Proper time dain jald bazi na karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Proper time dain jald bazi na karen

    Hamesha Sabir ke sath kam Karen Kabhi Bhi jaldbaji Na Karen fresh mein agar aap jaldbaji Karenge to aap kabhi bhi kam hai aap Nahin Ho Sakenge member Apne kaam Par Accha Fox Karen aur ismein Jaya Sab Rizwan ke sath posting Karen Har EK post ko Achcha time de aur uske sath apni posting ko behtarin Karen Jab Apne posting behtarin Karenge acchi quality ke sath Karenge to aapko behtarin profit Hoga aur kamyabi aapko acchi Ho Gai jisse FIR aap Jahan Se Acha Sarkar Kochikame abhi again kar Sakenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Proper time dain jald bazi na karen

      Assalamualaikum Doston ummid karta hun aap log khairiyat se honge aur product se jyada se jyada profit hasil kar rahe honge ji Bhai bilkul aapko forex mein kabhi bhi jaldbaji nahin karni chahie bol ke shabd Kamal ke sath tel karni chahie aur profit hasil karna chahie
      • #18 Collapse

        Re: Proper time dain jald bazi na karen

        AoA dear member apki bat bilkul thk hy bhaot se log trading men jald bazi krty hen aur unko itna ziada profit hasil nhi hota jo unko hasil hona chahiye q k un men sabar nhi hota aur wo trade jald close kr dyte hen hamesha trading soch smjh k kren market ka sai se analysis kren aur us k bad trade lga len agr trade loss men ja rhi tb bhi ap trade close na kren bal k wait kr len q k jb bhi market ziada up jati hy to usi hisab se down bhi hoti hy is liye sabar se kam lety hoye kam kren.
        • #19 Collapse

          Re: Proper time dain jald bazi na karen

          Humein forex keh kam mei jald bazi nahi karni chahye. Jald bazi karny sy hmari ghaltiyan zyada hoti hain aur kam ghalat hota hai. Har kam karny keh lite chahy wo forex ka hu ya koi aur kam hmein chahye keh us kam ko proper time dein, phely time dekr wo kam seekhein aur phie kam start karen. Jald bazi sy kam karny ka sab say bara nuqsan hota hai keh hmara kam gahalt hu jata hai aur hamara loss hu jata hai aur jald bazi karny sy hmesha ghaltiyan hoti hain aur iski waja sy hmara account band bhi hu skta hai
          • #20 Collapse

            Re: Proper time dain jald bazi na karen

            G dost properly work kare aur apne work ko seriously le aur is se mazak na kare agar ap is se mazak kare ge to ye ap se bhi aik waqt mazak kare ga sahih na krain gy us wkt tk apni trading ko best na kr skain gy to learning is main krna must hota ha aor lazmi krna ha forex k barey main knowledge hasil karoga.forex trading ak business hain isko understand karna mushkil hain
            • #21 Collapse

              Re: Proper time dain jald bazi na karen

              Friend har cheez ko proper done kare learning ko proper kare apne tiyari ko proper kare phir end me ap apna result dekhe apko kesa milta ha agr hm bgair learning k is me investment karen gyn tu hmen loss ho jaey ga sab se important factor ke beghair ap kam kese acha kare ge aisa nahi hoga phir
              • #22 Collapse

                Re: Proper time dain jald bazi na karen

                Apne kam jis se ap earn karte ha us ko proper time dena to important ha aur ye bhi kushish hony chahiye ke ham isko quality time de aur kuch sekhe tb tk nahi hasil kar sakty hain jb tk hm is business me achi tarah se learning nahi kar laity hain isi liye jahan se bhi learning hasil ho karni chahye
                • #23 Collapse

                  Re: Proper time dain jald bazi na karen

                  jee haan forex ko proper time dein jaldbazi na karien ziada se ziada hardwork kartey hain to then hum is main ziada achi trha se market ko pick kar saktey hain aur is main kamiayb hotey hain. forex may patience jis k andar hai woh successfull trader hai aur mostly traders k andar saber nahe hota
                  • #24 Collapse

                    Re: Proper time dain jald bazi na karen

                    Forex ky kam ko krny ky liye hamen proper time dena chye jaldbaxi nahi krni chye forex ky kam main agr hum jaldbazi kren ky proper time nahi den gy to hum kamyab nahi ho skhty forex ky kam main hamen mhnat ar dil laga kr kam krna chye ar apny kam ko bhtren triky sy krny ky liye hamen puri tarah sy time dena chye ar jaldbazi nahi krni chye agr hum jaldbazi kr ky trading kren gy to hamen kafi loss ho skhta hy es liye jaldbazi sy kam nahi lena chye ar forex ky kam main apna best dena chye apny experinces ar knowldge ky sath forex main trade lagani chye ta ky hum kamyab hon ar agr hum forex ky kam main jaldbazi kren gy time nahi den gy to ham nakam hi hon gy
                    • #25 Collapse

                      Re: Proper time dain jald bazi na karen

                      jee haan forex ko proper time dyna bht zarori hy es min hard work se ziyada humari smart trading ki he es karobar min humari trading depend karti he humari knowledge aur information pe jo hum es karobar k bare min hasil karte hin. Hard work ki zarorat humin us waqat parti he hamko learn krna hota he or uske lie ham diffrnet ways use kar skate hen
                      • #26 Collapse

                        Re: Proper time dain jald bazi na karen

                        Forex mai bilkol jaldbazi sy kaam nahi kiya jata balky yeh ek aisa busniess hai jis mai sabar karna hota hai balky jo bhi busniess ho os mai sabar sy he kaam liya jata hai aur sabar k sath sath apny technical analysis ya fundamental analysis k entry par bhi depend karta hai k kis time frame mai entry li gayi hai.
                        • #27 Collapse

                          Re: Proper time dain jald bazi na karen

                          Ji aap proper Forex ko time Dena chahie ismein kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie Jo log ismein proper time nahin dete vah Kabhi as Mein acche kamyabi Aage nahin kar paate vo ismein kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte isiliye Agar Kamyab hona hai To Hamen proper time dekar per aap per Sabar Rakhna Hoga Kyunki jaldbaji karne se Hamen kya nuksan hota hai aur jo log proper time Milta aur Janwar ki Karke work karte hain wo Hamesha kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte 10
                          • #28 Collapse

                            Re: Proper time dain jald bazi na karen

                            jee haan forex mein jaldbazi sy bilkul kaam na lein ap hard work ker ky ap acha or huge profit bana sktain hain slowly or ap ko bth dhu hard work best hain achi income ky liyh or ap ko hard work ky akh acha knowledge bhi bans sktain hain forex trading sy is my koi bhi limit ni ap ko bus hard working or phir earnning kerna hoti hain.
                            • #29 Collapse

                              Re: Proper time dain jald bazi na karen

                              Forex ko jitna proper time di jye utna e acha hai is say humry kam krny ki quality achi bn jati hai or post ki qulity achi hony say bonus ach ata hai or jitna ach bonus ho ga trde lagny or lot size ko set krna utna ach ho ga is liye proper time dena chahoye or kam ko samjh k krny say kam ki quality achi ban jti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Proper time dain jald bazi na karen

                                g haan jald bazi wala loss krta ha bahtreen proper time do ap jab tak hamari skill ni ho gi improve trading k lia or experience ni rakhty ho gy es ka es lia practice sy ham easily experience b hasil kar skty ha or skills b improve hoti ha es lia chaheya k demo account py zayada sy zayada work kary agr ap yeh sab acha or business family se link hoga tu ap trading ko boht achay trikay se chala sako gay or kafi profit earn kr sakte ho but its aal depend on these facts aap jitna zyaada kaam karo gay ,aap kay skills increase hoon gay or ap zyaada earning kar sako gay.aap learning or practice se gain kerte hain, ab yeh aap per dependent hota hai k in skills ko aap kis tarah se utilize kerte hain or in skills jab hi improve hosakti han jab hum is ki bohat achi learning kary gy or demo py khob practice kary gy agar ap trading ko shi treqay key sath karain to ap profit earn kar key apnay goal zarur achieve kar sktay hain . forex trading aik real business hay . jis ko kar key hum apnay financial problem ko solve kar skttay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X