Trading mai kabhi shortcut ka na sochain???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading mai kabhi shortcut ka na sochain???

    Hello trading experience hasil hota hey jiss ki waja se real trading men kamyabi k ziyada chances hotay hen iss liay koshish karen k daily base pe 2 se 3 hours zaroor demo account pe practice karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading mai kabhi shortcut ka na sochain???

      Hello members mahnat ko jary rakhna hota hy tabhy tu hum as men kamyab ho sakty hain tu hamen as men jaldi nahin karny chahey have nice day
      • #18 Collapse

        Re: Trading mai kabhi shortcut ka na sochain???

        Assalamu alikum forex forum me trading krty waqt kbi b shortcut wala kam na kren hamesha postive fresh aur cool mind k sath yahan kam kren issi se apko advantage ho ga trading krty waqt hamen hamesha soch samj k kam krna chahye kbi jaldbazi se kam nhi laina chahye agr hm shortcut kren gen too hm acha profit nhi ly saken gen agr alhm proper tareeqy se working kren gen too hamara account b safe rahy ga trading me hamesh analysis se work hota ha ye koi aisa business nhi ha k ap yahan thora work kr k zayda earn kr sako ye trading ap jitni mehnit aur plaining k sath kren gen ap ko itna hi profit mily ga
        • #19 Collapse

          Re: Trading mai kabhi shortcut ka na sochain???

          asalmualaikum bhai jesa kie yeh baat har aik trader ko pata hai kei new trader sirf iss waja sie loss mai jatey hai kue kie woh shortcut lene kie koshish karte hai or sortcut ka matlab yeh hai kei woh
          llalach mai agya ahi jsi kei waja sie woh loss kr jata hai iss liyie hamesha yeh yaad rakhien kie mehnat kare or shortcuts ko avoid kare.
          • #20 Collapse

            Re: Trading mai kabhi shortcut ka na sochain???

            Slaan dear mujy aap ki bat samj nahi i k trading main shotcut kya hota hai main pahle Bhi Ek Do Bar topic dekh Chuka lekin mujhe a samajh Nahin a Rahi ki trading ka shortcut kya cheez hoti hai is bare mein Mujhe information Nahin Hai To Main Iske bare mein maloomat Hasil karna chahta hun Agar Kisi Ko Pata Hai To please woh zararur post per share kar den k trading Mein shortcut Kya Hota Hai yah Kise Kahate Hain kaise hota hai
            • #21 Collapse

              Re: Trading mai kabhi shortcut ka na sochain???

              Aaj Mere Bhai aapane theek hai Hamen kabhi bhi training Mein shortcut Nahin sochana chahie Hamesha planning ke sath kam karna chahie aur Achcha kam karna chahie Main Raat Karni chahie Jo Kamali bahut jaruri hai agar Ham analysis Karke market coplaning kiske sath profit Aasan Karte Hain To Ham Jyada Se Jyada fatafat kar lete hain aajkal gold bahut hard bahut kharab and gold per isliye Hamen chahie Hamen Itihaas karne chahie aur Achcha kam karna chahie.
              • #22 Collapse

                Re: Trading mai kabhi shortcut ka na sochain???

                Ji dear memeber sahi kaha hay ap ne aur bahut hi achi baat share ki ahy k ham ko trading main kabhi bhi short kut ak nhn sochna chahiy jab bhi ham short kut ka sochyngy to ham ko shyed thoray time k liy to lagay k faida hay magar lambay arsay k liy is main koi bhi faida nhn hay balk bahut hi nuqsan hay aur is nuqsan se trader ko kabhi bhi acha tajarba nhn ho sakta hay balk nuqsan hota hay aur aksar short kut k chakar main account bhi wash ho jataa hay aur is main jo bonus hota hay us se bhi hath dhonay party hain.Is liy kaam karny k liy bahut hi ziada zarori hay k ham apny kaaam ko achy se seekh kar aur tajaruba hasil kar k karyn aur short kut se jitna ho saky door rahyn..
                • #23 Collapse

                  Re: Trading mai kabhi shortcut ka na sochain???

                  Aslam o alikum all friends G han g bilkul trading karty howy humen apna pora dehan trading pay he rakhna chahhiye hai shortcut humari trading main hume loss day sakta hai es liye kabhi b bina sochy samjhy trade na karen pehly chart ko samjhen k market kya kehti hai or yeh ab kis side way main move krey ge candle kis traf ka bata rahi hai tab he entry len or shortcut ka use na kren
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading mai kabhi shortcut ka na sochain???

                    Bilkul sahi kaha apnay trading mein kabhi bhe short cut Ka uses na karen kyun Kay short cut sirf apko loss ki taraf lay jati hai kabhi bhe trading kay doran short cut Ka na sochain jab bhe trading karen achi mehnat aur achay experience say hi karen hamesha apko aisay trading mein faida hoga
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading mai kabhi shortcut ka na sochain???

                      Ji han bilkul trading Mein Kabhi Bhi Hamen shortcut Nahin sochana chahie shortcut Hamesha nuksan ki taraf Le Jata Hai Hamen trading ko Bar Bar sochana chahie analysis karna chahie Uske bad trading karne ka sochana chahie Taki Ham Achcha result ko Hasil karne mein Kamyab ho sake agar aisa Nahin Karenge To Hamen Kabhi kamyabi Hasil Nahin ho sake gi
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading mai kabhi shortcut ka na sochain???

                        Ji bilkul Forex member trading Mein Kabhi shortcut na soche Apne knowledge ke sath kam Karen manage Karen Apne kam ko quality wise Baithe banaen Achcha kam aapko Achcha profit dilva sakta hai hi
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading mai kabhi shortcut ka na sochain???

                          Geographical trading maja Mein Kabhi Bhi shortcut Nahin Lena chahie shortcut Hamare liye bahut hi nuksan de sabit ho sakta hai isiliye Hamen Apne Sidhe Raste per chalkar kam karne ki koshish Karni chahie shortcut Lene Wale kabhi bhi Kamyab Nahin Ho paate vo Hamesha nuksan Mein Hi rahte hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading mai kabhi shortcut ka na sochain???

                            G han firex members forex mein kabhi bhi short cut nhi lena chye. Kion k agar ap ka shortcut theek ho gya to ap ko profit ho skta hai lekin agar ap ko loss ho gae to bahut zyada ho skat hai. Is liye kabhi bhi shoryltcut I bare mein nah sochein. Forex mein kabhi bhi jaldbazi nah krein hamesha sabar de soch smj kr kam krein...
                            • #29 Collapse

                              Re: Trading mai kabhi shortcut ka na sochain???

                              assalamu alaikum dear forex member apne bilkul sahi sawal kya forex mein jald baat nahin karni chawal ke andar se Kam karna chahie aur kam karna chahie kyunki jab hamara kam aaj tha se hoga tumhen kam hai abhi jarur milenge lekin forex card network aisa network hamen sabar se kam karna chahie aur mein jal baat nahin karni chahie ismein kamyabi aisa se milati hai jab Ham jaldbaji karte Hain to Ham apne Hi nuksan karte hain hamen sabar se kam karna chahie aur Dil se Kam karna chahie jab hamara kam acche se accha aur sabse hoga tu Jo ki nahin hamen kamyabi jarur milegi iske alava hamen kamyabi hasil karne ke liye seniors ke rules aur follow karna chahie aur forex ke rules regulation ko bhi madad karna chahie lekin hamen isliye jyada se jyada kam karna bhi chahie
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trading mai kabhi shortcut ka na sochain???

                                my dear all friend trade ke waqt kabhi shortcut na label ke sahi tarike se aur imandari ke sath kam Karen yakin aapko bahut jyada accha profit vah sal hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X