Small time trading is called scalping. Ji han bhai jaan aaj main aapko scalping ke mutaliq bataunga aur main aapko hi batana chahta hun ki agar aap scalping karna chahte hain aur small time mein apni trade open karke apni trade se profit hasil karna chahte hain to aisi trade ko scalping kaha jata hai aur scalping karne ke liye aapka analyses strong hona chahie aur scalping karte waqt aapko hamesha market ki movement ko technical analysis ki madad se analyse karna chahie aur market ki moment ko analyse karne ke bad market ka exact trend maloom karne ki koshish karni chahie aur pahle apne strategy ko hamesha demo account per check karna chahie agar aapki strategy ka result positive aaye to aapko apni strategy apne real account per apply karni chahie kyunki jab aap scalping karte hain to aap ki lot size yadav hoti hai aur agar market aapki trade ke against chali jaati hai to aapka account wash ho sakta hai aur aap ko jyada nuksan ho sakta hai isliye hamesha soch samajh Kar scalping ke waqt apni trade ko open Karen tabhi aap apni trade se achcha profit hasil kar sakte hain aur small time mein acchi earning hasil kar sakte hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим