controlling fear during trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    ager ap k pas experience hy or ap ny demo py thek sy practice ki hy to ap ko is ki adat ho chuki hoti hy or ap ko trading k doran dar nahi hota is lye ager kisi ko dar lgta hy k usy loss ho jay ga to wo thek sy demo py practice kry
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      yes my friend hamain jb trading krni hoti hy tn hum ye bohat sochty hy ke kahi hamain loss na ho jahe and hum pressure mai ajatay hain, is liay hamain fearless ho ke confident ke sasth trading krni chiay tb hi hum kamyaab hogay.
      • #393 Collapse

        dear fear hamare andar tab hi aata he jab hamko boht ziyada loss ho raha hota he or ham earning nahi kar paa rahe hote is lie hamko chhaie ke ham learn karen or jab ham achi trah forex ko learn kar len ge toh phir earning karna easy ho ga or ham fear ko bhe control kar sakte hen agar knowledge ho ga toh fear hi rahe ga hamko
        • #394 Collapse

          Han bhai sahi baat hai hum trade lagate hi hamare zehan me pehla sawal hi yehi aata hai ke hum is trade me loss karen ge aur hum trade ko jaldi se close karne ki sochte hain hume esa nahi karna chayye sakoon se hume trading karni chayye.
          • #395 Collapse

            gee han hame trading ke doraan apne fear par control karna chahie kun ke fear ki waja se ham apni trading sahi nahi kar sakte or ham loss utha sakte hain
            • #396 Collapse

              jee bhai bilkul theek keh rahe hen ap forex trading kerte waqt bilkul confence men rehna chahye darna bilkul bhi nahe chahye ager hamen forex trading kerte waqt apne aap per hi confidence nahe hoga to ham achi trading nahe ker sakhenge ..
              • #397 Collapse

                jab bhi ham koi kam karty hain na tu hamary mind main automatically ataa hai k shayad hamian is main loss hi nah ho jae laikin ham is ko qabu bhi kar sakyty hai is tarha sa k ham apnay aap ko tassali dain k veeray kuj bhi nahi hta
                 
                • #398 Collapse

                  Yes bro bilkul thek kafa fear ko control main rakhen during the trading . or main ak baat bata dun kay . forex trader koe risky business nahi hai , ap forex trading main jis pair ya commodities main trade karne ja rahay hen os kay analysis kay baad he trade karen . insha Allah profit he ho ga. loss kam. risk un traders kay liye hota hai. jo scalping karte hen. or bina sochay samjhy trade karte hen.
                  • #399 Collapse

                    G han forex trading me agar kabi loss ho b jaye to kabi b ghusa nahi karna chaye or apny emotions ko hamesha control me rakna chaye.
                    • #400 Collapse

                      dear friends yes i agree with you ke during trading hame fear ko control karna chahiye or full confidence se trading karni chahiye to loss ke chances kum hoge
                      • #401 Collapse

                        dear friends mein samjta hoon kay forex trading aik aisa business hia jis mein samajt hoon kay trading kay doran khoof nahe karnanchahiay agar trading akay doran loss ka khoof hoga to loss ho be sakta hai
                        • #402 Collapse

                          khud pay trading k doran control karna b zrori hai ku k agar hum ko loss ho raha hai to hum ko ghabrnana nhi chahye bus is cheez ko dekhna chahye k hum kesay is kam ko karty hain aur samjhty hain k kesay ye bat ki jae aur samjha jae k hum ye kam kar saek gay.
                          • #403 Collapse

                            Aslam o alikum main forex main new hon or recently forex ko join kia hai or main nay is kay ilawa bohat saray online jobs ki hain mgr mujay sab say acha forex laga hai abi tak. g han ya bohat he important hai k hum fear ko apnay control karain trading k duran
                            • #404 Collapse

                              g han trading k douran ap ko chaheye k ap log apne dar pe qaboo rakhen ye aik business ha koi bala ni ha jo ap ko kha jaye gi ya ap ko tabah kar de gi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                Yes a professional trader should not have to fear during the trade. As fear will not allow you to make trade at bigger level. Sometimes you have to take risks to become successful in trading. Take some of those risks and they will change your life if you dont have any fear

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X