Kia phelay trading gold mein ki ja sakti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia phelay trading gold mein ki ja sakti hai
    Dear member agar jo trader new ho is mein toh kia woh pheli trade gold pay laga sakta hai us say acha profit mill sakta hai ya phir woh muqmal loss mein chala jaye ga agar woh gold pay trade lagata hai pheli trade gold pay lagana kia best hai mostly expert trader kehtay hain kay gold pay first trade lagani chaye is say profit loss mein nhii jata toh kia yeh theek hai apki is baray mein kia raaye hai mujhy zaroor btaye ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia phelay trading gold mein ki ja sakti hai

    Assalamoalaikum!
    Dear member new traders ko hamesha trade currencies k pairs py lgaani chye. Gold mn trade krna bht risky ha gold ki market volatility bht zada hoti ha iski prices bht taizi sy fluctuate krti rehti hen is mn trade bht expert aur professional traders lga skty hen. Inexperienced or new traders ko itni risky trade ni lgaani chye bht loss ho skta ha. Trade hmesha soch smjh kr r analysis k bd lgani chye
    • #3 Collapse

      Re: Kia phelay trading gold mein ki ja sakti hai

      Gold major pair hony kay sath kafi tough trend wala pair bhi hay. Is pair main daily kafi ziada traders trading karty hain. Laikin iska daily volume ziada hony ki waja say natajarbakar traders ko yahan per kafi nuqsan ho jata hay. Is liye gold main trading kay liye baghair tajarbay kay kamyabi namumkin hay.
      • #4 Collapse

        Re: Kia phelay trading gold mein ki ja sakti hai

        Asalam O Alikum
        Gold ik risky tarde hi is loye kabhi b sub say phly gold pay trade nahi lagani chahiye apko chahoye k sb say phly other currency ko value dy or un pay trade laga k kamyabi hasil kry us k sath sath jb apk account 100+ ho jaye tb ap gold pay trade lagye nagr lot size ka dehan lazmi rkhy ta k loss b na ho or trade b achi lag jaye
        • #5 Collapse

          Re: Kia phelay trading gold mein ki ja sakti hai

          Dear brother forex trading men gold aik risky pair hey iss men fast aur unexpected hoti hey aur kisi side pe bhi bari movement kar sakta hey iss liay new traders ko chahiay k woh starting men gold pe trading se avoid karen aur currency pairs men trading karen aur small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor manage karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit kama saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Kia phelay trading gold mein ki ja sakti hai

            Assalam walekum doston training gold mein ki ja sakti hai ji han bilkul agar aapka account happy hai to aap pahle trade gold per start kar sakte hain aur God per start karne ke liye ye iske liye aapka account Havi hona bahut jaruri hai aur gold per trade lagane se pahle gold ke market trend ko behtar tarike se analysis Karen uske bad hi koi gold ki trade lagaen inshallah aap ki trade profit main jarur jayegi
            • #7 Collapse

              Re: Kia phelay trading gold mein ki ja sakti hai

              Starting mai gold par trading bilkul bhi nahi karna chaia ek gold ka sl pora month ka profit remove kar skta hain. Is liay gold par trade jab hee kary jab ap trading mai expert ban jaye . Mera 3 bar account wash hoa hain srif gold par trade karny ki waja say
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Kia phelay trading gold mein ki ja sakti hai

                pyare bhai Gold 1 risky pair hai aur iski movement market mein ek tarfa hoti hai aur fast hoti hai isiliye hamen God se avoid karna chahie aise trader jisko forex market mein knowledge or experience nahin hai unhen chahie keva gold per trading na Karen Bal ke unhen chahie vah currency pair per trading karne per jyada focus Karen kyunki currency pair pair trading jo hoti hai vah secure trading hoti hai aur ismein ham acchi profit bhi hasil kar sakte hain aur sath hi sath mein Ham apne account ko bhi mehfooz rakhta sakte hain

                اب آن لائن

                Working...
                X