proper tragedy ky according kam karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    proper tragedy ky according kam karen
    aoa .
    dear members hamen chahie ke Ham Sab jab bhi forex per kam start karen aur form per Karen aur jab bhi Ham trading karna shuru Karen to is se pahle hamen ek proper tragedy banani chahie aur is tragedy ko follow karte hue kam karna chahie agar Ham kisi tragedy ke a regular tarike se kam karenge to hamara Kam well-managed nahin hoga aur achcha nahin hoga to isase hamen achcha profit nahin milega aur hamari earning acchi nahin hogi so mein chahie ki Ham sabse pahle ek proper tragedy banae then use tragedy ko follow karte hue kam Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: proper tragedy ky according kam karen

    Assalamu Alaikum dear friends I hope sab lok Kari office se Honge aur Apna Kam Bahu Bhi Anjam de rahe Honge friends aap Forex Mein mehnat Kar Hi rahe hain lekin main ke sath sath trading main proper Delete aur per Dhyan Dena aur per practis karna trading Mein Hamesha kamyabi Ki jamanat Hai To isliye friends aapse yah Baat share karna chahti hun ki agar aap mehnat Sawar ko kar rahe hain aur best quality ki post share kar rahe hain to aapko trading main bhi Dhyan Dena chahie aur ab aur properly Taur per aapko freshman hi Rahana chahie tha ki aap post and core TM donon Mein successful ho sake
    • #3 Collapse

      Re: proper tragedy ky according kam karen

      Forex Trading Start karny sy pehly ik bar isey zaror parh len takeh ap ko andaza ho jaey keh Forex Kiya hay? Ap keleay mufeed bhi hay ya nahi...
      Start/History
      Dear members wqt guzarny kay sath sath jahan insani tarz e muasharat main tabdeliyan ati hain wahan tarz e muaash main bhi naye naye zareay mutarif hoty hain.
      Stock Exchange main Aam admi ki dilchashpi aor rasai kay bad forex ko mutarif karwaya gaya.
      agrcheh forex trading ziada purani nahi magar yeh sirf bankon aor maliyati idaron tak mahdood thi. Internet ki aam admi tak rasai kay bad forex trading kay darwazy aam admi keleay bhi khool deay gaye.
      Sainkron Brokers bhi wajood main agaye. Aik button dabany sy ghair mamoly amdni shro karny aor milliniors ban,ny jaisey purkashish ishtihaarat nay awam ul nas ki barri tadad ko apni traff raghib kiya.
      Magar Forex ki munasib Taleem na honey , Real Account sy pehly Nakafi practice aor nakafi Sarmaey aor ik achey trader ki khasosiyaat paida na karny ki waja sy 90% loag apney asal sarmaey sy hi haath dho baithty hain. lihaza jitna ho skty forex ki taleem hasil ki jaey forex ko sekha jaey iski practice ki jaey forex ko jitna ziada hum sekhety hain otna hi ham forex main mahir hoty hain . To dear members forex kay mutaliq hum mazeed jan,ny ki koshish krty hain....
      Forex kiya hay?

      Agr ap ko kbhi kisi ghair mulk jany kay itefaq ho to air port par ap ko currency exchange ki dukan nazar aegi. ap counter par janty hain to ap ko ik board nazar ata hay is par mukhtalif mumalik ki currenciyon kay rates likhy hoty hain. Ap rate list kay mutabiq rupey dey kar matloba currency hasil karty hain. Dosrey lafzon main isey Foreign Exchange kahty hain yani aik currency baich kar dosri currency kharidna. Mukhtasirran isey Forex kehty hain.
      Forex market duniya ki sab sy barri market hay . Aik andazy kay mutabiq rozana trillion Dollors ka is market main lain dain hota hay jub keh duniya ki sab sy barri stock market New York Stock Exchange main rozana Taqreeban 22.4 billion Dollors ka lain dain hota hay .

      FOREX MAIN AKHIR KIS CHEZ KA LAIN DAIN HOTA HAY

      Jawab sedha sadha hay keh keh currencies ka. laikn kun keh Ap ka Haqeqat main currencies sy koi wasta nahi hota hay isleay confusion ka hum shikar ho jaty hain. Stock market main hum dekhty hain keh Google Mali taur par mustahkum hay aor iskey shares ki qimat barh rahi hay to Hum Google kay share buy kar lety hain Hum nay shares to buy kar leay lakin google kay malik to nahi ban gaey....
      Isi trah sy forex main Hum currency kay sirf share buy ya sell karty hain currency kay malik nahi ban jaty hain...
      Forex main barri barri currencies yeh hain
      USD, EUR, JPY, GBP, CHF, CAD, AUD, NZD

      CURRENCIES MAIN TRADING HAMESHA PAIRS KI SHAKAL MAIN HI HOTI HAY
      Forex main jb bhi trading hoti hy to aik hi wqt main aik hi currency ko kharida jata hay aor dosri ko becha jata hay maslan agr EUR/USD , AUD/USD, USD/JPY
      Trading Brokers kay zareay hoti hay currency pairs ko ya to buy kiya jata hay ya phir sell kiya jata hay.
      Kisi currency ki taqat ya kamzori ka andaza us mulk ki paidawar, Afrat e zarr, aor rozgar jaisey Awamil sy lagaya jata hay.

      CURRENCY PAIRS KI 3 TYPES HAIN,
      Major Pairs,
      Yeh aisi currencies hoti hain jin main American Dollor Shamil hota hay
      cross pairs
      Yeh aisi currencies hoti hain jin main Koi bhi American Dollor Na ho
      Exotic
      In main traqqi Pazeer Mumalik ki currecies hoti hain..

      FOREX MARKET SIZE AOR LIQUIDITY

      Mumbai , Karachi, London aor New York wghaira ky Stock Exchange khas mukam aor waqt main lain dain karty hain jub keh forex Electronic Banking kay zareay 24 Hours Monday to Friday jari rehti hay.
      AEy jaiza lety hain keh kon c currency ki trading ziada hoti hay aor kon si ki kam hoti hay..
      Dear members pehly no. par Dollor hay dosrey No. par Eur hay aor tesry no. par Yen hay

      DOLLOR IS A KING

      Dear members hum bar bar Dollor ka ziakar kun kar rahy hain kun keh tama major pair ka adha hissa dollor par mushtamil hay to is waja sy iski bat to karni paregi Akhir dollor badsha hay..

      DOLLOR KI AHMIYAT KI CHAND AHM WAJOHAAT

      America ki maishat duniya ki sab sy barri maishiya hay
      Tamam mumalik apney reserves Dollors main rakhty hain
      America ka siyasi nizam sab sy ziada mustahkum hay
      Sab sy barri Foji Taqat hay
      Tamam mumalik ki tijarat Dollors main hoti hay


      FOREX KAY FAWAID

      Forex main chand khasosiyat yeh hain jo keh isey dosry online businesess sy mumtaaz krti hain...
      NO COMMISSION
      Forex main koi clearing fees, Exchange fees, Government ki fees ya borkeker ki fees nahi hoti hay , han currency ki kimat kharid ya frakhot ka farq hot hay jo keh broker wasool krta hay
      NO MIDDLE MAN
      forex main ap ki rasai directly broker kay muhaya keay gay plateform tak hoti hay jahan bghair kisi ki mudakhlat kay ap azadi sy trading kar skty hain
      TRADING SIZE
      Forex main hum apni marzi sy samaya kay mutabiq trading size ekhtiyar kar skty hain
      24 HOURS TRADING
      Forex market monday ko Austriliya kay subah 8 bjey start hoti hay aor jumma ko New York ki sham tak phaili rehti hay to hamen jab bhi fursat miley rat ko bister par lait kar bhi hum trading kar skty hain ...

      KOI INFIRADI TAUR PAR FOREX KO CONTROL NAHI KAR SKTA
      Forex market itn barri hay keh koi bhi chota ya barra trader is par asar andaz nahi ho skta hatta keh koi bank bhi market ko apni marzi sy tabdeel nahi kar skta...


