Km Lot size pr km loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Km Lot size pr km loss
    Assalam o alikum! Umeed krti hu k ap kheriyat se hon gy or forum pr achi achi posts se boht kuch seekh rhy hon gy.
    Real account pr trading krty huey lot size kmrkhna chahye taky hum is se zyada loss se bch sken or km profit pr hi iktifa kren, is trah hum zyada nuksan se bch skty hen or lalach se zyada nuksan utha skty hen,
    Forex ko hum bina lalach k kren or aqalmandi or dilchaspi se smjh kr qdm uthaen taky nuksanat se bchen or behtr treeky se is mn progress kr sken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Km Lot size pr km loss

    assalamu alaikum forex number
    ji bilkul aap sahi kah Rahe Hain ki hamen trading lot size se trading start karni chahie isase hamara account bhi safe rahata hai aur wash hone se bhi bach jata hai isliye aap stop loss aur take profit ko bhi manage karke trading Karen Taki aapko iske jyada benefit mil sake aur aap loss hone se bach sake jab lot size trading karte hain to ismein aapko kam se kam nuksan hote hain aur is tarah aap bade loss hone se bacha sakte hain isliye jab bhi aap trade open karte hain to aapko bahut soch samajh ke lot size hi trade open karni chahie Taki aapka account safe Rahe...
    • #3 Collapse

      Re: Km Lot size pr km loss

      Kya Kamal ki baat ki hai aapane ji han kam large size and lossisiliye hamen chahie ham lot size kam rakhen aur experience ke sath apna work Karen jisse ham achcha profit hansi karte hue kamyab ho sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Km Lot size pr km loss

        assalamu alaikum main jaanta hun kya aap sab log khairiyat se hain aur yah baat bilkul bharosa hai Kya Kam lot size hoga Kam last hoga agar Ham apne ladka size bilkul chhota rakhte Hain to hamen last ke chance aur profit ke chances bhi bahut kam hote hain isiliye vah kahate Hain ki ladka size bilkul chhota rakhen daily experience Karen aap agar aap ladke size bilkul chhota rakhenge to aapka experience increased hota jaega ek aisi level Tak pahunch jaega jab aap ek ladka size bilkul chhota hoga to aap bilkul is tarah apni profit kar sakte hain yah aapko apne aap ko fayda de sakte hain uska increase karna hai ek dollar per lagana hai janiya $18 se ladka sahi chhota kar le to aap kyon Dala se apni trade laga sakte hain shukriya
        • #5 Collapse

          Re: Km Lot size pr km loss

          Jo log market Mein kam lot size ka istemal karte hain aur Iske jariya Se Hi apni trade open Karte Hain To vah Log market Mein kam lot size ki vajah se kam loss ki taraf Jaate Hain unhen market mein jyada loss ka Samna nahin karna padta balke hua is lot size ki vajah se market mein bahut bade nuksan se Bach Jaate Hain isliye Jod rador is market Mein trading Karte Hain To unhen Apne account balance ke hisab se hi market Mein lot size ki selection Karni chahie Jitna best hone ka lot size aur account Hoga utna hi vah best market Mein acchi earning Hasil kar Sakenge
          • #6 Collapse

            Re: Km Lot size pr km loss

            Forex pr trading karne ke liye Hamare liye ek baat important hoti hai ki Humne safe Rahte Hue trading Karni Hoti Hai Taki Ham loss se avoid kar sake uske liye important hai ki ham small lot size per trade open Karen ke Agar Hamen loss Ho Bhi To Ham usko recover kar sake Kyunki Jyada loss hone se behtar hai ki Ham kam loss ko hi recover Karen isliye Hamesha kam lot size per trade open Karen lalach na Karen Taki Hamara account bhi save Rahe aur ham acchi trading Karke acche earning kar sake
            • #7 Collapse

              Re: Km Lot size pr km loss

              Walaikum salam dear members aapane bilkul sahi kaha hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam lot ke sath kam Karenge To Hamen Las kam Hoga aur hamen kamyabi bhi Milegi isliye aapko chahie ki aap apni learning per focus Karen aur Jyada Se Jyada aap apni hardworking Kare Jab aap hardworking karte hain aur apne knowledge ko increase karte hain to aapko Xperia P Hoga aur trading planning ke sath Karenge isliye aapko chahie ki aap trading co small light size ke sath profit gain Karen Taki aapko nuksan Na Ho.
              • #8 Collapse

                Re: Km Lot size pr km loss

                Ji han dost apne sahi kaha jab ap kam lot size par kaam karen ge to ap ko usi hisab se achi trading kar ke ap thora thira profit hasil howe ap achi khasi earning kar sakte hain forex business main ye samajhdari wala kaam hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Km Lot size pr km loss

                  Market Mein trade Lagate Hue Jab Ham kam lot size ka istemal Karte Hain To Hamen loss bhi bahut kam hota hai market Mein trade Lagate Hue mein bahut hi carefully cut rate Lagani chahie market analysis karke hi Hamen market Mein trade Lagani chahie trade Laga Rahe Ho To Hamen iske liye minimum lot size ko select karna chahie minimum lot size Hamari trade ke liye bahut jyada best hota hai isliye Ham market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Agar Hamesha Mein loss Ho bhi jata hai to hamare loss bahut kam hota hai Hamen Jyada problem Ka Samna nahin karna padta
                  • #10 Collapse

                    Re: Km Lot size pr km loss

                    Agar aap Forex trading per kam kar rahe hain aur aapke pass itna knowledge nahin ha hai to aapko bahut jyada loss ho sakta hai isliye kam lot size per hoga agar aap apna lot size chotq rakhenge aur lalach nahin karenge to aapko loss kam se kam hoga Agar aapane lot size Bada rakha isae aapko profit Ho jyada hoga lekin Agar last vah to aap ka account was ho sakta hai isliye kabhi bhi Lalch se kam wale aur Forex trading ke rules ko follow Karen aur lalach se kam na lekar apna lot size chhota rakhen isase aapko profit to Kam hoga lekin Agar loss vah to aapko loss bhi kam se kam hoga per Forex trading bahut reliable hai agar aap is per hard work karen to yah aapko bahut achcha banaa dega Agar aapane lalas kiya to isase aapko nuksan bhi ho sakta haito aapko chahie ekadam account barish lalach hamesha nuksan deta hai agar aapane lalach se kam liya to aapko iska Lass ho sakta hai isliye Agar Ek professional trader hoga to vah kabhi bhi lalach Se Kam nahin lega vah market ko channelise karega aur demo account per uski jyada Se jyada practice karke hi trade ki taraf aaega agar aap new member Hain to Main aapko yah suggest karunga ki aap apna lot size chhota rakhe aur lalach na Karen aur agar aap new member Hain to chhoti chhoti Lot se kam Le aur jab aap ek experience Hasil kar lenge to aap badi Lot se bhi kam kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Km Lot size pr km loss

                      assalamu alaikum dear friend kam lot ka use karenge to risk bhi kam hoga aur aapko loss bhi kam hoga isiliye zyada lot size na rakhen apne account ke mutabik lot size rakhen zyada profit ki lalach mein zyada lot size rakhenge to aapka account wash sakta hai apne account ko safe rakhe soch samajh kar trading Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaen jitna Acha analysis karenge utani acchi earning kar sakenge isiliye daily time invest Karen aur mehnat ke sath kam Karen ek Kamyab trader hamesha mehnat per focus karta hai Forex trading mein agar kamyabi hasil karni hai to money management ka use lazmi Karen money management ka use karenge to aapka account bhi safe rahega aur aap bahut accha profit hasil kar sakenge achha profit mehnat per depend karta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Km Lot size pr km loss

                        Asslam o Alikum Umeed Krti hu k ap kheriyat se hon gy or forum pr achi achi posts se boht kuch seekh rhy hon gy. Pakistan forex forum my apko cahey ky jb bi ao trade lagao km lot sizes say lfani cahey taky apko zada loss na ho or apka account wash na ho wash hony sa bachany ky liy apko cahey ky kam lot sizes uz karna ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Km Lot size pr km loss

                          ji han bilkul kam lot size per kamlas hota hai aur hamen chahie kya jyada lot se trade Na lagaen jisse mein nuksan Ho hamen kam lot trade lagani chahie tha ki hamen chhapra fit Hasil karke kamyab hote Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Km Lot size pr km loss

                            wa alakium salam dear member balance chota ho to ap phr lot size ka risk lety hai mere khayal mein agar ap pehle achii tara market ko analysis kar ley or market mein pair ki up down ko samj kar ap sahi pair ki pehchan kar lety hai to phr apko lot size kam lagane ki zarorat nai parti phr 100 % chance profit ka hi hota hai lot size lagani chaiye sth knowledge bhi hona zarori hi ke is pair se earn hoga ye cheez soch samj kar hi trade opne karna chaiye to apke liye faiday mand idea hai jis ko ap istamal karke acha income hasil kar ssakty hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Km Lot size pr km loss

                              G han dear forex members kam lot size per kam loss hota hi is lye hmen hmesha kam lot size per hi trade lgani chahye. Kyun ke hum jitni kam lot size use krne gy hmen utna hi profit mile ga aur loss hone ke chances kam se kam hun gy.
                              Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X