Assalam o Alaikum! Dear forex members, dear Forex per Hamen chahie ke Hamen motional discipline Mein rakhte Hue trading Karen Kyunki Forex Mein 90% trader ke loss hone ki vajah hi yahi hai ki vah emotional se balon ko control Nahin karte. Aur yahi vajah hai jo unko Hamesha loss hi hota hai isliye Hamen chahie ki agar Ham Forex per acchi earning karna chahte hain to iske liye Hamen motion Mein Rahana chahie Kabhi lalach Nahin Karna chahie aur kabhi bhi market ko Malish karne mein jaldbazi nahin Karni chahie tabhi Ham Forex fatimiya bhi Hasil kar sakte hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим