Market trend

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market trend
    Asslam o alekum dosto kese hain aap sb mujhe aap logo se pouchna tha forex main market trend kiya hota hai or kese pta chlega market trend kiya chal raha hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market trend

    G han forex trading men trend ko follow karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen aur jab market ki movement slow hoti hey tu trend ki samaj nhi ati iss liay trade open karnay men jaldi nah karen balkay jab market fast movement men hoti hey tu aik trend k sath move karti hey iss liay uss waqt trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se trade open karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Market trend

      dear friend forex aik boht acha business hain is per ham kaam ker ke boht acha bonus hasal ker sakte hain trading boht se log kaam ker rahe hain lkn trading mein kamyab hone ke liye hamen experience ki zarort hoti hain or is ke sath ham ko chahiye ke ager ham trading mein kamyab hona chahte hain to ham ko market ke trend ko dkh ker trading kerni chahiye forex per ham kaam ker ke boht acha earn ker sakte hain forex per boht se log trading ker rahe hain lkn sab kamyab nahi hote jo log market ke trend ko dkh ker trading kerte hain wohi kamyab hote hain is liye hamen chahiye ke ham market ke trend ko dkh keer kaam kray ta ke ham loss se bach sake or kamyab ho sake trading hamesha market ke trend ko dkh ker lagai jati hain market ke trend per depend kerta hain ke ham kis per trade karan trading kerne ke liye hamare pass experience ka hona boht zarori hain ager hamre pass experience nahi ho ga to ham kamyab nahi ho sakte ager experience ho ga to ham merket ke trend ko bhi samjh sakte hain market ke trend ko samjh ker hi trding kerni chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Market trend

        Market trend dekh k trading krein to ye hmary liye trading mein profitable hoga. Market trend s murad h ye analyse krna k upr ja rhi h ya neechy. Currency kaha stand kr rhi h jiski trade hm lga rhy hain.
        Us k according buy or sell kiya jata h.
        Market trend dekhy bger trading loss ki wja bn skti h.
        • #5 Collapse

          Re: Market trend

          Market men majooda trend k mutabiq trading kren yani market k trend ko samajhna trading ka lazmi hissa hy
          • #6 Collapse

            Re: Market trend

            hamein us kaam se faida bhi ho.hamein kaam krty waqt kisi bhi qisam ka laalach nahi karna chaiye.hamein forex mein kaam krty waqt market k trend ko deikh k trade lgani chaiye. ta k hamein nuksaan na hojae. hamein kbhi bhi market k trend k against trade nahi lgani chaiye wrna hamein loss ka smna karna pary ga. ham is mein kaam kar k is se faida utha saty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Market trend

              Yes bother apkibilkul theek hy hmyn market k trend k hisab sy tradee karni chiy q k agar hm market k trend k khelaf trade karyn gy to hm es sy kabhe bhe kamyabi hasil nhe kar skty or han agar ap forex mn mehant sy kam karyn gy to inshallah ap achi kamyabi hasil kar skty hn
              • #8 Collapse

                Re: Market trend

                Jab tak aap market ke trend ko Samajh Kar kam Karenge to aap ko kabhi bhi nuksan nahin Hoga aur kabhi bhi aapka account khatm Nahin Hoga isliye aapko chahie kya aap market ke train ko acchi Tarah Se Samjhe aur koshish karen ki aapko bahut Achcha bonus Mile aur bahut Achcha profit Ho Isliye aapko chahie kya aap Hamesha market ke trend ko follow Karen aur candlestick ki movement ko Samajh Kar kam Karen Kyunki candlestick ki movement aapko bahut acche tarike se market ka trend batati hai aur yah trend aapko acchi trade lagva Aata Hai

                • #9 Collapse

                  Re: Market trend

                  asslamu alaikum umeed krta ho ap sab kheriyat sai honge g ha humay trading market kai hasab sai krni chiye warna ap ko loss ho skta hai jai market level ho uss kai hasab sai trading krni chiye ek palning kai hasab sai forex mai trading kri chiye iss sai ap kamyab ho skty hai
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Market trend

                    Ji bilkul De Forex member market ke train Ko Dekhkar trading karna chahie Ja sake Ham Jante hain ya Ek total hi marketing Bhar Ke Is per Hamen kam karna Hota Hai totke news Hindi samachar bonus Hustle hota hai aur FIR Aage trading ka kam Hoga trading to main bahut hi jyada careful on kar Karni chahie To Ham hai Kitni acchi poster quality Hogi Itna chahne Wala Kya Kiya Jaega FIR trending karte hue apni acche Din Adil kar Payenge Magar yah hai ki Hamen trading pahle market ko acchi Tarah dekh Karni chahie Jab match information Ho ki kis chij worksheet add karne se mein chadhane ko kaise decorate Karenge to bahut hi Achcha banta hai to karta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Market trend

                      Market trend ko samajhna bahut jyada jaruri hai jitna jyada Ham market ke trend ko samjho gay utni hi hamen kam ki samajh hogi market ki movement ko samajhna hi hamara analyses hota hai trading mein hamara market kahana licence dekha jata hai jitna achcha Ham analysis karenge hamara fayda hoga isiliye hamesha acche se achcha licence karne ki koshish karen aur apne market ki movement ko dekhe bagair kabhi bhi trade open na Karen forex market bahut jyada matter karti hai agar aap market ko samajh gaya to aap samajh nahin kya forex trading ko samajh gaya aap expert trader tabhi Ban sakte hain jab aapko market ki samajh hogi aur ek expert raider bahut jyada nahin karta hai isliye jyada se jyada nahin karne ki koshish karen aur market ko samjhaie
                      • #12 Collapse

                        Re: Market trend

                        salam forex family, yahan per baat markeet trend ki horahi hai tou mein apko ye btana zruri hai k ap forex markeet mein kisi bhi pair mein trade krny sy pehly markeet ka trend maloom kren usky baad hi trade kren agar ap markeet trend k mukhalif trade krengy tou apka loss honay k chance bht ziada hain aur jahan tak markeet ka trend maloom krny ki baat hai tou wo itna mushkil bhi nhn agar hum markeet ka trend maloom krna chahty hein tou usky liye apko monthly chart dekhna pary ga kisi bhi pair main jahan ap trade krna chahty hein ap phly monthly direction dekhen k buy jarahi hai ya sell jarahi h markeet usky baad ap weekly aur daily chart ko analyse kren jis sy apko markeet ki direction maloom ho jaye gi aur apko jo bhi direction mily buy ya sell agar markeet direction buy jarahi hai tou wo up trend hoga jismy ap sirf buy ki hi trade kren agar markeet sell direction hi tou sirf sell ki hi trade kren markeet trend k sath is sy apko nuqsan honay k chance bht kam hongy.
                        • #13 Collapse

                          Re: Market trend

                          Dear member agar aap Pak Forex form per Apna work kar rahe hain aapko Maloom Hona chahie Ki aapane Pak Forex form per Apna work Karna Hai To Hamesha market ke bare mein acchi information Hasil Karke aapko Achcha work karna hai aur aur Market friend ke mutabik hi Apna work karna hai agar aap market Kahenge jaenge to aapko mustaqbil Mein pareshani Hogi Hamesha market ke mutabik hi aapko work karna chahie Taki aap acche a aur behtarin work mein behtarin business Karke Achcha profit again kar sakte hain aur Market ko acchi Tarah samajh sake aur acchi kamyabi Hasil kar sake
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Market trend

                            Assalamu o alaikum ji mere Forex ke doston hamen Forex mein main market analysis ke sath trade karne chahie taake profit hasil ho

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X