Assalamo Alaikum dear pyaary forexer ummed krta hun sab ki sehat Achi hogi.
Ager ap forum ma smart work Karna chahtein Hain to in baton per Amal karein.
1. Sab SE pehly apni morning routine ko set karein.
2. Apny Roz ke Kam karny ki list ko short Karin or to the point kaam ko tarjee dein.
3. Din ke akhir ma apny Kam ke majmoye nataij ko napay waqt ko Nahi.
4. Apni typing skills ko bharhaye.
5.apany kaam Mai miqdar ko ahmiat dein Kar kaam na Karein balke mayar ko tarjee dety huay apny kaam ko achy say Acha bnaye.
6. Apni closing routine ko lazmi set karein.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим