Forex mein education level kitna hona chaie ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein education level kitna hona chaie ?
    Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay or apni apni posting kai kaam ko achay say kar rahay hon gay friends mera ap sab say sawaal ya hai kai forex mein minimum education level kitna hona chaie shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein education level kitna hona chaie ?

    Asalam O Alaikum dear memeber apne boht hi acha sawal kiya he ke forex me education level kitna hona chahiye to apko btana chaho ga ke forex me education level minimum 8 class to 10 class tk hona chahiye ta ke apko knowledge ho or forex pr work krne ke loye experience bhi rkhte hon apko achi learning ki zaroort hoti he mehnt ki zaroort hoti he ta ke acha bonus mil ske
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein education level kitna hona chaie ?

      Forex Mein education ki koi Khaas limit Nahin Hai Hamen chahie apni talim ko vichar Satpura Karen Forex ko bhi samajhte Jaaye ki Kaise kam karna hai kaise Kam Nahin Karna ok Jab Apne kam ko Basa Karenge To Hamen Agar Uske bare mein Achcha knowledge manjur Hoga To Ham Yahan per acche se kam kar Sakenge
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein education level kitna hona chaie ?

        Forex ek proper business hai ismein education ki koi jarurat nahin hoti hai Forex ek aisa business hai jismein Koi bhi insan chahe vah jitni bhi education ka Ho ismein apna Kam kar sakta hai aur achcha munafa hasil kar sakta hai is tarah se vah Forex mein kamyab bhi ho sakta hai aur Forex se acchi kamai bhi hasil kar sakta hai aur Forex main har Koi kam kar sakta hai ismein koi pabandi nahin hai kya falana Banda ismein kam Karen aur Forex mein education level ki koi limit nahin hoti hai shukriya
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein education level kitna hona chaie ?

          Assalamu Alaikum G dear forex member so ka sawal bahut achcha hai ki forex mein education level kitna hona chahie to main aap sabse ya kahun gi ke Hamari education jarur kafi acchi honi chahie kyunki agar Hamari education level jyada hoga to Hamari post ki quality aur alfaaz bhi acche honge agar aap experienced game karen to aap message behtarin tarike se kam kar sakte hain iske alava hamare takriban middle to metric education hona zaroori hai agar aapki education is se bhi jyada hai to vah aapke kam ko karne mein aapki aur bhi jyada acche se helpful hogi
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein education level kitna hona chaie ?

            Walaikum salam dear ap ka sawal buhat hi acha hai aur ma apnay point of view say yeh bat kana chahti hon kay humay pata hai kay forex may buhat say logg kam kar rahay hai aur apnay kam may mehnat kar kay kamyab earning hasil kar rahay hai aur ager humay forex may kam kar kay kamyabi hasil karni hai tu ais kay liye humay achi learning aur education ki zarorat hai aur humay pata hai kay yaha har catagorie kay logg kam kar kay faid hasil kar rahay hain.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein education level kitna hona chaie ?

              Assalamu alaikum dear members ummid hai aap sab khairiyat se honge dear members forex per education matter nahin karti Bal ke hamara tajurba aur skills
              Matter karti Hain forex per taleem ki koi Sher nahin agar aap likhna aur padhna jante Hain to aap forex per kam kar sakte hain iske alava kamyabi aur na kami
              Aapki skills aur forex se hasil hone wale tajurby per depend karti hai agar aapki education kam bhi hai aur aap forex ko achi tarah samajh chuke hain aur
              trading karna Sikh gaye hain to aap forex per kamyabi hasil kar sakte hain chahe aap ki taleem kitni bhi ho
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein education level kitna hona chaie ?

                Forex Mein education ki koi bhi pabandi nahin hai agar aap qualified hain aur online kam ko samajhte Hain To aapko Sar Forex ko join karna hai aur Forex se related learning Hasil karni hai aapko Forex ki rules ko follow karna hai aur trading experience ko trading skills ko demo account per improve karne ki koshish karni hai to aap Forex ko join Karke Achcha profit Hasil kar Sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein education level kitna hona chaie ?

                  assalamu alaikum main jaanta hun ki aap sab log khairiyat se hain aur yah baat bilkul dost hai ki forex mein kam se kam metric honi chahie yah aisi honi chahie ya ise bhi jyada hona chahie minimum jo hai na matric honi chahie yah ismein Kam nahin hona chahie agar Ham 10th class se aaye Hain to hamen 10th class se Hi ki rasiya practice acchi nahin ho sakti aapko chahie ke practice practice par depend hota hai yahan middle Wala bhi kam kar sakta hai ya nahin aathvin Wala bhi kam kar sakta hai aur se kam wale bhi kar sakte hain kyunki unki agar message writing aur message to padh narad karna return ka naam unke liye bahut jyada depend hota hai to aapko bhi chahie ki vah bhi fayda utha sakte hain aur vah bhi coaching kar sakte hain kyunki unke liye ek behtarin mauka hota hai shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein education level kitna hona chaie ?

                    G AP ko btana chahta hon forex ma education ka hona zarori nhi ha bus forex ma hamin mehnat ki zarorut hoti ha her wo insan Jo soch smuj rakta ho or Urdu read KR sakta ho Urdu write KR sakta ho tu wo forex ma kam kr sakta ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein education level kitna hona chaie ?

                      Forex mein humri education level ktni honi chahiy bohat acha swal hai forex main aap ki education Kam say Kam 10 honi chahiy agar aap ka pass achi education ho gi tu aap achay Kaam bi Kar saktay hai agar aap ka pass achi education nhi hoti tu aap ka Lia forex business mein achay Kaam Karna moskal hota hai iss Lia aap ko education level achi honi chahiy jiss say aap Acha work Kar ka kamyabi hasal Kar la
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein education level kitna hona chaie ?

                        education ka hona bahut hje zayada zarori hota hae jitne ache hamare education hote hae hum is main utna he kamuab ho jate he hain bas is waja se hamen beh cahiye ke hum is main mehnat ke sath ache tarah se kam kiya karen take hum is main successs hasil kar len or is main hum kamyab ho jaya karen ios tarah s he to hum is main kamyab ho jate he hain lakin tab he to hamen bhe to is main kamyabe mil he jate hae lakin hamen cahiye ke hum is main ache tarah se kam ko seekh kar he kiya karen take hamne kuch hasil ho ske or is tarah se he to hum is main kamyab ho sakte hain lakin hamen kabhe bhe himmat nhe harne ho ge balke ache tarah se kam karna ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein education level kitna hona chaie ?

                          Biji Ho Sabko Yahan per Apne time per Apna Kam karna chahiye aur apne time aaega Apna Kam Karya ke Ham Kamyab hote hain Soch Lijiye Ham Sab Ko Yahan Per Dil Laga kar kam karna hoga aur Billa ka Karya kam karne se Hamen advantage Milta Hai so Ham Sabko Apne time per Apna Kam karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein education level kitna hona chaie ?

                            Assalamu Alaikum dear member. Forex trading mein bahut zyda zaruri Nahin hai but for reading my education 1 plus point ha. Kyunki Forex trading mein learning aur knowledge Ka Hona bahut jaruri hai. aur ek educated person ke liye ise samajhna understand karna na thora easy hota hai. Educated person jyada acche se perform kar sakta hai. Jab ke ek non educated person ko samajhne mein thoda time lagega. so Forex trading se related Apne knowledge or learning ko increase karte jaen tabhi ismein success game hogi. Forex mein jitni hard work ki jayegi utna achcha result milega. So education na bhi ho per hard work ke sath learning Karke aur knowledge gain Karke Forex trading mein chhap form Kiya ja sakta hai. Aap sabka bahut shukriya and hope for the best.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein education level kitna hona chaie ?

                              Assalamu Alaikum dear friend Sameer karta hun Sab khairiyat se Katihar friend the forest for education ki koi on koi aisa Nahin Hota sabse pahle Hamari learning for ke bare mein Ham jante ho FIR Ham jakar acche tarike se kam kar

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X