Market Analysis Kia Huta Hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market Analysis Kia Huta Hy?
    Jeet ho ja sake aap sab log jante honge Forex ek online earning website hai Jahan per bahut se log kam karke Ab fayda ****l kar rahi hai hamen bhi apne kam ko seriously karna chahie uske alava baat ho rahi hai kay analysis kya hota hai analysis Aisa tajiya hai ki jis mein insan apne kiye Gaye kam ko Ham lete aur pasand anjam dete hue kuchh Na kuchh hota hai uske alava Jab Ham Forex mein baat karte hain Forex ke hawale se baat karte hain To hamen andaza hota hai ki Ham kis had Tak apni information Forex form ke related art Hain Agar hamari information Forex form Karen latest bahut acchi hai to uske badle hamen ya fayda hota hai ki Ham analysis karte hue bhi apna fayda hasal kar sakte hain jaisa km trading kamyab kar sakte hain aur behtarin kar sakte hain aise hi Kai se sari chijen Hain Jo Ham aaram se kaun se bat kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market Analysis Kia Huta Hy?

    Market analysis ka mtlb gotta h market ko achii trha understand karna keh market Kahan Tak jaegii or ja sakti h is liye hmain chahye keh ham log BHT ziada achii trha market ka analysis krein or khud ko acha trader bnein to he yeh bt hmary liay BHT ziada achii hogii is liye hmain chahye keh ham log market ko achii trha understand krein
    • #3 Collapse

      Re: Market Analysis Kia Huta Hy?

      market analysis technical term hai jisse aap bahut achcha kha sakte hain agar aap apni market per apne analysis ko apply karte Hain to iske jariya apne se nahin kar sakte hain aur market analysis ki basic elite 3 types of technical analysis fundamental analysis for sentiment analysis of inko pharma market mental and sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Market Analysis Kia Huta Hy?

        Dear members agr hum forex market main analysis ki bat kren to hamen is sy murad yeh smjh ati hay keh market ko smjhna ya tajziya krna aor yeh hum tab krty hain jb hum koi trade open kar rahy hoty hain to is trah sy hum forex main achi learning kay sath sath aik achi entry bhi market main ley skty hain to aey ab analysis aor uski types par bat karty hain aor dekhty hain keh yeh kiya hota hay
        ANALYSIS
        ksi bhi trade sy pehly market ki Analysis krna bohot hi zarori hota hay Ankhen band kr kay to trade ni li jaskti . maslan GBP/USD ki trade krna chah rahay hain to isey sell krna chahty hain to sell sy pehly hum apney ap sy pochty hain keh chart kiya bta raha hay market up ja rahi hay ya down
        market trend main hay ya side main
        London main koi bank rate ya majmoi paidawar main ya afraat e zarr ya berozgarri ki sharrah ka aj elaan to nahi horaha in sab chezon ki checking ko tajziya ya analysis kehty hain

        ANALYSIS 3 TYPES KAY HOTY HAIN
        FUNDAMENTAL ANALYSIS

        TECHNICAL ANALYSIS

        SENTIMENTAL ANALYSIS


        Dear members aam traders keleay pehly do tajziaye maqbool hain jub keh tesra bohot ziada expert traders istemaal karty hain hum pehly do analysis ko bari bari tafseel sy bayan karengy

        TECHNICAL ANALYSIS

        Aik frame work hota hay jis main trader price ki movement ka jaiza leta hay.
        Technical Analysis main sab sy pehly jo chez zehn main ati hay woh hay chart hota hay is chart ki help sy ba asani andaza hota hay keh mazi kareeb main price level kiya tha ab price kiya hay price up jarhi hay ya down . market trend main hay ya side pay move kr rahi hay
        yahan yeh bat dil chaspi sy khali nahi hay keh aik hi cahrt ko mukhtalif traders mukhtalif andaz sy dekh rahy hoty hain.
        aik hi chart pay trade krny waly kuch traders profit kr rahy hoty hain to kuch loss
        Price movement ko mazeed wazeh karny keleay indicators ko chart main load kiya jata hay in ka zikkar bad main hum karengy
        maket trend Big time Frame maslan Daily ya H4 main dekha jata hay.

        FUNDAMENTAL ANALYSIS

        is main kisi currency kay mulki siyasi iktesadi halaat ko mad nazar rakha jata hay kun keh yeh factors kisi currency ki mazbooti ya kamzoori ka bais bnty hain aor price ki up down movement ka bais bnty hain rozana kisi na kisi mulk kay is noiyat kay ailaan hoty rehty hain

        KONSA ANALYSIS BEST REHTA HAY

        Dono anlysis ki ahmiyat sy inkar nahi kiya ja skta hay agr fundamental analysis ko samny rakhty hoey tradig ki jaey to munafa kay mawaqy ziada hoty hain iska Asan trika yeh hota hay keh trading sy qabal calander ko check kr liya jaey
        • #5 Collapse

          Re: Market Analysis Kia Huta Hy?

          Good question market ko aynales krna kya hot ha forex forum ik shandar business ha jis py ham ghr bhty hm Acha bonus hasil kr sakty hn market ko aynales krny ka mtlab ha jb kisi b pears par thread bnaty hn to us k market ki movement k nazar rhkny ko aynales khty hn agr hm thread bnaty waqt market ko achy sy aynales krty hn to hamin Acha profit mily ga
          • #6 Collapse

            Re: Market Analysis Kia Huta Hy?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Atique786 پيغام ديکھيے
            Dear members agr hum forex market main analysis ki bat kren to hamen is sy murad yeh smjh ati hay keh market ko smjhna ya tajziya krna aor yeh hum tab krty hain jb hum koi trade open kar rahy hoty hain to is trah sy hum forex main achi learning kay sath sath aik achi entry bhi market main ley skty hain to aey ab analysis aor uski types par bat karty hain aor dekhty hain keh yeh kiya hota hay
            ANALYSIS
            ksi bhi trade sy pehly market ki Analysis krna bohot hi zarori hota hay Ankhen band kr kay to trade ni li jaskti . maslan GBP/USD ki trade krna chah rahay hain to isey sell krna chahty hain to sell sy pehly hum apney ap sy pochty hain keh chart kiya bta raha hay market up ja rahi hay ya down
            market trend main hay ya side main
            London main koi bank rate ya majmoi paidawar main ya afraat e zarr ya berozgarri ki sharrah ka aj elaan to nahi horaha in sab chezon ki checking ko tajziya ya analysis kehty hain

            ANALYSIS 3 TYPES KAY HOTY HAIN
            FUNDAMENTAL ANALYSIS

            TECHNICAL ANALYSIS

            SENTIMENTAL ANALYSIS


            Dear members aam traders keleay pehly do tajziaye maqbool hain jub keh tesra bohot ziada expert traders istemaal karty hain hum pehly do analysis ko bari bari tafseel sy bayan karengy

            TECHNICAL ANALYSIS

            Aik frame work hota hay jis main trader price ki movement ka jaiza leta hay.
            Technical Analysis main sab sy pehly jo chez zehn main ati hay woh hay chart hota hay is chart ki help sy ba asani andaza hota hay keh mazi kareeb main price level kiya tha ab price kiya hay price up jarhi hay ya down . market trend main hay ya side pay move kr rahi hay
            yahan yeh bat dil chaspi sy khali nahi hay keh aik hi cahrt ko mukhtalif traders mukhtalif andaz sy dekh rahy hoty hain.
            aik hi chart pay trade krny waly kuch traders profit kr rahy hoty hain to kuch loss
            Price movement ko mazeed wazeh karny keleay indicators ko chart main load kiya jata hay in ka zikkar bad main hum karengy
            maket trend Big time Frame maslan Daily ya H4 main dekha jata hay.

            FUNDAMENTAL ANALYSIS

            is main kisi currency kay mulki siyasi iktesadi halaat ko mad nazar rakha jata hay kun keh yeh factors kisi currency ki mazbooti ya kamzoori ka bais bnty hain aor price ki up down movement ka bais bnty hain rozana kisi na kisi mulk kay is noiyat kay ailaan hoty rehty hain

            KONSA ANALYSIS BEST REHTA HAY

            Dono anlysis ki ahmiyat sy inkar nahi kiya ja skta hay agr fundamental analysis ko samny rakhty hoey tradig ki jaey to munafa kay mawaqy ziada hoty hain iska Asan trika yeh hota hay keh trading sy qabal calander ko check kr liya jaey
            Salaam Alaikum therefore X members market ko analyse karna bahut am Hota Hai agar Ham market ko analyse kar lete hain To Ham acchi aur nahin kar sakte hain Dost Ne acchi explanation ki hai analysis ke Hawale se sentimental analysis fundamental analysis aur technical analysis Hote Hain Jo Agar Ham Sikh len To Ham acche Businessman aur trader Ban sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Market Analysis Kia Huta Hy?

              forex market ki movement ko dekhne ka Amal aur market ki movement ka trend maloom karne ka Amal analysis kahlata hai aur ham forex market ki movement ko different techniques ki madad se analyse kar sakte hain Ham forex market ki movement ko technical analysis fundamental analysis trading and analysis candle bearish candle candlestick pattern chat ki buniyad per analyse karte hain technical analysis mein Ham different indicators ko use karke market ka trend maloom karne ki koshish karte hain ISI tarah fundamental analysis mein Ham forex news ke mutabik apni trade ko open karte hain aur ISI tarah trending analysis mein Ham market ki candles ko analyse karke market ka trend maloom karne ki koshish karte hain aur apne trade ko market ke trend ke mutabik open karte hain yah tamam baten market ka analysis kahlati Hain.
              • #8 Collapse

                Re: Market Analysis Kia Huta Hy?

                Marketing main analysis k liya zarori ha k ap ahgy barhty jhy
                Analysis main ap ko circumstances ko understand krna zarori ha
                News main Kia or International hallat kcy ha
                Graph Kia bata Raha ha
                Markt ko smjny k liya ya point zahn mian dlna bhott zarori ha
                • #9 Collapse

                  Re: Market Analysis Kia Huta Hy?

                  Assalamu Alaikum Forex member ji bilkul aapane bahut acchi baat Kiya ki marketing analyse se bahut important hota hai ya hamare rules mein se ek Roll hai jab marketing ko analyse karate Hain to main Teri kaise trading kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain forex trading per kam karne ke liye main jyada se jyada kamyab hona padta hai jitna jyada Ham knowledge hasil karenge knowledge to increase karenge hamare pass se experience Ada hoga to Ham kamyabi kar sakte hain jitni jyada main Na to lagao se kam karenge itna jyada Ham profit hasil kar sakte hain mehandi insan kabhi bhi Na Kam nahin hota hai isliye hamen chahie kya Ham jyada se jyada forex ko time Le aur apne kaam par focus Karen aur acchi tarike se kaun sa ranger hamse Jeet na jyada humko entity or quality ke liye achcha se achcha kam karenge itna jyada mein profit aur bonus milega jab Koi insan kaun banata hai aur use per acche tarike se Kam nahin karta to use profit kam hota hai aur koi kam karna chhod deta hai forex business bahut achcha business shayad aap jitne bhi jyada minut karenge aap apna jyada fal payenge isiliye jab aap kaun banwat Hain to AAP sab ratamil se Kam nahin aur acche tarike se pahle kam karen to bar profit ka soche aur kabhi bhi lalach mein aakar trade na lagaen aur per profit jitna aap ko ho raha ho aap apna Le Lena kya aap lalach mein aakar aur jyada marketing ko moment karvaye aur nuksan uthana pade isiliye hamen chahie kya Humsafar se kam Le aur apni mehnat kowar puror Karen Taki Ham jitni jyada main se Kam karenge itna jyada hamen profit Ho Gaye Ho Na kabhi Na kabhi ka shikar nahin honge forex trading par kaam karne se pahle hamen demo kaun per practice kar leni chahie tha Kya main har har step ka pata ho aur hamara jyada experience Ho jitna jyada experience hoga itna jyada mein acchi tarike se forex per kam kar sakte hain aur usko follow kar sakte hain aur hamari post bhi acchi se acchi ho sakti agaram rules ko walon kam karke Kam nahin karenge to hamari post delete kar di jayegi aur hamara kaun vah shayad ho jaega is tarah se hamen fayda nahin hoga aur hamen nuksan uthana padega hamara bhi ka kam saiya Chala jaega aur mein dobara se account banana padega forex trading mein kam karne ke liye hamare pass experience or knowledge hona bahut jaruri Hota hai Koi bhi jab Ham kam karte Hain to hamare paas hai uski practice hogi to Ham kaun start karte bhakti apne to djerba ko use karke kam kar sakte hain aur jyada se jyada profit hasil kar sakte hain Ham jab hamare pass forex ke bare mein practice hogi to djerba hoga ki kis tarah forex per kam Kiya jata hai to Ham aasani se forex per kam kar sakte hain forex per kam karne ke liye hamare pass practice kaun ho bahut jaruri hai jab hamare pass practice hogi to Ham aasani se forex per kam karenge practice ke liye hamen demo option per jana padega demo account per hamen jyada se jyada forex ke liye practice karna hogi jitni jyada Ham for demo counter practice karenge itna jyada hamen expert trader banaya ja sakta hai jab Ham forex trader per jyada se jyada kam karenge gay to hamen jyada se jyada profit on sale hoga jab time account per Ham jyada se jyada practice karenge uske bad Ham forex per kam start karenge to hamen kisi ki sim ke mushkil pesh nahin aaegi jab forex per kam start kar lenge counter ti aur quality ke liye usko dekh kar hamari quantity ko bhi achcha hona chahie hamari quality ke bhi achcha hona chahie forex ke rules hai jab se donon acche honge hamara 2012 achcha hoga hamare pass knowledge achcha hoga to hamen jaise achcha kam kar sakte hain sabse pahle mein apne time ki adjustment kar leni chahie ki kitne time mein hamen yah kam karne mein jyada se jyada forex ko time Dena chahie jitna jyada uska time legi itna jyada hamare liye aasani hogi aur ham achcha bolna sasil kar sakte hain forex per kam karne ke liye hamare pass knowledge or experience ka hona bahut jaruri Hota hai jab Ham for expert kam start karen hamare pass Na Lage bhi ho experience PO practice bhi ho time bhi Ho to Ham apne kaam par jarur focus karke acche se achcha bonus hasil kar sakte hain Ham acchi si acchi wording istemal karke quantity or quality ko dekhkar buri najar rakhe apne kaam par focus karke time ke liye han se Ham apna Kam sare exam de sakte hain jitna jyada Ham acche tarike se kam sar anjam denge itna jyada mein profit aur bonus hasil hoga uske bad hamen chahie ki Ham trade lagate waqt sabar se kam Le jab tak kam se kam nahin lenge tab tak Ham trade ko jald bazi mein lagakar aur apna nuksan codkar baithenge isiliye hamen chahie kya hamen sab rahata munh se kam lekar aur apne knowledge ko use karke time ko adjust karke kam karna chahie train lagate waqt mein bahut jyada soch samajh Kar kam karna chahie usi mein Hi hamara fayda hai Koi bhi kam karne ke liye hamare hamen mehnat karni padati hai jab Ham mehnat karte Hain to hamen jarur kamyabi hasil hoti hai mehnat Karne wale insan kabhi Na Kam nahin Hota Ham jitni jyada for experiment karenge itna jyada mein profit hasil hoga aur ham kabhi Na kami ka shikar nahin honge
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Market Analysis Kia Huta Hy?

                    Assalamu Alaikum their friends member with Karti hun kya aap sab log bilkul khairiyat se Honge aur apne kam Koi imandari ke sath Karen jaldi Rahe Honge gear member bilkul sahi kaha aap Logon Ne Kiya analysis kya hota hai Hota Hai Karte Hain To Hamen dekhna chahie market ki movement ko check karna chahie Dam account ko use karna chahie Hamari kamyabi ISI mein hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X