      LEVERAGE

      iski misal aisey keh ik bohot hi barra patthar ho jisey panch admi bhi na hila sken wohi patthar aik admi lever ki madad sy ba asani hila dey. Hum 50 dollor ki madad sy 2500 dollor ki trade kr skty hain 500 dollor sy 25000 dollor ki trade kar skty hain magr yad rahy keh leverage Do dhari talwar ki manid hoti h ay bghair kisi proper money management kay hamara account minton main wash ho skta hay

      TRADE KAB KARNI CHAHEAY

      is men koi shak nahi hay keh forex market 24 hours open rehti hay magr iska matlab yeh nahi hay keh 24 hours trading keleay mauzon hoty hain . market 3 atraf main chalti hay upside, down side aor side way , Market up side ya down side chal rahi ho to hum loag paisa kama skty hain lakin market agr sid way movement kar rahi ho to trading karna mushkil ho jata hay
      Forex Market ko 3 barri markets main divide kiya gaya hay
      TOKIYO
      LONDON
      NEW YORK
      Aik market kay close hony aor dosri market kay open honey ko over laping kehty hain
      jub aik market close honey wali hoti hay aor dosri start to us last time main trading zoron par hoti hay

      PIP

      Amoman kisi bhi currency main ishariya ki dain janib 4 digits hoty hain maslan 1.3324 jub price aik point agy barhti hay yani keh 1.3325 to hum kehty hai keh aik pip ka ezafa hoa hay
      Traders amoman fafa nuksan ka hisab pips kay ghatnay aor barhnay say lagaty hain.
      har broker kay pip ki value alag alag hoti hay .. kisi ka pip cent ka hota hay to kisi ka pip one dollor ka, aor kisi ka pip 10 dollor ka
      for example aik trader ka pip 10 dollor ka hay to woh sirf 5 pips sy hi 50 dollor kama lega
      AEYE AB HUM FOREX MAIN SESSION KAY MUTALIQ BAT KARTY HAIN
      TOKIYO SESSION
      sab sy pehly Tokiyo session start hota hay. isey Asian Session bhi kaha jata hay. Japan duniya main Tesri barri muashi quwatt hay . Japani currency Yen ka Forex main 16.50% hissa hay aor Yen ki 21% trade Asian Session main hi hoti hay
      IMPORTANCE OF TOKIYO SESSION
      Is session main forex trading sirf Japan tak hi mahdood nahi rehti hay bulkeh tanno kay hisab sy trading Singapore , Hong Kong, Sidny, aor China wghaira main bhi hoti hay jo keh Tokiyo session sy munslik hoti hay
      Tokiyo session main barrey barrey hissa dar exporters hoty hain aor central banks bhi hoty hain. Yad rahy keh japan aor china ki mayishat ka barra inhisaar export par hay isky bawjood forex ka volume bohot hi km hota hay aor baz okat to aisa lagta hay keh market hi band hay
      phir bhi is session main NZD/USD, AUD/USD movement kafi tez nazar ati hay
      Volume main kammi ki waja sy market side par chalti hayjo keh bad main break out ka sabab bnti hay aor trading kay mokey frahm krit hay
      Market main ziada tezi us waqt hi nazar ati hay jb central banks ya hakomten muashi Policies ka Ailaan karty hain
      ASIAN SESSION MAIN KON KON C CURRENCIES PAR TRADING KARNI CHAHEAY

      jub Austriliya , Newziland, Japan aor china main muaashi elanat hoty hain ya koi siyasi upset hota hay to JPY, NZD, AUD ki trading main tezi nazar ati hay magar is wqt trading kafi khatrnaak hoti hay aor isko k News Trading kehty hain bohot kam traders isko handle kar skty hain

      LONDON SESSION

      Jub Asian traders apni shops bnd kar rahy hoty hain to us wqt London kay trader hazarat apni shops ko open karty hain. Europe main aor bhi kafi idary hain magar traders ki nazaren London Market par hi laggi hoti hain. Tarikhi Taur par London apney muhalley wakoo ki waja sy traders kaleay Purkashish raha hay . yeh bhi hairan kun bat nahi hay keh London session main aik mint main hazaron forex traders hissa lety hain forex main 30% trading London session main hoti hay

      LONDON SESSION KI AHMIYAT

      London session Tokiyo aor New York ko Overlap krta hay isleay trading volume aor market main tezi bohot ziada hoti hay.
      Ziada Tar Traders London Session main banty hain jo keh new york session kay start hony tak rehty hain
      London Session kay darmiyan main tezi kam ho jati hay kun keh Traders dopehr ka khana khany chaly jaty hain aor New York session k start hony ka wait krty hain
      Basa okat London session kay close par trends wapsi ka rukh karty hain kun keh kafi sarey traders apna profit lock kar kay trade close kar dety hain

      WHAT IS TREND
      Dear members price ki kisi simat main movement ko Trend kehty hain price hamisha left to right move krti hay aor iski three types hain
      UP TREND
      DOWN TREND
      SIDE WAY TREND
      kon sy pairs ki trading krni chaheay is session main
      is seesin main GBP/USD, EUR/USD, USD/JPY, USD/CHF KI trading behtr rehti hay
      hum cross currency ki bhi trading kar skty hain lakin inky spreads ziada hoty hain

      NEW YORK SESSION
      New York session main chand baten kabil e zikkar hain
      pehly chand hours main London sesion kay sath overlaping ki waja sy market main tezi hoti hay
      start main chand hours main aksar importance news release hoti rehti hain jo keh market par kafi impact dalti hain
      jumma kay din dopehr kay waqt market sust hona start ho jati hay kun keh Asian aor London Session pehly hi close ho chuki hoti hain

      FOREX MAIN PAISA KAISEY KAMAYA JATA HAY

      Forex main currency ko ya to buy kiya jata hay ya phir sell kiya jata hay
      forex example
      Eur/Usd ki qimat 1.3233 hay aor hum andaza lagaty hain keh Eur ki price main ezafa hoga aor hum is pair ko buy karty hain aor chand ghanton ka bad price 1.3283 ho jati hay aor hum tarade close kar dety hain to hum nay is sy 50 pips kama leay hain agr hmara aik pip 1 usd ka ho to hum is sy 50 usd kam chukey hongy.

      HOW TO READ CURRENCY
      GBP/USD
      agr ismen dekha jaey to jo pehli currency hay usey hum
      base currency
      Quote currency
      kehty hain aor agr hum nay trading karni hoto hum pehli currency ko hi buy ya sell krty hain dosri ko nahi

      LONG AND SHORT
      agr hum nay koi pair kharidna hay yani keh base currency kharidni hay to isko hum buy ya long kehty hain
      aor agr bechna hot to isey hum sell ya short kehty hain

      TRADING MAIN KIS CHEZ KO MAD E NAZAR RAKHA JATA HAY
      Trading krny sy pehly analysis kiya jata hay aor analysis do trah ka hota hay
      FUNDAMENTAL

      fundamental analysis ki kuch examples sy smjty hain maslan hum Eur/Usd ko trade krna chahty hain to hamen America main Berozgari ki sharrah ya majmooee paidwar main kammi wakey hoi ya braamdaat main kammi hoi hay to iska matlb hay keh dollor kamzor hoa hay aor hum is pair ko buy karengy.
      isi trah sy agr berogari ki sharh main kammi bramdaat main ezaffa aor paidawar main bhi behtri hoi hay to iska matlab hoga keh dollor strong hay to is sorat main hum is pair ko sell krengy

      LOT
      LOT forex main tading ki value ko zahir karta hay lot three types ki hoti hain
      Micro lot
      ismen aik pip 10 cent ka hota hay. yani agr trading main hamen per pip 10 cent ka loss ya profit hota hay
      Mini Lot
      is men one pip 1 usd ka hota hay yani keh ismen hamen per pip 1 usd profit ya loss hota hay
      Standar Lot
      is men aik pip 10 usd ka hota hay yani keh hamen per pip 10 usd ka loss ya profit hota hay agr hum standar lot kay sath work karty hain to
      TECHNICAL


      ORDER
      Trading main 3 types kay orders hoty hain
      Market main majoodah rate main ksi currency ki kharid o frakhot ko market order kehty hain
      hamarey metra trader main jo rate show ho rahy hain agr hum un par trade krty hain to isey market ordear kehty hain
      STOP ORDER
      main majooda rate sy ya to opar buy kiya jata hay ya phir majoda rate sy nechey sell kiya jata hay
      for example Eur/Usd ki majoda price 1.3070 hay hum chahty hain keh yeh 1.3050 peh aey to hum isey sell kar den to iskeleay hum computer kay samny baith kr wait karngy ya phir stop order laga dengy jub price is point par aegi ti trade active ho jaegi

      LIMIT ORDER
      is main hum yeh karty hain keh kisi bhi currency ko hum uski majoda price sy opar ya nechey order laga dety hain aor jub yeh price wahan tak jati hay to humari trade active ho jati hay


      DEMO ACCOUNT

      HAR forex broker hamen plateform par free practice account ki saholat muhayya krta hay takeh Real account start krny sy pehly hum koi trading system bna len, hum yeh smjh len keh trading kis trah sy ope aor close karty hain kin chezon ka khiyal rakah jata hay jb tak hum practice account main kamyab nahi hoty hain tab tak hamen real kay bary main sochna bhi nahi chaheay kun keh ya to hum apney khoon pasiney ki kmai lagaengy ya phir waldain ki kamai lagaengy.
      yad rahey keh Demo account ko real accont ki trah hi smjhna hay
      trade krny sy pehly hamen maloom hona chahey keh hum yeh trade kun buy ya sell kar rahy hain stop loss kahan lagana hay aor kun lagana hay lot size konsa ley rahy hian etc.

      FOREX KAY CHAND TALLKH HAQAIQ
      HAR trader chahey woh kitna hi expert kun na ho kuch trades main zaroor loss othata hay . Forex main 90% traders apney tamam sarmaya dabo dety hain jiski waja forex main taleem hasil na krna, demo account main kafi practice na krna, Trading system ka na hona , discipline ki adam majoodgi , money management ka na hona hay
      Forex main berozgaar , km amdni way , bank ya credit card ka maqrooz logon keleay hargiz faida mand nahi hay. Demo account main kafi practice kay bad sirf hath sedha krny keleay 400 dollors tak darkar hoty hain agr humarey pass achi strategy hay to hum 10 sy 15 dollor aik hi trade sy kma skty hain . 500 sy 1000 dollor tak hon to part time amdni ka zariya bnya jaskta hy
      aor yeh mafroza ghalat bhi hos kta hay
      FOREX MAIN TRADING KELEAY KUCH KHASOSIYAT KA HONA BEY HADD ZARORI HAY
      for example koi trading system bnana aor iskey sath chimat jana , trading setup ka sabr sy intezaar krna, money management pay ammal krna , over trading na krna , lalach na krna , aik target bna kar work krna ,
      Dear members agr hum in baton par amal krengy to hum km raqam yani 200 ya 300 dollors sy bhi achi khasi part time income generate kar skty hain magar isekeleay hamen kafi wqt lag skta hay ..
      forex raton raat ameer bn,ny ki scheme bhi nahi hay jaisa keh nay logon ko phansany keleay Aam taur par ishtiharaat main dawy kiey jaty hain agr aisa hay to hamarey ird gird millinior logon ki kaseer tadaad nazar aney lagti

      ANALYSIS
      ksi bhi trade sy pehly market ki Analysis krna bohot hi zarori hota hay Ankhen band kr kay to trade ni li jaskti . maslan GBP/USD ki trade krna chah rahay hain to isey sell krna chahty hain to sell sy pehly hum apney ap sy pochty hain keh chart kiya bta raha hay market up ja rahi hay ya down
      market trend main hay ya side main
      London main koi bank rate ya majmoi paidawar main ya afraat e zarr ya berozgarri ki sharrah ka aj elaan to nahi horaha in sab chezon ki checking ko tajziya ya analysis kehty hain
      ANALYSIS 3 TYPES KAY HOTY HAIN
      FUNDAMENTAL ANALYSIS
      TECHNICAL ANALYSIS
      SENTIMENTAL ANALYSIS

      Dear members aam traders keleay pehly do tajziaye maqbool hain jub keh tesra bohot ziada expert traders istemaal karty hain hum pehly do analysis ko bari bari tafseel sy bayan karengy

      TECHNICAL ANALYSIS
      Aik frame work hota hay jis main trader price ki movement ka jaiza leta hay.
      Technical Analysis main sab sy pehly jo chez zehn main ati hay woh hay chart hota hay is chart ki help sy ba asani andaza hota hay keh mazi kareeb main price level kiya tha ab price kiya hay price up jarhi hay ya down . market trend main hay ya side pay move kr rahi hay
      yahan yeh bat dil chaspi sy khali nahi hay keh aik hi cahrt ko mukhtalif traders mukhtalif andaz sy dekh rahy hoty hain.
      aik hi chart pay trade krny waly kuch traders profit kr rahy hoty hain to kuch loss
      Price movement ko mazeed wazeh karny keleay indicators ko chart main load kiya jata hay in ka zikkar bad main hum karengy
      maket trend Big time Frame maslan Daily ya H4 main dekha jata hay.

      FUNDAMENTAL ANALYSIS
      is main kisi currency kay mulki siyasi iktesadi halaat ko mad nazar rakha jata hay kun keh yeh factors kisi currency ki mazbooti ya kamzoori ka bais bnty hain aor price ki up down movement ka bais bnty hain rozana kisi na kisi mulk kay is noiyat kay ailaan hoty rehty hain

      KONSA ANALYSIS BEST REHTA HAY

      Dono anlysis ki ahmiyat sy inkar nahi kiya ja skta hay agr fundamental analysis ko samny rakhty hoey tradig ki jaey to munafa kay mawaqy ziada hoty hain iska Asan trika yeh hota hay keh trading sy qabal calander ko check kr liya jaey
      • #4 Collapse

        Re: proper tragedy ky according kam karen

        Bilkul theek Kaha aapane proper tragedy ke according kam karna chahie Agar Ham Izhar se kam Karenge To Ham Kabhi Bhi Apne kam Mein nakam Nahin Honge Ham Hamesha kamyabi Hasil Karenge Hamesha proper tragedy ko follow karte hue Hamen market Mein trade open Karni chahie Hamesha market ke rules ko follow karte hue usmein work karna chahie Agar Ham Ruth ke against work Karenge To Hamen kabhi bhi is Achcha profit Nahin milega bahut se log rules ke against work karte hain Jiski vajah Se unhen Kabhi Bhi market se acchi earning Nahin milati acchi earning Hasil karne ke liye mehnat karne ke sath sath rules ko follow karna bhi zaroori Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: proper tragedy ky according kam karen

          hamein forex pe kaam karny k liye aek strategy bnany ki zaroort hoti hai. hum forex k forum par kamyab hon tou hamen mehnat zeada se zeada krni ho gi learning krna ho gi trading k bary mein think krna ho ga k kon c trade kis waqt kab or kahan or kesy lagai jaye tabhi hum aik acha profit hasil kr sakty hain or aik acha bonus kama sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: proper tragedy ky according kam karen

            Aaj Mere Bhai aapane theek hai main proper strategy or planning se kam karna chahie agar aisa Karte Hain To Hamara apna fayda hai Kamyab Honge Hamare success Honge aur use Hamen Jyada fayda sloka isliye Hamesha yah kam Aisa karna chahie aur Jyada Se Jyada kamyabi Hasil karna chahie karna chahie.
            • #7 Collapse

              Re: proper tragedy ky according kam karen

              jee dear waalaikum slaam dear ap ne bohat he achi or bohat he knwldge abel bat ki hai forex main hmen chaieye k hum ismain jab bhi work start karen to hmen ismain bohat he ziyaada knwoldge or ismian expernce k sath apko ismian work karna chaiye ismain apko apni aik stratgi create karni chaiey or uss main bohat he ziyada apko mehnat se updating karty rehna chaiye tabhi ap ismain achi earning karny walay trader ban paen gy
              • #8 Collapse

                Re: proper tragedy ky according kam karen

                jee dear waalaikum slaam dear ap ne bohat he achi or bohat he knwldge abel bat ki hai forex main hmen chaieye k hum ismain jab bhi work start karen to hmen ismain bohat he ziyaada knwoldge or ismian expernce k sath apko ismian work karna chaiye ismain apko apni aik stratgi create karni chaiey or uss main bohat he ziyada apko mehnat se updating karty rehna chaiye tabhi ap ismain achi earning karny walay trader ban paen gy issmian apko aik mazboot plaining k sath aik achi stretgy k sath ap ko issmain work karna chaiye tahbi ap isamin achi sucsess hasil kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: proper tragedy ky according kam karen

                  jee dear waalaikum slaam dear ap ne bohat he achi or bohat he knwldge abel bat ki hai forex main hmen chaieye k hum ismain jab bhi work start karen to hmen ismain bohat he ziyaada knwoldge or ismian expernce k sath apko ismian work karna chaiye ismain apko apni aik stratgi create karni chaiey or uss main bohat he ziyada apko mehnat se updating karty rehna chaiye tabhi ap ismain achi earning karny walay trader ban paen gy issmian apko aik mazboot plaining k sath aik achi stretgy k sath ap ko issmain work karna chaiye tahbi ap isamin achi sucsess hasil kar skty hain ismian apko bas starting mian he ziyada mehant lagn or himat se apko work karnachaiye tabhi apismain aachi earning kar paen gy ye aik boht he ziyadda profit earn karny wala bunses hai agrap ismain achi mehnat se iss mian work karty hain to
                  • #10 Collapse

                    Re: proper tragedy ky according kam karen

                    Strategy kay according kam kr kay acha profit earn kiya ja sakta hai or aisa profit earn kr kay aap ko real success milti hai ku kay aise success main aap ko experience be hasil hota hai or aap ko profit be acha mip jata hai ye saab ap ko strategy kay according kam kar kay he hasil hota hai aap ko ye sab kr kay he kam krna chaye or apny trading method ke sath he trading strategies ko bnay or uss per kam krain aisa kr kay aap asani ka sath sai mano main kamyabe milti hai...
                    💕​Romeo&Julliet💕
                    • #11 Collapse

                      Re: proper tragedy ky according kam karen

                      Ge apki bat thek hy agar ham proper strategy ke sath kam karen gy to hamen iska faida hoga , aur hamen phr apni strategy ko bi tabdeel karty rehna chahye , market bi jaist jaisy apna trend tabdeel karti hy to hamen bi apny strategy ko tabdeel karty rehna chahye , is se yeh hoga keh ham market ke sath contiously touch me rahen gy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: proper tragedy ky according kam karen

                        Assalamualaikum Forex Mama Ji bilkul aapane bahut acchi baat ki hai ki property according kam karna chahie tha kya mein acchi tarike se kam yaha baje aur profit hasil Karen forex members umeed karti hun kya aap sab khairiyat se honge ji bilkul aapane bahut acchi baat ki hai ki jitna jyada Ham per per mehnat karke kam karenge itna jyada hamen profit hasil hoga forex per kam karne ke liye hamare pass experience or knowledge ka hona bahut jaruri hota hai jitna jyada Ham apne experience ko use karke kam karte hain hamen achcha profit on sale hota hai forex per kam karna Koi aasan nahin hai agar mere pass se experience nahin hota to aap mein aasani se forex mein kamyab nahi hote isiliye hamen chahie kya Ham per is per kam karne se pahle demo kaun ko follow Karen aur jyada se jyada hardworking Karen hamare knowledge means izafa forex ke bare mein information jitna Dada mein apne kaam par focus karte hain time ki adjustment karke forex per kam karte hain aur quality or quantity bhai Samara kam achha hota hai to Ham aasani se forex mein acchi tarike se kamyab ho sakte hain isiliye main chahie forex pe kam karte waqt hamen apna dhyan gaon mein rakhna chahie aur jyada se jyada acchi quality ki post karni chahie aur Delhi ke target ko complete karna chahie jitni jyada mehnat karke forex per kam karenge etna Jada mein profit Ho se logon aur ham aasani se kam yaha bol sakte hain forex online business bahut achcha business hai jis per Ham Ghar baithe Hain online duty karke in commercial kar sakte hain aur jyada se jyada aur kamyab ho sakte hain aur acche se achcha knowledge gain kar sakte hain mehandi insan kabhi Na Kam nahin hota jab for expert jyada se jyada minut karenge to Ham jarur kamyab Ho jaenge isiliye main chahie kya buri imandari ke sath forex per kam karen to aage Ham acche Teri kaise kamyab Ho jaaye aur jyada se jyada in commercial Karen forex per kam karne ke liye mein time hai adjustmentt Karna bhi hota hai jabong time ke mutabik kam karte Hain to hamara kam bhi achha hota hai aur kam per achcha dhyan hota hai aur time per hamara kam ho jata hai aur hamara time bhi baat chahta hai aur ham aasani se forex mein quality wise kami kar sakte hain aur jyada se jyada profit profit b hasil karte Hain forex members umeed karti hun kya aap sab khairiyat se honge ji bilkul aapane bahut acchi baat ki hai ki jitna jyada Ham per per mehnat karke kam karenge itna jyada hamen profit hasil hoga forex per kam karne ke liye hamare pass experience or knowledge ka hona bahut jaruri hota hai jitna jyada Ham apne experience ko use karke kam karte hain hamen achcha profit on sale hota hai forex per kam karna Koi aasan nahin hai agar mere pass se experience nahin hota to aap mein aasani se forex mein kamyab nahi hote isiliye hamen chahie kya Ham per is per kam karne se pahle demo kaun ko follow Karen aur jyada se jyada hardworking Karen hamare knowledge means izafa forex ke bare mein information jitna Dada mein apne kaam par focus karte hain time ki adjustment karke forex per kam karte hain aur quality or quantity bhai Samara kam achha hota hai to Ham aasani se forex mein acchi tarike se kamyab ho sakte hain isiliye main chahie forex pe kam karte waqt hamen apna dhyan gaon mein rakhna chahie aur jyada se jyada acchi quality ki post karni chahie aur Delhi ke target ko complete karna chahie jitni jyada mehnat karke forex per kam karenge etna Jada mein profit Ho se logon aur ham aasani se kam yaha bol sakte hain forex online business bahut achcha business hai jis per Ham Ghar baithe Hain online duty karke in commercial kar sakte hain aur jyada se jyada aur kamyab ho sakte hain aur acche se achcha knowledge gain kar sakte hain mehandi insan kabhi Na Kam nahin hota jab for expert jyada se jyada minut karenge to Ham jarur kamyab Ho jaenge isiliye main chahie kya buri imandari ke sath forex per kam karen to aage Ham acche Teri kaise kamyab Ho jaaye aur jyada se jyada in commercial Karen forex per kam karne ke liye mein time hai adjustmentt Karna bhi hota hai jabong time ke mutabik kam karte Hain to hamara kam bhi achha hota hai aur kam per achcha dhyan hota hai aur time per hamara kam ho jata hai aur hamara time bhi baat chahta hai aur ham aasani se forex mein quality wise kami kar sakte hain aur jyada se jyada profit profit b hasil karte Hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X