Assalamu alaikum dear Forex member jab aap Gross domestic product ki proper understanding karte hain aur is ko different currency pairs per effect observed karte hain to aapko yah idea milta hai ki jab kisi country ki grast mistake product ki income jyada hoti hai to definitely uski currency is strong hoti hai agar aap kisi country ki ki currency kis strengthen aur weakness ko study karna chahte hain to usmein aapke liye Gross domestic product bahut hi important role play kar rahi hoti hai isliye jab aap different economic factors ko study karte Hain to Gross domestic product ka bhi zaroor focus Kiya Karen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим