trading krty wqt lot size kyaa hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading krty wqt lot size kyaa hy
    lot size ko hm ak measurement kh skty hain jitni hm dain gy hmein profit r loss phr usi hesab sy hogaa.. mtlb agr hm lot size 0.01 dain gy to isi hesab sy hmein profit hogaa r loss b... starting me lot size km e use krna chhaiyee taa k loss k chances km hon
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading krty wqt lot size kyaa hy

    Dear aapane bilkul sahi kaha hai trading karte waqt Hamen lot size ka bahut diya tha khayal rakhna chahie lot size Hamari trading ke liye bahut jyada important hai Forex trading ki market Mein lot size ko bahut jyada importance Di jaati hai aur Hamen apni trading Mein Hamesha small lot size ko istemal karna chahie small lot size Hamari trading ki safety ke liye bahut jyada profitable sabit hota hai Hamen kabhi bhi bich lot size Apne trading Mein istemal Nahin Karna chahie pic lot size Hamari trading ke liye bahut jyada nuksan per hai isliye Hamen Big Lots side se avoid karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: trading krty wqt lot size kyaa hy

      Jab Ham trading mein kisi bhi pair per select Karke use per trade open karte hain to order ki modification ke dauran lot size ka roll aata hai lot size Ek investment package Hota Hai Ek type ka jo ke investor yah trader apni jarurat ke mutabik Kiya Apne profit gain ke according set karta hai aur uske bad use per trade open Karta Hai Taake profit jyada ho jitni Badi Laut Hogi utna hi Hamen Jyada profit hoga Hamen Hamesha sev side parac ke trading Karni chahie lalach nahin karna chahie Ham usual aamtaur per 0.01 0.02 ki Laut use karte hain Jo ke Aam yani small lot hai

      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





      • #4 Collapse

        Re: trading krty wqt lot size kyaa hy

        Aslam o Alikum dear friend trading main lot size ki term say murad aik trah ka scale hi ham is scale ko use kr key apni trade k proft aur loses ko control krty hin aur hamen lot size dhian sy istamal krna chahiy ku keh jitni bari lot size hogi profit bhi ziada hoga aur ager loss howa to woh bhi bht ziada hoga ager apka acount chota hi choti rakm rkhta hi to apko chahiay apna lot size kam rkhen lis sy loss ho to kam ho ager ap k pass kafi sara paisa hi to ap lot size bara kr skty hin lot size set krny sy phly market ko analys zror kr len aur us hisab sy lot size set kren
        • #5 Collapse

          Re: trading krty wqt lot size kyaa hy

          Hamari trading ka daro madar hamari lot size per he hota hay q keh ager koi trader apny capital ko behter tariqy say utilize karna chahta hay to phir iska effective use bhi karna chahiye ta keh small lot size say ham is capital ka behter istemal kar sakain.
          • #6 Collapse

            Re: trading krty wqt lot size kyaa hy

            Dear members Forex trading Mein lot size ko bahut importance Di Jaati Hai Jab Forex trading Mein of lot size Lagate Hain To aapko chahie kya aap small lot size ko use Karen Jab aap small lot size ko use karte hain .to usmein Aapka account bhi save rahata hai aur aap Achcha profit-making kar sakte hain isliye aapko chahie ki aap apni lot small size main use Kare Jab aap apna profit gain kar lete hain to usmein aap dusri small 8 case size ke sath trading kar sakte hain agar aap Badi lot size lagaenge to usmein aapko account was hone ka bhi Dar hota hai aur aap ko bada Se Bada nuksan bhi ho sakta hai isliye aapko chahie ki aap apne trading Mein lot size small lagaen Taki aapko kamyabi mily.
            • #7 Collapse

              Re: trading krty wqt lot size kyaa hy

              Forex mai humy trade open karty waqt bohut sy chezon ka khyal karna hota hai. Forex mai humy profit or loss lot size k hisab sy hota hai agar humra account acha hai aor equity bari hai to hum bari lot size sy trade oprn karty hain or agar account chota hai to hum choti lot size sy account open karty hain. Lot size humy money management or risk management sy pata chalta hai k kitna lagana chahiye
              • #8 Collapse

                Re: trading krty wqt lot size kyaa hy

                Assalamu alaikum dear friend trading karte waqt lot size ka khyal rakhen lot size apne account ke mutabik rakhe apne account se zyada lot size rakhen market ko acchi tarah analysis Karen market ki movement ko samjhaie candles ki pahchan sikhen apne experience or knowledge ke sath trading Karen jitni acchi trading karenge utna Acha profit hasil kar sakenge Forex online business hai is mein kisi ki mehnat waste nahin hoti jitni mehnat ke sath kam karte hain utna Acha profit hasil kar sakte hain isiliye apne experience or knowledge ka istemal karke hi trading Karen dusre par depend na Karen technical analysis indicators use Karen yah hamen kamyabi dene mein madad karta hai aur zyada lot na rakhe money management ke sath kam Karen Taki aapka account bhi safe Rahe aur aap bahut Acha profit hasil kar sake
                • #9 Collapse

                  Re: trading krty wqt lot size kyaa hy

                  Trading krty wqqt si of Lot different Hona chya ha Lot size bunises ki noheat pr depend krta ha
                  Jtna Lot size zayda hu ga ap atna axha kamhy gy or Lot size Kam Hu to ap circumstances k according gain kry gy
                  • #10 Collapse

                    Re: trading krty wqt lot size kyaa hy

                    Aaj Mere Bhai aapane theek hai Hamen trading karte waqt lot size ka kya Lagana chahie Agar acchi lot size Hogi to Achcha pura phatega aur Agar Ham bolenge Siddiqui ke sath kam Karenge To Hamen Jyada Se Jyada profit Agar Jyada Se Jyada kam ho jaega.
                    • #11 Collapse

                      Re: trading krty wqt lot size kyaa hy

                      Dear member lot size k select krty hoye hmari nazar apny experience aur hmary pas balance pe honi chahiye agr hmary pas balance kam hy to hmen bara lot size nhi rkhna chahiye q k jitna lot size bara hoga utny jaldi hmen loss ziada hoga aur utny jaldi hmara account bhi wash hoga is k ilawa agr balance ziada hy aur itny jaldi account wash nhi ho skta to ap lot size ziada rkh skty hen wo bhi koshish kren k silver gold etc pe ziada rkh len lykin kbhi bhi CL yeni k Cruid Oil ki market men trade krty wqt lot size 0.01 se ziada na rkhen q k uski lot size men pip ka size ziada hota hy aur bhoat jaldi loss hota hy.
                      • #12 Collapse

                        Re: trading krty wqt lot size kyaa hy

                        dear member lot size kam rakhne se apko loss ke chance kam ho jata hai is liye jab trade karty ha to lot size kam rakhty ha agar apke pass market ki achi news mil jati ha to ap lot sizr barha kr bhi trade kar sakty hai bat to achy signal milne par ha kam lot size is liye rakhty ha ke chance 50 % hota hai agar proper makret ko analysis krke ap trade karty hia se apko 100 % chance profit ke hoty hai tab lot size ko barha kar laga sakty hai
                        • #13 Collapse

                          Re: trading krty wqt lot size kyaa hy

                          lot size trading mein aik value hoti hai jis ko hum set ker k trade kerty hain agar hum trade mein big lot size k sath trade kerty hain tou humen is mein zeada loss ho sakta hai aur isi tarhan zeada profit bhi ho sakta hai lekin humen prefer small lot ko he kerna chahiye kuen k agar humen wahan par profit kam hota hai tou loss bhi kam he hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: trading krty wqt lot size kyaa hy

                            pricey participants forex buyingDear members Forex trading Mein lot size ko bahut importance Di Jaati Hai Jab Forex trading Mein of lot size Lagate Hain To aapko chahie kya aap small lot size ko use Karen Jab aap small lot size ko use karte hain .to usmein Aapka account bhi save rahata hai aur aap Achcha profit-making kar sakte hain isliye aapko chahie ki aap apni lot small size main use Kare Jab aap apna profit gain kar lete hain to usmein aap dusri small 8 case size ke sath trading kar sakte hain agar aap Badi lot size lagaenge to usmein aapko account was hone ka bhi Dar hota hai aur aap ko bada Se Bada nuksan bhi ho sakta hai isliye aapko chahie ki aap apne trading Mein lot size small lagaen Taki aapko kamyabi mily. and selling Mein lot length ko bahut importance Di Jaati Hai Jab foreign exchange buying and selling Mein of lot size Lagate Hain To aapko chahie kya aap small lot size ko use Karen Jab aap small lot size ko use karte hain .to usmein Aapka account bhi shop rahata hai aur aap Achcha income-making kar sakte hain isliye aapko chahie ki aap apni lot small size foremost use Kare Jab aap apna profit benefit kar lete hain to usmein aap dusri small 8 case length ke sath buying and selling kar sakte hain agar aap Badi lot length lagaenge to usmein aapko account was hone ka bhi Dar hota hai aur aap ko bada Se Bada nuksan bhi ho sakta hai isliye aapko chahie ki aap apne buying and selling Mein lot size small lagaen Taki aapko kamyabi mily.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading krty wqt lot size kyaa hy

                              Assalamu Alaikum Rahmatullahi Barakatuh Tere karta hun kya Forex customer member bilkul khairiyat se Honge ji aap ka Sawal hai kya trading karte waqt classes kya honi chahie ji Mere kya trading karte waqt Last Hamari hoti hai use joiner Apne bonus ke mutabik Lagaya agar aap apne bonus ke bata de kab Mila se Lagate Hain To aap ke mutabik or profit bhi kam Aate Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X