Trading mein loss kyun hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading mein loss kyun hota hai

    Dear member Jb hm forum pr acha work nhi krte or trading krte waqt jaldbazi krte hain ya lalach krte hain to hmein profit ki bijaye loss ho jata he hmein trade krte waqt kbhi jaldbazi or lalach nhi krni chahiye agr hm aisa nhi krein ge to hmien profit hasil hoga or hamara experience brh jay ga
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading mein loss kyun hota hai

      Forex Mein loss hone Ki Sabse Badi vajah without analysis trading Karna Hai Jab hamare pass experience knowledge knowledge Nahin Hoga To Ham kabhi bhi Forex trading business Mein Kamyab Nahin ho sakte Hamen Hamesha loss ka Samna hi karna padega isiliye koshish karni hai ki Ham daloge se avoid Karen per market Mein Apni learning power ko strong karte hue Apne experience Apne knowledge to increase Karen aur profitable trading karne ke liye kam se kam risk lete Hue money management per focus Karen aur trading Karen Jitna Jyada Ham rules to follow karte hue trading Karenge Hamen Jyada profit aur kam loss ka Samna karna padega Shukriya Ji Haan sir main aap Se Yeh Poocha hai ki Pakistan Forex trading karte hue Hamein loss Kyun Hota Hai Agar Hame Pakistan Forex Mein loss ho jata hai to is Mein Hamari Galti Hoti Hai Kyunki hum ne Pakistan Forex mein bahut accha trade open bilkul bhi nahin kiya Hua Hoga isiliye Hamein bahut bada nuksan ho jata hai to mai aap se Yahi Kehna Chahta Hoon Ki Hamein market analysis Karke senior se Mathura Karke Dam account istemal kar ke baad mein trade open karna hoga Agar Hum Yeh saare kaam kar lete hain to Inshallah Hum Pakistan Forex se bahut accha profit cancel kar sakte hain agar humne income mein se ek kaam bhi nahi kiya to Hum Kabhi Bhi Pakistan Forex Mein profit Aasan Nahin kar sakte isliye mai aap se Yahi Kehna Chahta Hoon kya main Pakistan Forex mein bahut hi jyada mehnat karna chahiye Agar Hamein bahut accha profit Hasil karna hai to Aapka Kya Khayal Hai is baare mein
      • #18 Collapse

        Re: Trading mein loss kyun hota hai

        Assalamu Alaikum!
        Dear forex members. Trading main nakami ki ik bari waja yeh hain ky hum pahly demo account par zaida se zaida practice nai krty tw hamy loss ho jata hain. Trading main loss ki bari waja yeh bi ho sakti hain k hum ko market ka Knowledge nai hota aur hum trade ko open kr dete hain. Aur hamy loss ka smna krna parta hain
        • #19 Collapse

          Re: Trading mein loss kyun hota hai

          Assalamu alaikum friends hopefully you are doing all well yes brother is saying absolutely right trading mein loss asali hota hai kyunki ham Bina experience kiye Bina kiye learning ke face per feeding kar le rahe hote hain isliye ham trading last mein chal ja rahi hai
          • #20 Collapse

            Re: Trading mein loss kyun hota hai

            Salaam Trading me loss ki bohat c wajuhaat hn jin me ik to ye he k market ko smjhe bina trading krna dusra lalach krna or baaz okaat koi high impect news a jati he jo loss ka sabab ban jati he. Forex trading me kamyabi k liye hamen in tamaam wajuhaat pe kabu pana hoga jo losses ka sabab banti hn. Phir ja k ham fore se kuch hasil kr saktey hn. Hamen sab se oehle apni in kamzoriyoo pe kabu pana hoga kamyabi khud mil jaeygi.
            • #21 Collapse

              Re: Trading mein loss kyun hota hai

              Assalamu alaikum friends karta hun kya aap bilkul theek honge jiya doston apne analyses par bharosa rakhiye aur apne trade lagane ke bad thoda sa intezar bhi Karen Taki acche profit mein close ho sake agar aap trade lagakar used for re Tor par close kar denge to uska koi fayda nahin aap acchi profit ki rakam nahin Kama sakte
              • #22 Collapse

                Re: Trading mein loss kyun hota hai

                Ji dear friends salam to dear friends tarde me loss bina soche samjhe tarde karne se hota ha agr ap soch kar tarde lagye to loss ni ho ga jald bazi ur lalch ke shat tarde karna bhe bhot bara nuqsan ha tarde lagny se phle ap maswra kar le kise senoir se phr soch samj kar tarde lagye ur loss ni ho ga
                • #23 Collapse

                  Re: Trading mein loss kyun hota hai

                  Their trading Mela samay hamare apni mistake ki wajah se hota hai hamen soch samajh ke Tod karni chahie agar Ham soche samjhe market rate laga denge tu hamesha nuksan hoga hamesha apne kam ko ginti banaye mehnat karne imandar ke sath kam Karen Taki acche kam se mein chhapra ****l ho sake
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading mein loss kyun hota hai

                    dosto pahli baat to yah hai Ki duniya ka koi bhi business ho usmein nafa aur nuksan hota rahata hai aur Forex Bhi ek aisa business hai jis per kabhi nafa hota hai to kabhi nuksan hota hai lekin nuksan ki vajah se mayos nahin Hona chahie aur apni mehnat ko jari rakhna chahie aur Forex per aapko nuksan aapki apni galti ki vajah Se hota hai jab aap without knowledge aur without experience ke trading shuru kar dete hain aur aap market ko analyse Kiye baghair trade open karte hain to aapko forex par nuksan isi vajah Se hota hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X