Stop loss ki limit itni rakhen jo hit honay pe aasani se loss ko recover kar saken
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss ki limit itni rakhen jo hit honay pe aasani se loss ko recover kar saken
    Dear brothers forex trading men stop loss hamaray account ki safety k liay hota hey aur jo log stop loss ko ignore kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey iss liay stop loss ko zaroor manage karen aur loss ki limit itni rakhen agar stop loss hit bhi ho jay tu phir bhi loss ko aasani se recover kar saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss ki limit itni rakhen jo hit honay pe aasani se loss ko recover kar sake

    Han bulkul apki baat bulkul thek hai k Forex trading me Stop loss ki limit itni rakhen jo hit honay pe aasani se loss ko recover kar sake hen. Forex trading me hamare account k safety k leye hamen apne account pe trade k sath stop loss ka bhi istemal karna chaheye, is se hamara account bohut safe hota hai aur jo loss hoti hai wo kam az kam account wash se behtar hi hoti hai. Hamari koshish honi chahie k jab bhi trading karen to account ko safe karne k leye stop loss ka sahi position pe istemal karen. Crude oil pe trading karnay k liay big bonus aur big experience hona zaroori hey. Stop loss ki limit itni rakhen jo hit honay pe aasani se loss ko recover kar sake.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss ki limit itni rakhen jo hit honay pe aasani se loss ko recover kar sake

      Forex mein jub hum trading kerain tou humain uss ki pahele sae planning kerni chahyea aur forex mein aik strategy bana ker kaam kerna chahyea apni trades mein humain safety tools ko lazmi istemaal kerna chahyea agar aap forex trading mein stop loss aur take profit istemaal kertay hain tou aap ki trade kabhi bhi baray loss mein nahin jaye gi aur jo loss ho ga uss ko recover kerna bhi aasaan ho ga aur kabhi bhi aap ka account wash nahin ho ga iss lye jub forex mein koi trading strategy banain tou uss mein stop loss aur take profit ko lazmi apni strategy ka hisa banain aur tub hi aap forex mein kamyqb ho saktay hain
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss ki limit itni rakhen jo hit honay pe aasani se loss ko recover kar sake

        Dear brothers forex men stop loss hamaray account ki security k liay hota hey aur jo log stop loss ko ignore kartay hen un ka account jaldi wash ho jata hey is liay stop loss ko zaroor manage karen aur loss ki limit itni rakhen agar stop loss hit bhi ho jay tu phir bhi loss ko aasani se recover kar saken
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss ki limit itni rakhen jo hit honay pe aasani se loss ko recover kar sake

          Ji bhai stop Loss limit kabhii bhi hit ho saktii ha keon kay ya forex trading hai aur yahan per kabhii bhe kuch bhe ho Sakata hai oslye hamesha qabol.e. bardasht stop loss rakhen.
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss ki limit itni rakhen jo hit honay pe aasani se loss ko recover kar sake

            Assalamoalaikum!
            Yes dear member you are right.. Stop loss ko trading mn zaror use krna chye. Jb bhi hum trading krty hen to hmy apny account ki safety ko maintain rkhna chye agr hum trade lgaaty huye stop loss ki limit set kr lty hen to is sy hmara account wash ni hota r account safe rehta ha. Jb bhi trading kren hmn stop loss ki limit ko zaror set krna chye aur iski limit hmry account balance k according honi chye
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss ki limit itni rakhen jo hit honay pe aasani se loss ko recover kar sake

              Assalam o alikum dear forex member sab say pehlay go to market search coin to trade adn click ap ko coin buy karna hai is par click karna hai.for example humain 100coin buy karna Hain ye humari trade laggai .is kay baad hum stop loss ko kartay hain select order type stope limit chose karain gay yahan par humain do price enter karni hoti hain limit price agar price yahan say nichay jati hai loss ko block Kar dain gay
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss ki limit itni rakhen jo hit honay pe aasani se loss ko recover kar sake

                Assalam_o_Alaikum Dear Forex members Umeed krta hun ap sab khairiyat sy hon gy. Dear members hmen Forex trading men loss ko foran stop kr dena chaiye. Q k loss recover k chakar men hum mazeed loss kr skty hen.
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss ki limit itni rakhen jo hit honay pe aasani se loss ko recover kar sake

                  ASSALAM O ALIKUM dear members jesy k ap janty hian trade lagany k bad hum stop loss and take profit ka use karty hain lakin hum aksar yahan par galti kar jaty hian aor woh yeh hy k hameen pata nahi chalta hy k khan par tp lagani hy jis ki wajah say hameen loss hojata hy hamari tp hit nahi hoti isi liay yahan hameen lalch say bbachna chhaiy markeet koo analyse karny k bad hi trade karni chhaiy jesy k ap janty hian yahan best work kreen aor khud ko best banain
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss ki limit itni rakhen jo hit honay pe aasani se loss ko recover kar sake

                    ji bilkul dear aapki baat sahi hai ki jab ham Forex trading mein kam kar rahe hote hain to is mein hamen apni market mein Apne stop loss ka istemal maximum itna karna chahie ke agar hamara stop loss hit hota hai to ismein ham Apne lash ko recover bilkul aasani se kar sakte kyunki dear Forex member agar hamara stop plus hamare bahut hi account balance se jyada hota hai to ham is mein apna loss bahut hi mushkil se recover kar sakte hain isliye itne option per apna stopper lagaen jahan per aap apne account ko bahut hi acche tarike se yahan aasani se aap apna main account ko recover kar sake
                    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss ki limit itni rakhen jo hit honay pe aasani se loss ko recover kar sake

                      Asslam.o.alaikum dear forex member umeed krta hon k ap khriet sy hon gy and forex trade sy benefit hasil kr rhy Hon gy and yah aapane padhaai state ke andar bahut acchi baat ki hai Star Plus kimat Kitni rakhni chahie ke hit hone per aap kaise Khabar Ho Jaaye badh ke Itni Jyada Nahin rakhni chahie kya aap Jyada Se Jyada Lal karne isliye aapko chahie ke aap pahle pahle market Karnal chij Karen aur Market ke bare mein Sikh Kyunki aap kaun aaega aur aap ko pata hoga ke market is Waqt kis jagah per Ja sakti hai Shukriya

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X