controlling fear during trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Mery bhai jahn tk mera khyal hai k trader ko fear tb lata hai jb woh without planing trading krta hai uc ko chahiye ko wo planing k sath trading kr aur fresh mind se trading kry...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      han g ye bat to bilkul theik hai ke trading karte hue apne dar pe bilkul qabu rakhain agr ap ke pas enouhg
      knowledge and enough experience ho ga to ap is mein buht achi earning kar skte hain
      • #138 Collapse

        brother forex trading may sub kuch emotion say hota hai agar emotion control kar li ap nay tu great agar emotion control nahi ki tu profit ki trade loss may close kar do gay brother so best trader who hai jo who trade may apnay emotion ko control kar lay brother our emotion us time control ho gi jub ap us may control karnay k liyeh learning karo gay
         
        • #139 Collapse

          g bhai jan trading karty hoa apko fear par kabo rakhna chahai ta k apko los kum or profirt zyada ha bht sy log trading k doren tenshn lyty han jis ki waja say trade loss mai jana shoro ho jati ha
           
          • #140 Collapse

            It is popular thing in dealing mainly because with forex after you deal therefore you join failures in comparison with started off you will get fear of failures although while using the penetration of their time you possibly can think that it is popular matter in addition to soon after the perfect time period yourself confidence raise with your dealing ,
            • #141 Collapse

              jee bhi jaan yi to zahri baat hay kay ager ap forex per tradding kertay hay to ap ko apnay oper full aitmad hona chahyai ager ap ko apnay oper aitmad na ho aur ap fear may hotay hain to ap tradding nahe ker saktay to is leyi forex amy fear na kary nshALLAH FAIDA HOGA
              • #142 Collapse

                fear bohut hi duri bala hai ku ki app agar forex busienss main dar ko control na hai kar sakta hai to app ko kabhi bhi forex busienss main success na hi melega app ko dar ko dil se hatana hai uski bad hi app ko success melega.
                • #143 Collapse

                  To control our fear in trading, we better adjust our capital precisely when doing Forex trading, where we use capital can be used for profit, and can also be used to defend all the margins we have, so we are advise to not we use all capital just to make money only.
                  • #144 Collapse

                    i think bhai hum log lack of knowledge ki wjaha se ghbrate hain humain khud per aitbar nhi hota or is wjha se hum log aksrokat tuke se trade kerne lg jate hain mgr har dafa luck kam nhi ati humain chahye k hum log apne fear ko control krne k liye proper knowledge gain kerein or khud per aitmad rkh k trade krein...
                    • #145 Collapse

                      dear yeh tu ek natural fact hai jis ko control krna thora tough hi nhi impossible bhi hai insan jitna marzai mentally tur pe tyar ho but jab b trade ya koi b kam start krte hein ek fear tu dil main hota hi hai so os ko neglect nhi kiya ja skta os ko control krne k liye hamein chahye k bs apne knowledge se faida uthein aur strategy bnate hoe jo trade krein os main fully confident rahein
                      • #146 Collapse

                        trading karte hoe khud par trust hona chhaei or trade k waqt khud par controll rakhen or apne jazbt par bi controll rakhen or jab start me loss me hota hai aggr trade to us waqt sabr or tahmul se kam lena chaheiei./....,
                        • #147 Collapse

                          ji bilkultrading k duran bht dar lgta hai jb loss mein trade jati hai but insan ko achy ki umeed rkhni chaheay hota wahi hai jo kismat mein ho or kismat mein kbi acha hota hai kbi bura :
                          • #148 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: wajidali پيغام ديکھيے
                            ye humaray sath aksar hota hai jb hum trade lagatay hain to foran hame lagta hai k hum ab is me loss kare gay lekin is ki waja ye hai k hame khud pay yakeen nahi hota hai,hamesha self confidence rakhe.
                            Jee bhai ye baat to hai ke daar hamesha hamare saath saath hota hum jab bhi trading karte hain daar hume kehata hai ke nahi kar kia pata loss ho jaye is chakker me hume kuch samajh me nahi aata hum galat faisla kar bethte hain hum jab bhi trading karen hume chayye ke hum daar ko door kar ke karen....
                             
                            • #149 Collapse

                              bhai fear ke sath trading me kamyabi hasil nahi ki ja sakti hai aap ko chahiye ke fear se bachty hue he trading karne ke lye aap lot size and take profit ko kam rakhen is se loss bhi ziada nahi hoga and trading bhi safely ho sake gi .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                fear ko kam karnay ka sab ay asan tarika ye hay kay hamara analysis strong hona cahhiay jitna hamara analysis strong ho ga ham utnay hi ziada confidence say trading karen gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X