Sendmental analysis kya Hote Hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sendmental analysis kya Hote Hain?
    Assalamu Alaikum dear members Main ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge main aapse yah puchna chahti Hun Ki send mental analysis kya Hote Hain seniors members junior send mental analysis ke bare mein bataen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sendmental analysis kya Hote Hain?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips_Students پيغام ديکھيے
    Assalamu Alaikum dear members Main ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge main aapse yah puchna chahti Hun Ki send mental analysis kya Hote Hain seniors members junior send mental analysis ke bare mein bataen.
    walekum assalam dear sentimental analysis aise analysis hote hain jismein trader Baki trader ke positive or negative attitude ko dekhte hue apni trade active karta hai aur hamesha technical analysis aur fundamental analysis ka theek hona bahut jaruri hai kyunki yah sentiment analysis third per aate Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Sendmental analysis kya Hote Hain?

      dear friend, sentimental anaylisis ma hm trading k baray ma dusray traders k point of views ko use kar k market ma entry kartay hain, q k senior aur professional traders apnay experience ki base par achay opinions daitay hain, lihaza in anaylisis k mutabik trade kar k hmain b achay benifits miltay hain inki predictions ziadatar correct sabit hoti hain
      • #4 Collapse

        Re: Sendmental analysis kya Hote Hain?

        Dear pyaary forexer sentimental analysis aik trader ke wo sentiments hoty hai Jo ke trader ko trading ke waqt fikarmand Bana dety hai Usay market ki Sahi movement ko samjhany ma muskilat Ka samna Karna parta hai. Trades ma jazbat Ka Bohat hi aham role Hota hai jisy har trader mehsoos krta Hy.
        "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
        • #5 Collapse

          Re: Sendmental analysis kya Hote Hain?

          Forex trading ki market Mein analysis ko bahut jyada important Si Jaati Hai studying ki market Mein analysis ki three types Hai fundamental analysis technical analysis and sentimental analysis Hamen market Mein Kamyab hona hai To Hamen Apne analyses ko complete karna chahie Forex trading ki market Mein analysis Ka Hona bahut jyada important hai Kyunki analysis ke bagair Ham market Mein entry nahin kar sakte naahi market Mein Apna Kam start kar sakte hain isliye Hamen analysis per bahut jyada focus karna chahie sentimental analysis Forex trading ki market Mein Ek popular analysis Hai Forex trading ki market Mein Kam Karne Wale expert Rider Hamesha sentimental analysis ko istemal karke hi market Mein kam Karte Hain
          • #6 Collapse

            Re: Sendmental analysis kya Hote Hain?

            ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai jab Ham aur demo account apne real account per market ki movement ko analyse kar rahe hote hain to use waqt Ham different techniques ki madad se market ki movement ko analyse karte hain unmen se ek sentimental analysis bhi hai lekin hamen sentimental analysis ki buniyad per apni trade ko open nahin karna chahie sentimental analysis dusre logon ke positive or negative feedback ki buniyad per Kiya jata hai lekin hamen hamesha apne analysis ki buniyad per apni trade ko open karna chahie aur hamen technical analysis aur fundamental analysis ki buniyad per apni trade ko open kar aane ki koshish karni chahie kyunki technical analysis Baki tamam analysis yadav secure hota hai aur technical analysis ki buniyad per Ham apni trade se achcha profit hasil kar sakte hain aur forex per expert trader Ban sakte hain isliye apni trade ko open karne ke liye technical analysis ka istemal Karen.
            • #7 Collapse

              Re: Sendmental analysis kya Hote Hain?

              forex mein ye analysis kabhi bhi akeely analysis nahi hoty in kay sath kabhi fundamental analysis ko use karty hain ya phir kabhi technical analysis ko use kartay hain.is analysis k lae trader ko ye dakhna hota hai k market ma es time maximum trader kis side par hain. So jb wo us side par trade open karta hai jis side par maximum trader hoty hain to ye maximum trader market ko apni marzi sy drive karny ma kamyab ho jaty hain to trader ko hamesa acha profit hasil ho jata hai. Forex trading ma jetny achy analysis hon gy etna he acha profit hasil ho ga.
              • #8 Collapse

                Re: Sendmental analysis kya Hote Hain?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips_Students پيغام ديکھيے
                Assalamu Alaikum dear members Main ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge main aapse yah puchna chahti Hun Ki send mental analysis kya Hote Hain seniors members junior send mental analysis ke bare mein bataen.
                walekum assalam friends ummid karta hun sab friends khairiyat se honge fundamental analysis doston market ko acchi Tarah se analyse karna fundamental analysis hota hai aur hamen always market ko acchi Tarah se analyse karna chahie ham profitable trading karvane
                • #9 Collapse

                  Re: Sendmental analysis kya Hote Hain?

                  Doston sentimental analysis bhi Tamam analysis Ki Tarah Jessica technical analysis aur fundamental analysis in se Mota Hota Hai sentimental analysis Ham total market ki Jyada lete hain aur uske bad Ham Ek natija Akash Karte Hain Jis Se Hamen market ki advanced position ka Andhera Ho Sakta Hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Sendmental analysis kya Hote Hain?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1987 پيغام ديکھيے
                    dear friend, sentimental anaylisis ma hm trading k baray ma dusray traders k point of views ko use kar k market ma entry kartay hain, q k senior aur professional traders apnay experience ki base par achay opinions daitay hain, lihaza in anaylisis k mutabik trade kar k hmain b achay benifits miltay hain inki predictions ziadatar correct sabit hoti hain
                    forex trading ki marketplace Mein evaluation ko bahut jyada vital Si Jaati Hai reading ki marketplace Mein evaluation ki 3 types Hai fundamental evaluation technical analysis and nostalgic evaluation Hamen market Mein Kamyab hona hai To Hamen Apne analyses ko entire karna chahie foreign exchange buying and selling ki market Mein evaluation Ka Hona bahut jyada important hai Kyunki analysis ke bagair Ham market Mein access nahin kar sakte naahi marketplace Mein Apna Kam start kar sakte hain isliye Hamen evaluation in line with bahut jyada attention karna chahie sentimental evaluation foreign exchange trading ki market Mein Ek famous evaluation Hai forex buying and selling ki marketplace Mein Kam Karne Wale professional Rider Hamesha sentimental evaluation ko istemal karke hello market Mein kam Karte Hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X