Over confident huna yani loss huna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over confident huna yani loss huna
    Assalamo o alaikum dear members
    Je jo over hu jatta hai bhut tu uski smartness nikal jatti hai loss se isliye over trading bhi ni krni or na hi over hu jana hai bhut because ham apny kaam ma masroof is qadar hu jatty or k ham phir chahty hain k daily kaam made or jitna mumkin hu sky pese kamiya or phir lalch bhut a jatti hai jo hamry pass blnce hyta hai woh over confident huny ki waja ss loss mai chala jatta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over confident huna yani loss huna

    Overconfidence ke sath Hamesha hnuksan hota hai isliye Hamen kabhi bhi overconfidence ke sath Kam Nahin Karna chahie Kyunki overconfidence ke sath kam karna Hamare liye Kabhi Bhi bata Nahin ho sakta hai Hamen Hamesha hi confidence ke sath kam karna chahie Taki Ham kam jab ho sake Agar Ham overconfidence ke sath kam Karenge to is market Mein Hamen munafa Nahin milega bal ke hamara nuksan ho jaega isliye Hamesha hi confidence ke sath kam kiya jaaye to vah hamare liye Behtar hoga
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Over confident huna yani loss huna

      Aap ki baat bilkul theek hai forex main aap over confidence ka sath jab trading krtay hai tu aap ko loss bi ISS waja say hi hota hai iss Lia aap ko over confidace ka sath trading nahi karni chaiy
      • #4 Collapse

        Re: Over confident huna yani loss huna

        Over confidence hamesha ghalat policy hay. Over confident trader apni is khush fehmi ki waja say analysis nai karta jis waja say usko market ki samjh nai ati aur aksar isko bahut loss ho jata hay. Is liye analysis karty huye he forex main kamyabi mumkin hay.
        • #5 Collapse

          Re: Over confident huna yani loss huna

          Hamen forex men over confidence ho kar kam nahjin karna chayye kun kay agar hum as men over confidence ho kar kam karen gy tu hum as men kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen as men kotahy nahin karny chahey kun kay agar hum as men kotahy karen gy tu hum as men nakam ho jaty hain tu hamen as men himat kay sath kam karna chahey tabhy tu hum as men kamyab ho sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Over confident huna yani loss huna

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammadshafi پيغام ديکھيے
            Assalamo o alaikum dear members
            Je jo over hu jatta hai bhut tu uski smartness nikal jatti hai loss se isliye over trading bhi ni krni or na hi over hu jana hai bhut because ham apny kaam ma masroof is qadar hu jatty or k ham phir chahty hain k daily kaam made or jitna mumkin hu sky pese kamiya or phir lalch bhut a jatti hai jo hamry pass blnce hyta hai woh over confident huny ki waja ss loss mai chala jatta hai
            Walekum assalam agar aap Chahte Hain ki aap vah confidence se Kamyab ho sakte hain to hai aapki Bhul hi ise aap Kamyab hone ki vajah se na kam hote hain aur nuksan uthate Hain isliye aapko chahie mehnat se kam Karen knowledge Hasil Karen aur learning Karen
            • #7 Collapse

              Re: Over confident huna yani loss huna

              Overconfidence is bad for yourself as you are doing as it trade worker are you are you are understanding as a teacher to someone in a junior steps because these are the things with the head that you never be stops you are in great and beneficial for yourself if you do more and more and you are working is it blessed for yourself never stops move more and more work and good way achcha kaun haijab Ham apne kaam se manate confidence ki aur acchi si stabilize ke sath after working karte rahte hain Taki koi bhi com chatting Kaho marketing Kaho Ham usse achcha Sa mehnat ke sath hai to fir nind bhi kar sake ki yahi kaun se work hote hain acchi management ke sath usko ham kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Over confident huna yani loss huna

                G dear over confidence insan ko zindagi ki har field mn nakam karta ha jo log over confidence ho kar koi b kam karty hn wo hamesha moon k bal girty hn.forex mn ager hum over confidence ho kar kam Karin ge to hum no loss mn chalain Gaye ge is liye humko confidence k sath kam karna chahiye na k over confidence ho kar apny business ko taba kar dain .forex boht asan business ha is mn humko sirf apny mind ka sath kam karna ha ..
                • #9 Collapse

