Stop Loss Set karny say ziada loss say bacha ja skta hi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop Loss Set karny say ziada loss say bacha ja skta hi.
    Helo friends forex trading main stop loss(lS) set krny keh bht say faidy hin is main sub sy bara fiada yeh hi keh jab apka loss sl ko touch krta hi to apka order automatically closs ho jata hi aur ap ziada loss say bach skty hin apko chahiay keh stop loss limit zror set kren wrna ap ko bhari nuqsan uthana pr skta hi ager apka analysis acha hi to iska use kam kr skty hin likin yeh important hi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop Loss Set karny say ziada loss say bacha ja skta hi.

    Forex trading me hamare account k safety k leye hamen apne account pe trade k sath stop loss ka bhi istemal karna chaheye, is se hamara account bohut safe hota hai aur jo loss hoti hai wo kam az kam account wash se behtar hi hoti hai. Hamari koshish honi chahie k jab bhi trading karen to account ko safe karne k leye stop loss ka sahi position pe istemal karen.Stop Loss Set karny say ziada loss say bacha ja skta hi.Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hi hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai. Stop Loss Set karny say ziada loss say bacha ja skta hi.
    • #3 Collapse

      Re: Stop Loss Set karny say ziada loss say bacha ja skta hi.

      Zee Kannada aapane bilkul sahi Kaha Jitna Jyada mpix form Star Plus use Karenge Itna Jyada Mein Paida Hoga Kyunki is ham Jitna Jyada mehnat karte hain Itna Jyada Mein fayda Hota Hai Kyunki yah ko bahut hi Achcha online trading Dene Se isliye main Chahe Jada Jada stop-loss Rohtak property use Karen is Samay bahut jyada fayda
      • #4 Collapse

        Re: Stop Loss Set karny say ziada loss say bacha ja skta hi.

        ji bilkul hi sahi hai jo kya kar aap apne trading per stop loss ko use karte hain to aapki trade use path per jaane ke bad automatically close Ho jaati hai aur uske andar ki aap se taal or se pi sakte hain kyunki market ki movement ki sometime aapko samajh nahin aati aur aap Agar market ko pakada visit nahin kar rahe hote to aapki market kar aapke aage chahti hai to vah aapka account was bhi kar sakti hai isliye aapko market mein soch samajhkar trade lagani chahie use stop loss ko zaroor use karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Stop Loss Set karny say ziada loss say bacha ja skta hi.

          Ji bilkal, stop loss ka use isi liye kia jata hay keh bilfaraz market hamari favour main na bhi jaye to bhi hamain aik limited amount ka loss ho aur is loss kay bawajood bhi hamara account safe reh saky, account safe rahy ga to he loss bhi recover ho saky ga.
          • #6 Collapse

            Re: Stop Loss Set karny say ziada loss say bacha ja skta hi.

            Assalamu alaikum I hope all members are doing well. Dear number SL yani stop-loss Forex trading mein bahut importance rakhta hai. Sometimes kuch trades bahut risky hoti hain jismein market main ups and downs aur fluctuations zyada hoti hain. Aisi situation main market assessment acche se nahin ki ja sakti. Aur loss hone ke chances jyada hote Hain. Isiliye stop loss ka option jarur use karna chahie kyun k stop loss mein agar trading loss ki taraf ja rahe ho Tu to ek certain limit Jo humne set ki hoti hai usse jyada loss Nahin ho sakta aur trade vahan per automatically close ho jaati hai. Is Tarah ham jyada loss se bacha sakte hain aur account wash hone Ka dar bhi nahin hota.
            So jyada risky trade mein stop loss ka use lazmi karna chahie taake jyada loss se bachaya ja sake. Thank you
            • #7 Collapse

              Re: Stop Loss Set karny say ziada loss say bacha ja skta hi.

              Ji Bhai stop loss bohat hi achi cheez ha aksar trader stop loss set nahi karty tu un ko loss ziyada ho jata ha or account k balance par asar parta ha is liyea stop loss ko lazmi set karna chahiyea
              • #8 Collapse

                Re: Stop Loss Set karny say ziada loss say bacha ja skta hi.

                Ji agar aap training ke dauran stop loss Lagate Hain To iska yah fayda hai ki agar market loss Mein Jaati Hai To aapki trade close Ho Jaati hai Is Tarah aap Jyada loss se a baith Jaate Hain aur aap ko trade dekhne ka vah Jana dekhne ka koi Fark Nahin Padta
                • #9 Collapse

                  Re: Stop Loss Set karny say ziada loss say bacha ja skta hi.

                  Assalamu alaikum Amit karta hun aap khairiyat se honge ji han aapane bilkul theek kaha hai stop loss stop ka option bahut hi important tool hai agar hah chahte Hain ki hamara account safe rahe ur ham market mein ek long time time tak survive kar sake to hme stop Loss ka option use krna chaye.
                  Agr ap small lots may trading kr rahe hn to ap ye toll use na kre q k is ma limit cross hone ki sorat ma Trading automatically stop ho jate ha or ap k loss recovor nahi hota.
                  Agr Trading chlte rahe to loss recovor hone k chances hote hn.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop Loss Set karny say ziada loss say bacha ja skta hi.

                    Forex trader ki ye nishani Hoti ha k wo stop loss KO use kr k trade ope krta ha qk JB ham es main trdae ko open kren ge to ham es main bhot hi Acha profit k sath es main trdae ko closebkren ge q k JB ham es main sahi es main Kam kr k ham JB ham es main bhot hi a hi es main earning Mr Kate han qk JB ham es main sahi Kam kre ge to ham es maian bhot hi Acha profit k sath earning kren ge .

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X