Trading me loss humy apni laparwahi ki waja sy hota hai...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me loss humy apni laparwahi ki waja sy hota hai...
    assalamu alaikum dear member jaisa kya aap jante Hain ki jab Ham trading karte Hain to usmein agar koi bhi information and all jaise nahin karte to Ham uski vajah se bahut jyada loss ho sakta hai aur jo log samay apne life laparvahi ki wajah se hota hai agar Ham ismein kam achcha nahin karenge to hamen kabhi bich mein acchi har nahin hogi to aap ko chahie kya aap hamesha acchi tarah aur soch samajh Kar Hi trading Karen jo ki hamari bahut jyada jaruri hota hai tabhi Ham ismein fayda utha sakte hain aur Naam kabhi bhi trading mein kamyabi hasil nahin kar sakte
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me loss humy apni laparwahi ki waja sy hota hai...

    Aapane bilkul theek kaha hai trading Mein loss Hamen apni hi vajah se hota hai agar Ham trading Mein loss kar Baithe Hain To iski sabse bada reason Hamari jaldbaji hoti hai agar Ham trade Mein jaldbazi karte hain aur Jyada lot size Laga Dete Hain ya Jyada lalach Karte Hain To Ham Aksar trading Mein loss hi kar Baithe Hain aur iska sabse bada reason Ham Khud Hi hote hain so please friends Apna account bachayen aur apne kaun ho vah hone se Mehfooz rakhne ke liye Hamesha planning ke sath trading Kya Karen aur aap Usi Pyar per trade Lagaya Karen Jiske bare mein aap expert Hain To isase aapka account bhi safe Rahega aur aap profit bhi banaa Payenge Forex mein
    • #3 Collapse

      Re: Trading me loss humy apni laparwahi ki waja sy hota hai...

      Bilkul sahi Kaha aapane trading Mein loss Ham apni laparwahi ki vajah se hota hai agar Ham Apna Kam Puri concentration ke sath Karenge to hamare Karm Mein mistakes Nahin Hogi Agar Hamare Karm Mein mistakes Nahin Hogi To Hamara kam quality wala Hoga aur jab Hamara kam kar Leta wala Hoga To Hamen usse Achcha profit milega maximum log jaldbazi Mein Aakar aur lalach mein Apna Kam karte hain Jiski vajah se apne trading Mein loss ko face karna padta hai aise log maximum loss ko face karte hain aur minimum profit Hasil karte hain unhen chahie ke vah jaldbaji mein Apna Kam na Karen
      • #4 Collapse

        Re: Trading me loss humy apni laparwahi ki waja sy hota hai...

        humain trading main es waqt loss hota hai jub hum apna kaam lapurvahi kay sath kurtay hain to humain apna kam lapurvahi say nhi kurna chahiye agar humain achay say success gain kurni hai to humain es main soch samujh kay apna kam kurna ho gaa agar hum es main achay saay soch samujh kay apnaa kam kuray gay to humain success aani say hasil ho jay gii to es trah say apnaa km kurna humain jari rukhna chahiye or lapurvahi humain nhi kurni chahite q keh agar humain kamyaab hona hai to es kay liye humain soch samujh kay apna kaam kurna ho gaa jis kay bad he humain kamyabi gain ho pay giii
        • #5 Collapse

          Re: Trading me loss humy apni laparwahi ki waja sy hota hai...

          Jab ham ko lose hota hay to ham acha kam nhi karty or soch smjh kar kam nhi kartybis liye ham ko lose hojata hay
          • #6 Collapse

            Re: Trading me loss humy apni laparwahi ki waja sy hota hai...

            dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn jb bhi hmen loss hota ha hmari apni ghalti ki waja sa hota ha forex trading market khud kisi ko loss nhi deti isliay hmesha achhi trh soch smjh kr trading kren ta k ghalti bhi na ho aur loss bhi na ho
            • #7 Collapse

              Re: Trading me loss humy apni laparwahi ki waja sy hota hai...

              Assalamu Alaikum Indian members aapane Hamare Sar bahut Achcha Malaysia Kiya Hai informative top discuss kiya hai dear aapane bilkul sahi kaha hai trading Mela Mein Apni laparwahi ki vajah Se Hota Hai To Mein chahie Uske trading Karen Hamen chahie kya Soch Samajh Ke trading Karen Uske alava mein kabhi bhi laparvahi nahin Karni chahie..
              • #8 Collapse

                Re: Trading me loss humy apni laparwahi ki waja sy hota hai...

                DEar forex members trading me loss hamesha hamari mistakes ki wajah say hota hy hameen markeet k analysis k bary me ilm nahee hota markeet kia hy hameen yeh tak pata nahi hota hum trading laga dety hain us waqt hameen loss hojata hy hamari yahi laparwahi hameen loss krwati hy aor hameen loss say loss me jaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me loss humy apni laparwahi ki waja sy hota hai...

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Busho8900 پيغام ديکھيے
                  assalamu alaikum dear member jaisa kya aap jante Hain ki jab Ham trading karte Hain to usmein agar koi bhi information and all jaise nahin karte to Ham uski vajah se bahut jyada loss ho sakta hai aur jo log samay apne life laparvahi ki wajah se hota hai agar Ham ismein kam achcha nahin karenge to hamen kabhi bich mein acchi har nahin hogi to aap ko chahie kya aap hamesha acchi tarah aur soch samajh Kar Hi trading Karen jo ki hamari bahut jyada jaruri hota hai tabhi Ham ismein fayda utha sakte hain aur Naam kabhi bhi trading mein kamyabi hasil nahin kar sakte
                  Walekum assalam der member aapane bahut Achcha Na Lage Ham Sab members ke sath share kiya hai aur apne Badi acchi tarike se loss hone ki vajah bataiye Hai der mein bhi aapke sath aap kaise important topic par Apna Nali share karta hun ummid Hai Ki Sab members ko isase Achcha fayda Hasil Hoga der Forex Palla per Bhai Ki Sabse Badi vajah yahi hai ki trader Hamesha Apne bonus account ko kabhi bhi serious Nahin lete aur easy Lekar is per high-risk lete rahte hain Jiski vajah se Unka account Hamesha behosh ho jata hai isliye Hamen chahie ki Ham baki sab members ke sath escalated Apna Nali share Karen aur completely risk lete Hue investment account samajhte Hue trade Karenge to tabhi Hamen kamyabi Hasil Hogi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me loss humy apni laparwahi ki waja sy hota hai...

                    Ji Bhai bilkul aapane sahi kaha ki trading main Awaaz Hamari apni laparvahi aur without nilani kya hota hai hamare pass koi knowledge or experience Nahin Ham bhi to ki train lagat Hamara love Sujata is se Ham Pareshan Ho Jaate Hain aur ham Forex trading Ko Chhod Dete Hain agar aap Chahte Hote First main Samjha bahut Hamesha se cal Mandi aur Panna ke sath Karen tab aapko bhi ismein nahin Karenge ummid hai ki aapane Chhapra best of luck and thank you and hardworking
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me loss humy apni laparwahi ki waja sy hota hai...

                      I agree with your point of view is not taking it seriously then it would be definitely harmful for us if we are starting to reading it is compulsory for us to take it seriously and if we are doing it taken seriously and doing it with the full conscious we are able to get the required amount of profit but if we are not conscious about it then it becomes difficult for us to managing a good amount of profit thank you very much
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me loss humy apni laparwahi ki waja sy hota hai...

                        trade main hamne kabhe bhe loss nhe karna cahiye balke hamne cahiye ke hum is main sahe tarah se kam ko time dena he ho ga taab he to ja kar he to hum is main success hasil kar he lete hain hamne kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hamne cahiye ke hum is main jo bhe kam ki9ya karen take hum is main kuch na kuch to gain kar he len or is main hum kuch na kuch hasil kar he jate hain tab he to hum is main kamyab ho lete he hain hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye ta ja kar he to hum is main kuch na kuch hasil kar he lete hain take hum is main kuch na kuch hasil kar he jate hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me loss humy apni laparwahi ki waja sy hota hai...

                          Assalamu Alaikum Forex Mama Ji bilkul aapane bahut acchi baat ki hai ki trading mein lass mein apni laparwahi ki vajah se hota hai forex members umeed karti hun kya aap sab khairiyat se honge ji bilkul aapane bahut acchi baat ki hai ki jitna jyada Ham per per mehnat karke kam karenge itna jyada hamen profit hasil hoga forex per kam karne ke liye hamare pass experience or knowledge ka hona bahut jaruri hota hai jitna jyada Ham apne experience ko use karke kam karte hain hamen achcha profit on sale hota hai forex per kam karna Koi aasan nahin hai agar mere pass se experience nahin hota to aap mein aasani se forex mein kamyab nahi hote isiliye hamen chahie kya Ham per is per kam karne se pahle demo kaun ko follow Karen aur jyada se jyada hardworking Karen hamare knowledge means izafa forex ke bare mein information jitna Dada mein apne kaam par focus karte hain time ki adjustment karke forex per kam karte hain aur quality or quantity bhai Samara kam achha hota hai to Ham aasani se forex mein acchi tarike se kamyab ho sakte hain isiliye main chahie forex pe kam karte waqt hamen apna dhyan gaon mein rakhna chahie aur jyada se jyada acchi quality ki post karni chahie aur Delhi ke target ko complete karna chahie jitni jyada mehnat karke forex per kam karenge etna Jada mein profit Ho se logon aur ham aasani se kam yaha bol sakte hain forex online business bahut achcha business hai jis per Ham Ghar baithe Hain online duty karke in commercial kar sakte hain aur jyada se jyada aur kamyab ho sakte hain aur acche se achcha knowledge gain kar sakte hain mehandi insan kabhi Na Kam nahin hota jab for expert jyada se jyada minut karenge to Ham jarur kamyab Ho jaenge isiliye main chahie kya buri imandari ke sath forex per kam karen to aage Ham acche Teri kaise kamyab Ho jaaye aur jyada se jyada in commercial Karen forex per kam karne ke liye mein time hai adjustmentt Karna bhi hota hai jabong time ke mutabik kam karte Hain to hamara kam bhi achha hota hai aur kam per achcha dhyan hota hai aur time per hamara kam ho jata hai aur hamara time bhi baat chahta hai aur ham aasani se forex mein quality wise kami kar sakte hain aur jyada se jyada profit profit b hasil karte Hain forex members umeed karti hun kya aap sab khairiyat se honge ji bilkul aapane bahut acchi baat ki hai ki jitna jyada Ham per per mehnat karke kam karenge itna jyada hamen profit hasil hoga forex per kam karne ke liye hamare pass experience or knowledge ka hona bahut jaruri hota hai jitna jyada Ham apne experience ko use karke kam karte hain hamen achcha profit on sale hota hai forex per kam karna Koi aasan nahin hai agar mere pass se experience nahin hota to aap mein aasani se forex mein kamyab nahi hote isiliye hamen chahie kya Ham per is per kam karne se pahle demo kaun ko follow Karen aur jyada se jyada hardworking Karen hamare knowledge means izafa forex ke bare mein information jitna Dada mein apne kaam par focus karte hain time ki adjustment karke forex per kam karte hain aur quality or quantity bhai Samara kam achha hota hai to Ham aasani se forex mein acchi tarike se kamyab ho sakte hain isiliye main chahie forex pe kam karte waqt hamen apna dhyan gaon mein rakhna chahie aur jyada se jyada acchi quality ki post karni chahie aur Delhi ke target ko complete karna chahie jitni jyada mehnat karke forex per kam karenge etna Jada mein profit Ho se logon aur ham aasani se kam yaha bol sakte hain forex online business bahut achcha business hai jis per Ham Ghar baithe Hain online duty karke in commercial kar sakte hain aur jyada se jyada aur kamyab ho sakte hain aur acche se achcha knowledge gain kar sakte hain mehandi insan kabhi Na Kam nahin hota jab for expert jyada se jyada minut karenge to Ham jarur kamyab Ho jaenge isiliye main chahie kya buri imandari ke sath forex per kam karen to aage Ham acche Teri kaise kamyab Ho jaaye aur jyada se jyada in commercial Karen forex per kam karne ke liye mein time hai adjustmentt Karna bhi hota hai jabong time ke mutabik kam karte Hain to hamara kam bhi achha hota hai aur kam per achcha dhyan hota hai aur time per hamara kam ho jata hai aur hamara time bhi baat chahta hai aur ham aasani se forex mein quality wise kami kar sakte hain aur jyada se jyada profit profit b hasil karte Hain
                          • #14 Collapse

                            # Trading Me Loss Humein Apni Laparwahi Ki Waja Se Hota Hai
                            Trading ek aisi activity hai jo sabr, knowledge, aur strategy ki zaroorat karti hai. Lekin aksar traders, khaaskar naye traders, loss ka samna karte hain, aur iski wajah aksar unki laparwahi hoti hai. Aayiye, is post mein jaanate hain ke kaise laparwahi trading mein loss ka sabab banti hai aur is se kaise bacha ja sakta hai.

                            **1. Lack of Research:**
                            Bohot se traders bina kisi research ke trading shuru karte hain. Wo bas market ki movements ko dekhte hain aur impulsively trades kar dete hain. Ye laparwahi unhe sahi information aur analysis se door le jaati hai, jo unke losses ka sabab banta hai. Isliye, har trade se pehle achi tarah research karna zaroori hai.

                            **2. Emotional Decision Making:**
                            Trading ke dauran emotions ka hona natural hai, lekin agar aap apne emotions ko control nahi karte, to ye aapki decision-making ko affect kar sakta hai. Jab traders gusse ya ghabrat mein aate hain, to wo bina soch samajh ke trades karte hain, jo unhe loss de sakta hai. Emotional discipline seekhna bohot zaroori hai.

                            **3. Poor Risk Management:**
                            Aksar traders risk management ko ignore karte hain. Ye bohot khatarnaak hota hai, kyunki bina kisi stop loss ya risk assessment ke trading karne se unka capital jaldi khatam ho sakta hai. Proper risk management strategies apnaana aapko losses se bacha sakta hai.

                            **4. Over-Leverage:**
                            Leverage ka istemal karna trading mein aam hai, lekin iska behtareen istemal karna seekhna zaroori hai. Jab traders over-leverage karte hain, to choti si market movement bhi unke liye bohot bada loss la sakti hai. Isliye, leverage ka istemal samajhdari se karna chahiye.

                            **5. Ignoring a Trading Plan:**
                            Bohot se naye traders trading plan banate hain lekin us par amal nahi karte. Ye laparwahi unhe consistent approach se door le jaati hai. Trading plan par amal karna aur uski guidelines ko follow karna successful trading ke liye zaroori hai.

                            **6. FOMO (Fear of Missing Out):**
                            Naye traders aksar FOMO ki wajah se impulsive decisions lete hain. Jab wo dekhte hain ke koi stock ya currency pair rapidly badh raha hai, to wo jaldi se invest kar dete hain. Ye tarika unhe losses ki taraf le ja sakta hai, kyunki wo market ki real analysis nahi karte.

                            **7. Neglecting Education:**
                            Trading mein seekhne ka amal kabhi khatam nahi hota. Jo traders apne skills ko update nahi karte ya nayi strategies nahi seekhte, wo aksar laparwahi karte hain. Isliye, education aur continuous learning par focus karna chahiye.

                            **8. Trading Without a Journal:**
                            Bina trading journal ke, traders apne past trades se kuch nahi seekh sakte. Journal maintain karne se aap apne successes aur failures ko analyze kar sakte hain. Ye aapko samajhne mein madad karega ke kaha par aap laparwahi kar rahe hain.

                            In sab wajahoon se ye sabit hota hai ke trading mein loss aksar hamari apni laparwahi ki wajah se hota hai. Agar aap apne trading skills ko improve karna chahte hain aur losses se bachna chahte hain, to zaroori hai ke aap research karein, emotional control rakhein, risk management ko samjhein, aur trading plan par amal karein. Yaad rakhein, successful trading patience aur discipline ki maang karti hai. Is liye, apne approach ko sudharein aur trading journey ko behtar banayein!
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              # Trading Mein Loss Humari Laparwahi Ki Waja Se Hota Hai
                              Trading ek aisa field hai jahan har kisi ko profit ya loss ka samna karna padta hai. Lekin aksar hum dekhte hain ke log bekaar ki reasons ki wajah se zyada loss ka shikaar hote hain. Is post mein hum dekhenge ke kaise hamari laparwahi trading mein nuksan ka sabab banti hai aur is se kaise bacha ja sakta hai.

                              Sabse pehle, trading ki duniya mein discipline ka hona bohot zaroori hai. Jab hum bina kisi plan ke trading karte hain, to is se nuksan hone ke chances barh jaate hain. Aksar log sochte hain ke sirf market ki halat dekh kar trading karne se wo acha munafa kama sakte hain. Lekin yeh soch galat hai. Har trader ko apne liye ek strategy banani chahiye aur us par amal karna chahiye.

                              Dusri wajah jo humari laparwahi ki taraf ishara karti hai, wo hai research ki kami. Bahut se traders bina research ke hi trading karte hain, jo unhein mushkil mein daal deta hai. Market ki halat, stocks ki performance, aur economic indicators ko samajhna bohot zaroori hai. Jab tak hum in cheezon ki achi tarah se jaanch nahi karte, hum behtar faisle nahi le sakte.

                              Teesri wajah hai emotional trading. Jab hum emotional ho kar trading karte hain, to hamari decisions galat ho sakti hain. Kahi baar traders market ke fluctuations dekh kar ghabra jaate hain aur jaldi mein faisle kar lete hain. Is wajah se wo zaroori research ya analysis ko nazarandaz kar dete hain, jo unki trading ko nuksan pohcha sakta hai. Is liye, emotions ko control mein rakhna zaroori hai.

                              Chouthi aur bohot ahem wajah hai risk management ki kami. Har trader ko yeh samajhna chahiye ke trading mein nuksan hona aam baat hai, lekin isse bacha ja sakta hai agar hum apni risk ko sahi tarah se manage karein. Stop-loss ka istemal karna, position size ko control karna, aur apne capital ka ek hissa hi trade karna yeh sab important strategies hain jo humain nuksan se bacha sakti hain.

                              Akhir mein, trading ke liye patience aur consistency bhi bohot zaroori hain. Log aksar chhoti-moti ghaltiyon par ghabra kar trading chhod dete hain ya phir behtareen mauqe par bhi sabar nahi karte. Trading ek long-term process hai, aur jo log is process ko samajhte hain, wo hi sustainable profit kama sakte hain.

                              Is liye, agar aap trading mein loss se bachna chahte hain, to sab se pehle apne discipline par kaam karein, research karein, emotional trading se bachein, risk management ko samjhein, aur patience rakhein. In sab cheezon ka khayal rakh kar aap apne trading experience ko behtar bana sakte hain aur nuksan se bacha sakte hain. Trading ka safar mushkil hai, lekin agar aap in baaton par amal karein, to aap ismein kamiyab ho sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X