                  Re: Over confident huna yani loss huna

                  ji han bilkul overconfidence se kam karne se hamen bahut hi jyada nuksan hoga hamen chahie ki Ham overconfidence se kam na Karen Bal ke hamen apna bahut hi Samar ke sath kam karna chahie tha ki Ham achcha bonus aur profit Hasil karke kamyab Ho saken
                  • #10 Collapse

                    Re: Over confident huna yani loss huna

                    walekum assalam yes dear aapane bilkul theek kaha hai overconfident hona hamare liye bahut hi harmful aur dangerous ho sakta hai Forex trading mein jab Ham kam karte Hain to humko kabhi bhi overconfident hokar Kam nahin karna chahie kyunki jab Ham over confident hokar decision-making karte Hain to aisi situation main market ko bahut jyada easy lete hain aur humko bahut jyada nuksan hone ke chance ho sakte hain overconfidence hone ki vajah se hamari decision-making bahut jyada negatively affected ho sakti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Over confident huna yani loss huna

                      Forex trading me kuch Aisi factors Hote Hain Jo aapke liye bahut jyada dangerous hote hain agar aap Aisi situation Mein in practice ko avoid Nahin Karte aur in factors ko apni trading per consistently repeat Karte Rahte Hain To aap ke liye Forex trading Mein Kamyab Hona difficult ho sakta hai Forex trading mein agar aap apni trading per overconfidence hokar trading Karte Hain To aapke liye bahut jyada profit Hasil karna Mushkil ho sakta hai aur aapke liye bahut jyada problem ho sakti hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Over confident huna yani loss huna

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammadshafi پيغام ديکھيے
                        Assalamo o alaikum dear members
                        Je jo over hu jatta hai bhut tu uski smartness nikal jatti hai loss se isliye over trading bhi ni krni or na hi over hu jana hai bhut because ham apny kaam ma masroof is qadar hu jatty or k ham phir chahty hain k daily kaam made or jitna mumkin hu sky pese kamiya or phir lalch bhut a jatti hai jo hamry pass blnce hyta hai woh over confident huny ki waja ss loss mai chala jatta hai
                        ji han hamari andar trading karte howe confidence hona chahye lekin jab ham over confident ho kar kaam karen ge to jab loss hone lage ga to hamara loss hone ke sath sath hamara account bhi wash ho jai ga is lye hamesha confidence ke sath hi trading karen our over confidence se bachian.
                        • #13 Collapse

                          Re: Over confident huna yani loss huna

                          Assalamu Alaikum friends aapane bilkul right baat ki hai ki hai agar Ham overconfident Honge tab Ham Apna Lash karo baithenge isliye Hamen kabhi bhi overconfident nahin aana chahie Bal ke Hamen mehnat Karte Rahana chahie Agar Ham confidence ke sath work Karenge Kabhi Ham Kamyab ho sakte hain sabse pahle Hamen experience Hasil karna hoga trading ka Jitna acche trading Ham Karenge utna hi Ham Achcha profit hasal kar sakte hain Agar Ham experience shasan karna chahte hain To Hamen demo account ko use karna chahiye demo account Hamare liye best opportunity Hai work karne ke liye Shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Over confident huna yani loss huna

                            Forex trading mein achi kamyabi hasil karne ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai jiski madad se forex mein hum acha work aur achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hum loss se bhi bach sakte hain aur forex main hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai lekin forex mein hamen apne overconfidence ke sath work aur trading nahin karni chahie jiski wajah se forex mein ham acha work aur achi trading nahin kar sakte aur forex mein ham nakam ho sakte hain aur hamara bonus account wash ho sakta hai aur hamari puri mehnat waste ho sakti hai aur forex mein achi trading ke liye aur achi kamyabi hasil karne ke liye fresh our active mind ka hona bahut hi zaruri hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Over confident huna yani loss huna

                              Dear apne bhut acha question keha hay forex trading ma kamyabi haisl karny kelye acha confidence ka honaa bhut zadya zoure hota hay forex trading ma kamyabi haisl karny kelye experience aur knowledge ka honaa bhut zadya zoure hota hay trading hamen soch samjh kar trading karna chahie aur confidence ka sath work karna chlye harworking karna chlye phir hum kamyab hu skaty hay phir acha porfit haisl kar sakty hay phir ham life ma kamyab hu sakty hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X