Loss ki waja knowledge aur experience ki kami ha jo trader ko nakam kerti ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss ki waja knowledge aur experience ki kami ha jo trader ko nakam kerti ha.

    loss ki wajah knowledge aur best experience ki kami kehlati hay trading krny k liay bythy to totle cool mind k sath bythy or apny emotions py control kr k bythy tb he ham tenshn free ho k trading kr sakty hy othervise ni or phir he hamy loss ka dr hota hy is liay trading krnty hoy hr tenshn ko dor kr k he bythy trader poori tarhan sa parha likh k kam na kar raha ho agar us sa aik conform trade lagai hai tu wo kabhi bhi daray ga nahi confidantly kam karay ga jinko jitna jaldi dur kardia jai tu acha hai you if you want any type of help you can contact me as well but remember on thing forex trading may hmay khud say learn karny say jetna samhaj ata hay kese say samjhany say nae ata dunya k hr business mei losses or profits shamil hoty hen ager hum sirf losses ka he sochen gey tou kabhi bhe aagay nahen berh paen gey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss ki waja knowledge aur experience ki kami ha jo trader ko nakam kerti ha.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Member پيغام ديکھيے
      Assalam o Alaikum! Dear forex members, dear Forex per Agar Ham Chahte Hain Ki Hamara profit ho to iske liye Hamen market ke related knowledge complete karna hoga aur Market ko kabhi bhi bagair analyse kiye train active Nahin Karni chahie market ko analyse karte waqt Hamesha bar aur patient ke sath vate Karte Rahana chahie Jab market Hamen Achcha signal take ki to tab hi Hamen apni trade active Karni chahie tabhi Ham Forex per kamyabi Kaisa trade kar Payenge aur ek Achcha bonus Arun Karenge.

      Jitna Ham Forex se parchi aur quality working Karenge itna hi Hamen acchi success Hasil Hogi Jiski vajah se Ham Ek Achcha weekly profit earned kar sakte Jitna Ham Forex se parchi aur quality working Karenge itna hi Hamen acchi success Hasil Hogi Jiski vajah se Ham Ek Achcha weekly profit earn kar sakte hain.[ATTACH]26123[/ATTACH]hain
      Assalamu Alaikum de yaar Main Mar aapane bilkul sahi kaha hai ki Hamen losses bajane ke liye Ye Ladki ki jarurat hai Jitna hamare pass Acha Na Lage Hoga itna hi Ham Forex prachar Nahin Karenge Kyunki market understand karne ka knowledge Hamen Pata Hona chahie Taki Ham market ko aasani ke sath analyse karne ke bad Ek achi trade active kar sake aur ismein Jab Bhi Hamen acchi quality working Karte Hain To uske liye Hamen learning ki bahut jarurat hoti hai aur tabhi Ham forex market core losses se profit Mein convert kar sakte hain.
      • #18 Collapse

        Re: Loss ki waja knowledge aur experience ki kami ha jo trader ko nakam kerti ha.

        Assalamu alaikum Forex member ji bilkul aap sahi kah Rahe Hain ki loss ki sabse badi Jo reason hai vah experience or knowledge ka na hona hai kyunki jo bhi junior Forex trading co join karte hain unke pass experience or knowledge ki kami hoti hai jiski aur unko marketing ke bare mein information nahin hoti aur is tarah vah trade lgaty hain aur unhen bahut loss ka samna karna padta hai isliye jo bhi new members a rahe hain unhen chahie ke pahle vah apne experience or knowledge increase Karen uske bad hi vah trading karen to is profit hasil kar sakte hain otherwise without experience or knowledge ke kabhi bhi Forex trading mein a successful nahin ho sakte.....
        • #19 Collapse

          Re: Loss ki waja knowledge aur experience ki kami ha jo trader ko nakam kerti ha.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Member پيغام ديکھيے
          Assalam o Alaikum! Dear forex members, dear Forex per Agar Ham Chahte Hain Ki Hamara profit ho to iske liye Hamen market ke related knowledge complete karna hoga aur Market ko kabhi bhi bagair analyse kiye train active Nahin Karni chahie market ko analyse karte waqt Hamesha bar aur patient ke sath vate Karte Rahana chahie Jab market Hamen Achcha signal take ki to tab hi Hamen apni trade active Karni chahie tabhi Ham Forex per kamyabi Kaisa trade kar Payenge aur ek Achcha bonus Arun Karenge.

          Jitna Ham Forex se parchi aur quality working Karenge itna hi Hamen acchi success Hasil Hogi Jiski vajah se Ham Ek Achcha weekly profit earned kar sakte Jitna Ham Forex se parchi aur quality working Karenge itna hi Hamen acchi success Hasil Hogi Jiski vajah se Ham Ek Achcha weekly profit earn kar sakte hain.[ATTACH]26123[/ATTACH]hain
          G han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading aik asa unique business hy jis m ham isy jitna ziada samj kar or mukmal knowledge hasil karny k baad trading karan gy to hi kamyab trader ban kar earning k qabil ho saken gy forex market ko smjny k liay hamy anylyses ko study karna chaiy q k anylyses ko study kiay bagar ham jab b koi trade open karty han to hamy loss ka samna karna parta hy anylyses ko study kar k hamy her trade open karni chaiy isi m hmara faida hy
          • #20 Collapse

            Re: Loss ki waja knowledge aur experience ki kami ha jo trader ko nakam kerti ha.

            los humain es waqt hota haai jub humaray pa acha sa experience r knowledge nhi hota hai agar humain success hasil kurni hai or kamayab hona hai to humain achay say soch samujh kay apna kam kurna ho gaa or humain es main apnay experience r knowledge kay level ko high kurna aho gaa jis kay bad he hum achay say apna kam kur pay gay or achay say trading kur kay loss say buch pay gay to achaay saay humain apna kam kurna chahiye or zyaada sy zyada forex main aapnaa time day kaay experience r knowledge ko increase kurna chahiye
            • #21 Collapse

              Re: Loss ki waja knowledge aur experience ki kami ha jo trader ko nakam kerti ha.

              Aoa
              Kesy hain ap sab kheriyat sy hongy g bhai apny bilkul theek kaha hai humy loss is waja sy bhi hota hai qk hamary pas knowledge or experience nahi hota jis ki waja s hum nuqsan utha bethty hain or achy trader nahi ban paty to himy zada sy zada mehnat kanru chahye experince hasil karna chhaye tb ja k trade karen or faida hasil karen
              Thank u
              • #22 Collapse

                Re: Loss ki waja knowledge aur experience ki kami ha jo trader ko nakam kerti ha.

                losss ki wjha knowledge ar experience ka na hona hy hum is mai bhoot slowly hum sbky liy hardworking hay hardwrok kar kay bhi kun kay es main ap jtna zada agy bhgny ki karo gy ap hi gero gy esi leye ap trde main volm smal rakh kay trade kary bhai es say hmy hi faida ho ga seccuss ki rahh pa chalny lgty hain or profit hasil kar laty hain ,,,forex is best ,,,,,,
                • #23 Collapse

                  Re: Loss ki waja knowledge aur experience ki kami ha jo trader ko nakam kerti ha.

                  jee haan ia ma agree with you forex trading me trad karana aagaya hai to aapko ussi raste par aage badhna padata haia ur koi aur rasta nahi lea hai koi shortkut nahi karana hai ki aapko ek din me karodpati banade par ek rasta ho jo aapko profit deta ho to usei par chalana chahiye apako dhire dhire aap manjil palete hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss ki waja knowledge aur experience ki kami ha jo trader ko nakam kerti ha.

                    jee haan both are very iomportant in forex forex mani ziyada se ziyada profit hasil karny kay liye small volume ke trde he lagani chaie is e hamin market ke trend ka pata lagta hai.hard work basic factor ha or aista aista agy berhna b risk free hota ha forex main is sa ziyda loss sa bacha ja sakta ha
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss ki waja knowledge aur experience ki kami ha jo trader ko nakam kerti ha.

                      jee haan apne theek kaha mein apki baat sy bagree krti hn ya fast ap ko sucess ka he way mela ga aik din but greed ky way per chalye gy tu per loss melta hai himsha ap ko forex main is lie souch ker trading kerni chiye hume utna hi forex me kaam karne me maza aata hai hume acha khasa knowledge hasil hota hai forex ka.......
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss ki waja knowledge aur experience ki kami ha jo trader ko nakam kerti ha.

                        Forex main achi trading k liye achi learning ka hona bahut hi zarori hai jisse forex main hum achi trading our acha work kar sakte hain our achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain lekin forex main hamein apne kam experience our knowledge se trading nahi karni chahiye jisse forex main hum nakam ho sakte hain our hamara bonus account bhi wash ho sakta hai.
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss ki waja knowledge aur experience ki kami ha jo trader ko nakam kerti ha.

                          Assalamu Alaikum!
                          Dear forex members. Ji han bilkul apny bilkul theek kaha ky loss ki bari waja trading main knowledge aor experience ki kami hain jo ik trader ko nakam bnati hain. Loss ho jaye tw hamy har nai mamni chahye balky ose learn krna chahye taky hamy zaida se zaida profit hasil ho saky. Is ky lie zarori hain ky humy pahly demo account par zaida se zaida practice krni chahye taky hamy zaida se zaida knowledge aur experience hasil ho saky.
                          • #28 Collapse

                            Re: Loss ki waja knowledge aur experience ki kami ha jo trader ko nakam kerti ha.

                            g haan theek kaha knowledge aur experience k bagair nakami ha apne knowledge ko increase karne ke lye har mumkin koshish karni chahye jitna acha our zyada hamare pass knowledge ho ga ham usi hisab se hi kamyab trader ban sakian ge our is tarhan se achi earning bhi kar pain ge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Loss ki waja knowledge aur experience ki kami ha jo trader ko nakam kerti ha.

                              jab knowledge nahi hoga tou sure hay ap ko kamyabi nahi honi trading ke dooran apko hardworking aur great experince ki zarirat hoti hai aur ager app ke pass nahi ai to apko loss ho sakta hai demo account par zyada umeed nahi rakhni chaye kyun ke forex trading main demo account real nahi hote or apko trading ka koi faida ya nuqsan nahi hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X