controlling fear during trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    i agree with u kay huamin yahn par kam karty waqat anay emotions kay sath sath apni greed par bhi control karan chahye awr sath he kisi bhi kisam ka koi bhi fear na ho takay hum free environment main achay tarikkay say kam kar sakain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      jii start ma insaan ko itna knowledge nhi hota likn bad ma us ko ya pata chal jta hai apni ghaltion sy aur phir wo ek acha trader ban skta hai aur achi earing kr skta hai monthly
       
      • #483 Collapse

        Forex trading 1 business ha aur business ma hamesha risk laina parta ha ick 2 e expects hoty hain profit ya loss. ap risk laity hain lakin yeh ap pe depend krta ha k ap us risk ko profit ma badlty hian ya loss ma . agr ap ke trading achi ho ge tu loss k chances kam hon gy bht sy trader risk lainy sy darty hain bt by making their knowledge good they can lessen the fear
        • #484 Collapse

          Dear Sir g trading me loss ka fear her time rehta ha .jo experianced trader han ore un ki trading practice theek ha wo is fear se nikl ker trading kertay ha ore kaamyaab bi hotay han, ap try krna lzmi...
          • #485 Collapse

            je haan forex mein nafa aur nuqsaan hota rahta hai par es mein ye na sochay k ap ku nuqsaan ho ga wo tu hona he hai par ye be sochay es mein ap ku faeda kis taraha lena hai thankful for question
             
            • #486 Collapse

              ji haan forez business mai aagar hum fear oeh control karty hain then hum is ian achi eanirg kar ksaty hian isliye forex bsines mia fear peh control karnaa bht chayhe ta k hum kamayab ho slkay
              • #487 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: tauseef پيغام ديکھيے
                i know that as a trader, one might suffer from emotions such as fear an when this happens, one may not trade at all for fear of losing money but at times you may fail to trade and lose a lot and recovering the loss may take time. How can one control fear?
                bhai jan bilkul ap ko apny emotions ko control mn rakhna chahye
                q k is sy ap ko pta nahi chaly ga aur ap sahi planing nahi kar payen gy aur loss kar len gy
                • #488 Collapse

                  Dear jab ap forex ko start akrte ho tu ap ko confidence nhn hota es liye ap ko chahiye k ap es business ko ache se seekho ta k ap ko life mai kabii b es busienss mai kam karte waqt fear na ho ap es mai boht acha kam kar skte ho,,,
                  • #489 Collapse

                    jb hum trade krty hoty hain tb boht sy log fear krty hain lakin mery khyal sy hum ko apny ap py yaqeen hona chahiya or hum apny target ko achieve krny ka sochy or patience k sath kaam ly is trha hum successful reht hain
                    • #490 Collapse

                      forex meey her kaam ko sooch ker aur samajh ker kerna chahyee forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey aur aap achhi earning leey sakeey geey
                      • #491 Collapse

                        g han brother app ne bilkul thek bat kahi ha aur ye hmary liye ek bohat he zarori bat hai k ham forex k buisness mein fear ko control mein rekhen aur relax reh ker he hamesha kam Karen.als
                        • #492 Collapse

                          ye baat to ha k trading me loss ka fear her time rehta ha . jo experienced trader han ore un ki trading practice theek ha wo is fear se nikl ker trading kertay ha ore kaamyaab bi hotay han
                          • #493 Collapse

                            ager hum trading kartay huay fear mehsoos karain gay to hum apne decision nahin lay paye gay isi liye apni trading se humain fear ko duor rakhna chahiye taa kay hum sahi waqt main sahi decision lay sakain aur acha earn kar sakain.
                            • #494 Collapse

                              g ahn bhai app ne bilkul theak kaha kay hamian trading kay douran apnay fair ko control me rakhna chahiye q kay fair hamaray liye harmfull hay is say hamain loss bhi ho sagta hay to hamain apnay fair ko control karna chahiye loss say bachnay kay liye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                hello friend Fear to hota he hai, k profit ho ga ya nahi, loss to nahi ho jaye ga or agar ho gya to kitna, han lekin ye zarur hai k fear ko control mai rakna or apne senses pe sawar nahi hone dena chahiye, bus trust rakhain khud per or forex per, hard work ka result bhtr hi niklta hai ..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X