Assalam o Alaikum! Dear forex members, dear Forex trading Mein kamyabi ke liye Hamen chahie ke Ham market ka train fine Karen aur jab tak market ka trend find Na Ho tab tak market Mein entry na len Kyon Ke market Mein trade entry Lene Hamari train ki direction Mein honi chahie tab hi vah trade Hamen profit Degi Agar Ham market Trend ke against rate open Karenge To Hamen kabhi bhi use trade se fayda Hasil Nahin Hoga aur ham Ek bahut bada loss kar sakte hain isliye jaruri hai ki market trend ko friend Banaya Jaaye aur yah tab hi possible hai ki Jab Ham apni trade se pahle trade analysis Karen aur Market ko acchi tarike se analyse Karen aur jab market ka train Pata Lag Jaaye to Fir Uske bad hi apni trade active Karen aur Hamesha trade entry ke sath hi trade exit point P decide Karen Taki market ki fluctuation ki vajah se Hamen Kisi Ki saim ka koi problem Na Ho Aur na emotional discipline ki vajah se Ham Bar apni trade ko Dekhte Hue uske andar Koi changing Karke Apne profit ko last Mein convert Karen isase behtar hai ki Ham trade entry or trade exit point lagakar market Ko Chhod Den aur Khud Hi entry Apne point per jakar closed ho.
.
.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим