controlling fear during trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    Fear control karna or greedy na karna emotions mien aa jata hai mere liye in donoun ko control karna bhot he mushkil kaam hai kiyoun key mien ney apni observation mien yeh dekha hai key maximum losses mujhe in he ki waja se howey hain samjh nahi aata mujhe kia karoun mien.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      Trading k doran humin dar bhi lagta he k loss na ho jaei hum bas apni trading ko munazim karin aur phir hum es karobar ko samjh kar karin ge to hum es karobar min se kamyabi bhi le lein ge nahi to apni kamyabi ki khushi aur nakhushi ko bhi control nahi kar sakin ge.
      • #933 Collapse

        kisi b business ko dar k ni karna chahihy bul k apny oper hamesha confidence hona chahihy k ham jo kar rhy han wo thek ha is se ap aik sai kadam utha sakty han bgair kisi pressure k ...
        • #934 Collapse

          You can control your fear if you have been able to observe discipline before trade and during trade. Place a stop loss and take profit and forget the position. Once you see some green pips then lock the position to break even.
          • #935 Collapse

            Dear Forex Forum aik online businees ha hr business mein loss or gain to lazmi hota ha ya onlie ha is pa aap ko sath sath pta chal rha hota ha kh loss mein ho gain to is liay emtion ko control krna zara mushikl ho jata ha os lamhay lakin aap ko parashan nh hona chaiy or achy umeed rkhny chaiy
            • #936 Collapse

              my dear friend profit aur loss ye dono chezein to hr business ka part hoti hein isi liye trading k doran loss ka fear nhi hona chahiye means fear ko control krna chahiye. agr ap ko loss ka khuaf nahi hoga to ap achi trading kr skein gy.
              • #937 Collapse

                g haan agr loss ho jaaye tu usy cover krny main time lagta hy. . .or mra nai khyaal k kbi b loss ko use time cover krny ka sochna chahiye. . . is sy loss or zyada ho jata hy. . .or fear ya emotions pay qaboo experience kee base pay dala ja sakta hy. . .
                • #938 Collapse

                  assalam o alekum bhai mery ye bat to apki theek hai jab hum tread karty hain humy apny apko fear kar kar apny tamam
                  dar ko control main rakh kar tread karni chahiye taky ap se apki galtion ki wajhy se hi koi galti na hojay jis se apko loss ka samna karna parhy
                  • #939 Collapse

                    my dear hume trading karte waqt apne fear per control rakhna chahiye aur confidence k sath trading karni chahiye hum tab hi forex me earning kar sakte hain kiun k agar humare pass confidence nahi hoga tu hum earning bhi nahi kar payen ge.
                    • #940 Collapse

                      self controll se he fear controll kia ja sakta hai.zayada ter new traders ko he fear hota hai aur apne emotions per controll nahi rehta.kuch arse baad jub wo thore se loss aur profit kamate hain to use to hojate hain,aur ye fear aur emotion ka masla bhi khatam ho jata hai.
                      • #941 Collapse

                        forex mein trading ke doran jo koi bhi fear trade karta hey woh fail hota hey hamen jab tak acha confidence na ho hum trade karenaaahi nahin aur jab acha experience ho jaye to tab hi hamen is main confidence ke sath trade karni chahiye.
                        • #942 Collapse

                          bhai jaan loss ke sab se main waja yeh hamara dar and hamara lalach hota hai and issi liye hamain chaye k hum in ko khtam karain ta k hum yaha se achi earning kar k apni life ko change kar saky.
                          • #943 Collapse

                            ji bhai ji is main kaoi shak nhi ah s i anan waqi amian dar to hot ahai is maian kam krny sks oiaa is aiwqn a ia main profit kmama thek hsii aian si maiamn akm ais miana kewaqi a main proifdit kam aknas ksis maian ap kosi aman ziad a sw ziada proif tkim misl bskt haia i s
                             
                            • #944 Collapse

                              G brother jab hum trading kar rahe hote hain to har kisam k halaat aate hain loss b hote hain profit b hote hain mgar hum ana hosla barkarrar rakha chahiye kyun k agar apna hosla na raha to aage kya hoga aap khud andaza laga len behtar samajh jainge aap
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                Jab hum trading kar rahy hoty hay to loss ka dar humary dil main hota hay so humay chahiey keh us dar ko dill main na rakhain aur esko nikal kar phaink dain tab he hum es say acha profit earn karny main kamyab hon gay aur apni trading par aitmad kar saky gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X