controlling fear during trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1201 Collapse

    har kam ko kary say pahly fear hota hai jab hum wo kam karna shuru karty hain tou ahesta ahesta thek ho jata hai so hamain har kam karny say pahly is k bary main learn karna ho ga aur guide leni ho gi tab hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur markt main profit hasil ho saky ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1202 Collapse

      forex mai kam karty hum agar fear fell kary gy ky hum kam galat kar rahy hain hamy loss ho ga to hum kam sahe sy nahi kar pye gy hamy fear ko qabo mai rahkna ho ga pher he hum kamyab hon gy forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain yai aik international business hain
      • #1203 Collapse

        market main is k bary main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is forex main control kar k hi trade karni ho gi tab hi hum kamyab ho sakty hain aur fear tou har kam main hota hai so hamain is k bary main planing karien gay tab hamain faida ho saky ga
        • #1204 Collapse

          Assalam alaikum dear forex ak bahut acha online business hai us main kabhe bhe ham ko fear ka sath kam nea krna chaya ham ko hamasha positive mind ka sath work krna chaya kiun ka jab ham fear ka sath trading kran ga tu lose ka Chances bahut ziada hota han us lya hamasha positive mind ka sath trading kran profit ho ga
          • #1205 Collapse

            new trader ko live account main trade kertay hovay pareshani hoti hay. aur wo live trade laganay say pehlay boht confuse aur dary hovay hotay hai. aur un ko paseenay a rahy hotay hai. lakin jab wohi new trader kuch time live account main guzar letay hain to us ka experience ho janay kay bad un ki hesitation khatam ho jati hay aur wo skilled trader ban jatay hain.
            • #1206 Collapse

              forex trading mn dar utar kar kam krna parta ha ager banda bus yhi dar lagaya baitha rhy ga k muga to loss ho jaye profit ni hoga then ap kabhi bi trading mn kamyab ni ho pain ga
              • #1207 Collapse

                hamain fear ko control kar k hi trade karni ho gi tab hamain markt main sucess ho sakty hain aur hamain is k bary main hard work kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is k bary main information hasil kar k hi hum achy say run karein gay
                • #1208 Collapse

                  Hame Forex trading karte waqt Apne emotion ko control mein rakhna chahiye jaise ke hum log Forex kaam karte bahut dar jate hai ki pata nahi kya hoga jiski wajah se hum apna experience lose kar dete hain aur Hume asal mein loss ho jata hai jiski wajah sirf aur sirf hamara Woh dar banta hai isliye Hame Forex kaam karte huye kabhi bhi dharna Nahi Chahiye banke Hame confident rehna chahiye..
                  • #1209 Collapse

                    har kam ko karny say pahly fear hota hai so hamain is k bary main phaly learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is k bary main analyse karein gay tab hamain bi is forex main kam karny main bi koi mushkil na ho saky gi ta k earn ho
                    • #1210 Collapse

                      har koi achi trade lga skaty hain aur hamain fear ko conrtal kar k hi hum achi trade kar sakty hain aur hamain market main trend ko use karein gay tab hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is forex main sucess ho sakty hain
                      • #1211 Collapse

                        is forex main hard work kar k hi hum sucess ho sakty hain aur is main fear tou har kam main hota hai so hamain is k bary main planing karein gay tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main planing karein gay tab hi hum real mai run karein gay
                        • #1212 Collapse

                          Re: controlling fear during trading

                          Forex trading my ahma gr sahi trha sy km krn chaty y to is my sab sy zeada muahkil sy ham jo kam krty hy to ham ko is my emotional ko kam krna hota hy ham ko trading my bhot acha kam krna ho to ham bs apny emtional ko countrol my rakhy bs ohr ham bhot acha kam kr sgty hy ham bhot achi trha sy earning kr sgty hy
                          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                          • #1213 Collapse

                            Re: controlling fear during trading

                            ji janab ye apne bohat hi achi baat ki hai ke humen forex tradinge mein tarede karte waqat khud par aetmad hona chahey ke humne bilkul thek trade ki ahi or humen apne experince or knowlage ke hisab se chalna chahey
                            • #1214 Collapse

                              Re: controlling fear during trading

                              Forex ma loss k fear ko control krny ka 1 e best way low risk and confident,, jitna ap ka knowledge and experience strong ho ga itne ap ko confidence strong,, ap ka confident e ap Ke success hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1215 Collapse

                                Re: controlling fear during trading

                                Trading kay doran aksar trader ko kafi dar rehta hay kay wo trading main loss ker jaen gay. que kay un kay mind kay kisi hisay main un ko apni learning per shak hota hay jis ki waja say un kay ander fear ki halat peda ho jati hay. fear ko control kernay kay liye trader ko demo account per apni tested strategy kay mutabiq hi trading kerni chahye. is say fear khatam ho jata hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X