Hamari haqeeqi tijarat mein lalach ke asraat ( 2 )
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Hamari haqeeqi tijarat mein lalach ke asraat ( 2 )

    salam dear members
    forex main lalch ka asar ko wohi jan sakta hai jo khud lalch k asar se guzra ho ya phir wohi jan sakta hai jis ne kisi ko lalch ki wajah se tabah hote daikha hai agar ek aisy thread create ki jay phir us main lalch k baray main aisy post ki jay jo such ho us ki apny life main anjam daikha hai phir new members hum seb k lalch k injaam ko daikh kar lalach karna turk kar de gai shaid main khud lalch k injaam se guzra ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Hamari haqeeqi tijarat mein lalach ke asraat ( 2 )

      assalam o alikum dear members haqeqi tajarbat ka bary main bat kar rahy han ka in par lalich kitna aar andaz hota ha phely ye dkehn ka ye haqeeqi tajrbat ham karty kasy han jab ham 1st stage pa hoty han na to tab ham log jo bhe trad leny ye hamary lye tajrba he hota ha to is main lalich ka bhe zikar ha fraz karn hamen profit hota ha to hamary dil main lalich a jata ha ka market to profit de rahi ha kun na aj apna acount duble he kar liya jaye to asy karny main hamar acount wash ho jata ha islye lalich sa dooor raha karo
      • #18 Collapse

        Re: Hamari haqeeqi tijarat mein lalach ke asraat ( 2 )

        Assalamu Alaikum dear friends kaise hain aap sab ummid karta hun ke sab theek Honge aur Forex trading ko injoy kar rahe Honge acchi earning Hasil kar rahe Honge aur aapane baat kahi hai ki Hamari haqiqi Tijarat Mein lalach ke aasraat Tu, aapki baat bilkul theek hai hai Ham Jahan per bhi kam Karte Hain To aahi Jata Hai Lekin Hamen us lalach ka koi fayda nahin Hota Dil Ke nuksan Hota Hai knowledge Mein Aakar Hamen Apna nuksan nahin karna chahie Bal ke mehnat aur Sabar se kaam Lena chahie acche se acchi mehnat Karni chahie Jo log lalach Nahin Karte vah Kamyab Ho Jaate Hain lalaj karne wale log na Kami ka Samna karte hain isliye na kam na Hona Ham To Hamen lalach nahin karna chahie trading Ek Aisa business hai Jisme lalach to aahi Jata Hai Lekin usse bachne ke liye Hamen Apne mind ko control karna Na Hota Hai Agar Ham Hote ko control Nahin Karenge to nuksan uthaenge fayda Pana Chahte Hain To Khud Ko control rakhen to profit ki profit Hustle Karenge
        • #19 Collapse

          Re: Hamari haqeeqi tijarat mein lalach ke asraat ( 2 )

          haan, yaqeenan our hamaray lalach ko hamaray rail tijarat mein bohat ziyada nuqsaan pouncha hai kyunkay mein ne logon ko dekha hai aur yeh mere sath hota hai ke jab hamari tijarat mein se kuch munafe mein ajata hai to hum usay band nahi karte hain aur hum lalach mein aajate hain ke yeh tijarat day gi hamein ziyada munafe jis ki wajah se aksar yeh dekha gaya hai ke hamaray barray nuqsaan mein tijarat hoti rehti hai. aur agar hum sirf nuqsaan hi bardasht karte hain to phir lalach hamein har terhan se takleef deta hai
          haan, yaqeenan our hamaray lalach ko hamaray rail tijarat mein bohat ziyada nuqsaan pouncha hai kyunkay mein ne logon ko dekha hai aur yeh mere sath hota hai ke jab hamari tijarat mein se kuch munafe mein ajata hai to hum usay band nahi karte hain aur hum lalach mein aajate hain ke yeh tijarat day gi hamein ziyada munafe jis ki wajah se aksar yeh dekha gaya hai ke hamaray barray nuqsaan mein tijarat hoti rehti hai. aur agar hum sirf nuqsaan hi bardasht karte hain to phir lalach hamein har terhan se takleef deta hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Hamari haqeeqi tijarat mein lalach ke asraat ( 2 )

            Jab Ham trading karte hue lalach karte hain aur jaldi Karte Hain To Hamen bahut nuksan hota hai Kyunki lalach Mein Aakar ham hi motions Mein a Jaate Hain aur emotions ke bad Insan kabhi bhi acche knowledge ke sath Kam Nahin kar sakta hamen bhi chahie ke Ham Dil lagakar kam Karen aur mehnat se kam Karen aur Kabhi Bhi lalach Na Karen aur jaldi na Karen Kyunki lalach Karenge To Ham acche tarike se profit Nahin Le Sakenge aur Agar jaldi Karenge to Fir Bhi Ham acche tarike se profit Nahin Le Sakenge Aur Is Tarah Ham nuksan Mein rahenge

            اب آن لائن

            Working...
            X