar importance news release hoti rehti hain jo keh market par kafi impact dalti hain
          jumma kay din dopehr kay waqt market sust hona start ho jati hay kun keh Asian aor London Session pehly hi close ho chuki hoti hain

          FOREX MAIN PAISA KAISEY KAMAYA JATA HAY

          Forex main currency ko ya to buy kiya jata hay ya phir sell kiya jata hay
          forex example
          Eur/Usd ki qimat 1.3233 hay aor hum andaza lagaty hain keh Eur ki price main ezafa hoga aor hum is pair ko buy karty hain aor chand ghanton ka bad price 1.3283 ho jati hay aor hum tarade close kar dety hain to hum nay is sy 50 pips kama leay hain agr hmara aik pip 1 usd ka ho to hum is sy 50 usd kam chukey hongy.

          HOW TO READ CURRENCY
          GBP/USD
          agr ismen dekha jaey to jo pehli currency hay usey hum
          base currency
          Quote currency
          kehty hain aor agr hum nay trading karni hoto hum pehli currency ko hi buy ya sell krty hain dosri ko nahi

          LONG AND SHORT
          agr hum nay koi pair kharidna hay yani keh base currency kharidni hay to isko hum buy ya long kehty hain
          aor agr bechna hot to isey hum sell ya short kehty hain

          TRADING MAIN KIS CHEZ KO MAD E NAZAR RAKHA JATA HAY
          Trading krny sy pehly analysis kiya jata hay aor analysis do trah ka hota hay
          FUNDAMENTAL

          fundamental analysis ki kuch examples sy smjty hain maslan hum Eur/Usd ko trade krna chahty hain to hamen America main Berozgari ki sharrah ya majmooee paidwar main kammi wakey hoi ya braamdaat main kammi hoi hay to iska matlb hay keh dollor kamzor hoa hay aor hum is pair ko buy karengy.
          isi trah sy agr berogari ki sharh main kammi bramdaat main ezaffa aor paidawar main bhi behtri hoi hay to iska matlab hoga keh dollor strong hay to is sorat main hum is pair ko sell krengy

          LOT
          LOT forex main tading ki value ko zahir karta hay lot three types ki hoti hain
          Micro lot
          ismen aik pip 10 cent ka hota hay. yani agr trading main hamen per pip 10 cent ka loss ya profit hota hay
          Mini Lot
          is men one pip 1 usd ka hota hay yani keh ismen hamen per pip 1 usd profit ya loss hota hay
          Standar Lot
          is men aik pip 10 usd ka hota hay yani keh hamen per pip 10 usd ka loss ya profit hota hay agr hum standar lot kay sath work karty hain to
          TECHNICAL


          ORDER
          Trading main 3 types kay orders hoty hain
          Market main majoodah rate main ksi currency ki kharid o frakhot ko market order kehty hain
          hamarey metra trader main jo rate show ho rahy hain agr hum un par trade krty hain to isey market ordear kehty hain
          STOP ORDER
          main majooda rate sy ya to opar buy kiya jata hay ya phir majoda rate sy nechey sell kiya jata hay
          for example Eur/Usd ki majoda price 1.3070 hay hum chahty hain keh yeh 1.3050 peh aey to hum isey sell kar den to iskeleay hum computer kay samny baith kr wait karngy ya phir stop order laga dengy jub price is point par aegi ti trade active ho jaegi

          LIMIT ORDER
          is main hum yeh karty hain keh kisi bhi currency ko hum uski majoda price sy opar ya nechey order laga dety hain aor jub yeh price wahan tak jati hay to humari trade active ho jati hay


          DEMO ACCOUNT

          HAR forex broker hamen plateform par free practice account ki saholat muhayya krta hay takeh Real account start krny sy pehly hum koi trading system bna len, hum yeh smjh len keh trading kis trah sy ope aor close karty hain kin chezon ka khiyal rakah jata hay jb tak hum practice account main kamyab nahi hoty hain tab tak hamen real kay bary main sochna bhi nahi chaheay kun keh ya to hum apney khoon pasiney ki kmai lagaengy ya phir waldain ki kamai lagaengy.
          yad rahey keh Demo account ko real accont ki trah hi smjhna hay
          trade krny sy pehly hamen maloom hona chahey keh hum yeh trade kun buy ya sell kar rahy hain stop loss kahan lagana hay aor kun lagana hay lot size konsa ley rahy hian etc.

          FOREX KAY CHAND TALLKH HAQAIQ
          HAR trader chahey woh kitna hi expert kun na ho kuch trades main zaroor loss othata hay . Forex main 90% traders apney tamam sarmaya dabo dety hain jiski waja forex main taleem hasil na krna, demo account main kafi practice na krna, Trading system ka na hona , discipline ki adam majoodgi , money management ka na hona hay
          Forex main berozgaar , km amdni way , bank ya credit card ka maqrooz logon keleay hargiz faida mand nahi hay. Demo account main kafi practice kay bad sirf hath sedha krny keleay 400 dollors tak darkar hoty hain agr humarey pass achi strategy hay to hum 10 sy 15 dollor aik hi trade sy kma skty hain . 500 sy 1000 dollor tak hon to part time amdni ka zariya bnya jaskta hy
          aor yeh mafroza ghalat bhi hos kta hay
          FOREX MAIN TRADING KELEAY KUCH KHASOSIYAT KA HONA BEY HADD ZARORI HAY
          for example koi trading system bnana aor iskey sath chimat jana , trading setup ka sabr sy intezaar krna, money management pay ammal krna , over trading na krna , lalach na krna , aik target bna kar work krna ,
          Dear members agr hum in baton par amal krengy to hum km raqam yani 200 ya 300 dollors sy bhi achi khasi part time income generate kar skty hain magar isekeleay hamen kafi wqt lag skta hay ..
          forex raton raat ameer bn,ny ki scheme bhi nahi hay jaisa keh nay logon ko phansany keleay Aam taur par ishtiharaat main dawy kiey jaty hain agr aisa hay to hamarey ird gird millinior logon ki kaseer tadaad nazar aney lagti

          ANALYSIS
          ksi bhi trade sy pehly market ki Analysis krna bohot hi zarori hota hay Ankhen band kr kay to trade ni li jaskti . maslan GBP/USD ki trade krna chah rahay hain to isey sell krna chahty hain to sell sy pehly hum apney ap sy pochty hain keh chart kiya bta raha hay market up ja rahi hay ya down
          market trend main hay ya side main
          London main koi bank rate ya majmoi paidawar main ya afraat e zarr ya berozgarri ki sharrah ka aj elaan to nahi horaha in sab chezon ki checking ko tajziya ya analysis kehty hain
          ANALYSIS 3 TYPES KAY HOTY HAIN
          FUNDAMENTAL ANALYSIS
          TECHNICAL ANALYSIS
          SENTIMENTAL ANALYSIS

          Dear members aam traders keleay pehly do tajziaye maqbool hain jub keh tesra bohot ziada expert traders istemaal karty hain hum pehly do analysis ko bari bari tafseel sy bayan karengy

          TECHNICAL ANALYSIS
          Aik frame work hota hay jis main trader price ki movement ka jaiza leta hay.
          Technical Analysis main sab sy pehly jo chez zehn main ati hay woh hay chart hota hay is chart ki help sy ba asani andaza hota hay keh mazi kareeb main price level kiya tha ab price kiya hay price up jarhi hay ya down . market trend main hay ya side pay move kr rahi hay
          yahan yeh bat dil chaspi sy khali nahi hay keh aik hi cahrt ko mukhtalif traders mukhtalif andaz sy dekh rahy hoty hain.
          aik hi chart pay trade krny waly kuch traders profit kr rahy hoty hain to kuch loss
          Price movement ko mazeed wazeh karny keleay indicators ko chart main load kiya jata hay in ka zikkar bad main hum karengy
          maket trend Big time Frame maslan Daily ya H4 main dekha jata hay.

          FUNDAMENTAL ANALYSIS
          is main kisi currency kay mulki siyasi iktesadi halaat ko mad nazar rakha jata hay kun keh yeh factors kisi currency ki mazbooti ya kamzoori ka bais bnty hain aor price ki up down movement ka bais bnty hain rozana kisi na kisi mulk kay is noiyat kay ailaan hoty rehty hain

          KONSA ANALYSIS BEST REHTA HAY

          members har trader ko apny mutabiq hi analysis krna hota hay lakin agr dekha jaey to pehly to Dono anlysis ki ahmiyat sy inkar nahi kiya ja skta hay agr fundamental analysis ko samny rakhty hoey tradig ki jaey to munafa kay mawaqy ziada hoty hain iska Asan trika yeh hota hay keh trading sy qabal calander ko check kr liya jaey
          • #6 Collapse

            Re: Kuch logn ki forex m nakami ki Bari waja ziada lot size h

            Dear forex member nakami ki waja lot sixe nhi hota balky nakami ki waja lack of learning and lack knowledge hota hai kiyun k hamain market ko kafi learn krna hota hai agar ham market ko soch samjh kar trade karen gy tu ap jitna marzi lot size laga lain is mai kot size ka koi issue nhi hai ap lot size apny accunt ki mnisbat sy lagaty hain lehaza apni kearning ko increase karen or kamyabi hasil karen ....
            • #7 Collapse

              Re: Kuch logn ki forex m nakami ki Bari waja ziada lot size h

              dear Jahan Tak Na kami ki baat hai to isase Le main main yah kahana chahti Hun ki kisi bhi business mein Na kami ki wajah Koi lot size nahin balki insan ki apni abilities hoti hai agar vah apni abilities ko use Karen aur achcha knowledge or experience hasil karne ke bad kisi bhi business ko run out kar raha ho to vah kabhi bhi Na Kam nahin hota isiliye agar yah kaha jaaye ki forex trading mein Na kami ki badi reason Bada lot size hota hai to yah baat galat hogi balki agar kaha jaaye ki Na kami ki badi vajah hamari apni galti hoti hai ki hamen jis chij ka pata nahin hota Ham usi ke sath trading kar rahe hote hain isiliye hamen hamesha unchi Jean per trading karni chahie jinki market ki Surat Alka hamen acche tarike se anda kaise ho aur iske alava use hamen forex trading ke bare mein complete knowledge bhi ho tabhi Ham acchi aur profitable trading kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Kuch logn ki forex m nakami ki Bari waja ziada lot size h

                assalamu Alaikum dear friend Forex trading mein jo log na Kam hai on ki sabse bari wajah woh as mein money management use nahin karte aur apne trade ko zyada lot size se open karte hain jiski wajah se woh is mein loss kar lete hain is liye aap ko chahie aap Forex trading ko join karne ke bad is mein mehnat se aur hard-working se iska knowledge sikhen aur hamesha apni trade ko money management se open Karen Jo ke Forex main aapke liye kamyabi hai hamesha Jo log ismein apne trade ko kam lot se open karte Hain woh is se hamesha profit Hasil karte hain aur apne account ko save rakhte Hain isliye koshish karen hamesha mehnat se aur money management ke sath apni trade ko open Karen Jo ke Forex trading main aap aap ke liye kamyabi hai aur aap iski wajah se acchi earning ke kabil Ban sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kuch logn ki forex m nakami ki Bari waja ziada lot size h

                  Aksar log lalach krty hhaur big lot size use kery hy jis kiwaja sy in ko loss hota hy aur oh is ko recover nhi kr santyyhy agar voh log mhenat krein aur forex mein soch smajh kr kam krein aur small lot sy trade krein tu voh forex sy bht hi achi earning kr sakty hhaur is mein kamyab ho saky gy forex trading mein hum ko kbhi bhi himmar nhi harni chaiy aur humesha soch smajh kr kam krna chaiy ta k hum loss ko bhi recover kr saky
                  • #10 Collapse

                    Re: Kuch logn ki forex m nakami ki Bari waja ziada lot size h

                    no doubt agar Forex trading me of money management rules and regulations ko acchi tarah study nahin karte to aap Forex trading mein kamyabi hasil nahin kar sakte iske ke sham ko bahut jyada nuksan ho sakta hai dear agar aap Forex trading mein apni complete benefits aur advantages ko hasil karna chahte hain to aap ke liye Forex trading business ko completely profitable banana aasan ho sakta hai aapko koshish karna chahie ki Forex trading business ko completely profitable banane ke liye money management ke rules and regulations ko study Karen aur hamesha minimum lot ki selection apni trading per apply Karen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kuch logn ki forex m nakami ki Bari waja ziada lot size h

                      Assalam o alikum Dear members ji han Forex per na kami ki sabse badi vajah yah hai ki kuchh log mehnat ke sath Kam nahin karte aur har waqt lalach ke chakkar mein rahte Hain aise log Forex per kabhi Kamyab nahin ho sakte agar Ham Forex per Kamyab hona chahte Hain to hamen apne aap ko lalach se dur rakhna hoga aur mehnat ke sath time invest karke kam karna hoga thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Kuch logn ki forex m nakami ki Bari waja ziada lot size h

                        G bhai bilkul thk kaha hy ap ny Jo log lalach karte hain apne account watch kar dete Hain unko chahie ki kam acche tarike se Hi Karen jyada lot size lion rakhen Jitna lot size kam hoga aapka aapka kaun Ban sakta hai aap kis chij Ko dekha Karen ki aap aur lot size kitna jyada rakhenge to aap ko nuksan hota hai aapka kaun free watch ho sakta hai apne lot size To Kam rakha Karen Taki aap account to manage kar sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Kuch logn ki forex m nakami ki Bari waja ziada lot size h

                          kuch log apni trading mein jyada lot size ka istemal karte hain jisse unko trading mein loss ho jata hai unki sabse nakami ki badi vajah yahi hoti hai ki vah big lot size ka use karte hain hamen aisa nahin karna chahie hamen hamesha sambhal lot size ka use karna chahie kyunki agar Ham Mall outside ka istemal karenge to isase hamara account was hone se baith jaega
                          • #14 Collapse

                            Re: Kuch logn ki forex m nakami ki Bari waja ziada lot size h

                            Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Forex trading mein jo log kam karte hain unhen Sabse Badi vajah hua hai ki ismein money management use Nahin Karte Apne trade ko Jyada lot size se open karte hain Jiski vajah se ho ismein dost kar lete hain isliye aapko chahie kya aap per Excel training ko join karne ke bad ismein minut se aur hardworking se iska knowledge sikhe aur Hamesha apni trade ko money management se open Karen ko jo ke fraction main aapke liye kamyabi hai aur Hamesha Jo log ismein apni grade ko kam load se open Karte Hain vah Is Se Hamesha profit Hasil karte hain aur apne account ko sev rahte hain isliye koshish karen ke Hamesha Meena Se aur money management ke sath apni trade ko open Karen Jo ke fraction reading main aapke liye Kamyab hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kuch logn ki forex m nakami ki Bari waja ziada lot size h

                              hn yeh ap ki baat theek ahe k forex mn bahut say loog kam kerta hn lakn agr hum in k kam kernay per koe sal khara kerta n t amn is mn aha km kena k koe bh fada ai hot ahe hamn bhe acha kam ekran ho ga lakkn hum to kerta he nai hmn hamn bhe ah ckam ekrna chhae ah
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X