Signals Par belive karna chahiay ya nahi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Signals Par belive karna chahiay ya nahi.
    Helo dear friends mera aj ap say question hai keh kia hamen signals par trust kr keh trading krni chahiay ya nahi.?
    Mera zati experience hai keh kuch companies accurate signals ka jhansa dy kar ham say paisy bator leti hin aur hamen galt signls frhm krti hin esi companies aur frauds say bach ke rehna chahiay likin kuch chanals companies hamen blkul thk signls dty hin hamen signls ko dkh kar phly market ko analyse kr lena chahiay ager market movement signals say related hi to ap trade laga skty hin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Signals Par belive karna chahiay ya nahi.

    ji han hamain kuch had tak to signals par depend our belive karne chahye lekin bhot zyada depend karna nhi chahye kyun ke signals fake bhi ho sakte hain our agar is tarhan fake signals ka shikar banda ho jai to account wash ho jate hain.
    • #3 Collapse

      Re: Signals Par belive karna chahiay ya nahi.

      Signal par believe karna chaiy ya nhai bohat acha swal hai forex main aap agar signal par believe karay gay tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar aap signal follow nahi krtay tu aap ko trada lgna moskal ho jata hai iss Lia AP ko signal par believe karna chaiy
      • #4 Collapse

        Re: Signals Par belive karna chahiay ya nahi.

        Dear Forex trading main aap Agar kisi ke signals ko follow Karte Hain To aap ko pata Hona chahie ki sabse pahle aap Uske signals condom account per reply karen aur uske bad aap real account per reply karen dear jab aap kisi ke signals forward kar rahe hote hain to Uske pahle aapko Uske signals ka result dekhna hota hai aur uske bad aapko Uske apply karna Hota Hai Jab aap Forex trading Mein kam karte hain to aapko ismein Khud Se Jyada Se Jyada learning karna hoti hai aur knowledge Hasil Karke kam karna hote hain Kyunki jab tak aapke pass trading ka experience or knowledge Nahin Hoga aap ismein kabhi bhi success Aasan Nahin kar sakte isliye jaruri hai kya ismein jo bhi kam karte hain aapko ismein Jyada Se Jyada knowledge Hasil Karke aur ismein mehnat Karke karna Hota Hai.
        • #5 Collapse

          Re: Signals Par belive karna chahiay ya nahi.

          Forex trading ki market mein agar Ham success Hasil karna chahte hain To Hamen Hamesha Khud Se Hi mehnat Karni chahie Hamen kabhi bhi kisi ke signal ko follow nahin karna chahie kabhi kabhi market Mein fenk Signal bhi a Jaate Hai aur ham in signal ko follow karke market Mein Jab kam Karte Hain To Is Tarah Se Hamen market Mein loss ho jata hai isliye Hamen in signal ko follow nahin karna chahie Hamen market mein bahut jyada hardworking Karni chahie hard-working karke hi Ham Apne is business Mein kamyabi Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Signals Par belive karna chahiay ya nahi.

            Market Mein trading karne ke liye Tamam members ko market ko acche tarike se identify karna chahie aur Market K Trend aur uske signals per acche tarike se focus karna chahie unhen market ke signals per believe karna chahie market unhen jisse turant se related best signal to provide karti hai to unhen market per trust karte hue Apne trading start Karni chahie market ke signals ko kabhi bhi nahin karna chahie Jab Bhi traders updated open karen to use Waqt unhen Ke signals ko follow karte hue apni trade open Karni chahie aur Market Mein money management ke rules or regulations ko follow karte hue Apna Kam karna chahie Is Tarah Se Hi vah market Mein good earning Hasil kar Sakenge
            • #7 Collapse

              Re: Signals Par belive karna chahiay ya nahi.

              Dusron ke signals per believe nahin karna chahie Kyunki Jo log dusron ke signals per believe Karti hun vah Kabhi Kam ji aap Nahin Ho paate Hain isliye Hamen Apne analysis se kam karna chahie Jab Ham Apne analyses Karenge tab hi Ham Ek acche trader Ban sakte hain aur Agar Ham dusron ke signal Chhupa believe karte rahenge to Fir Ham acche trader Nahin Ban sakte hain isliye Hamen chahie ke Ham Jarur dusron ke signal Hamen na Karen Apne a analysis per kam karna chahie Apne analyses Hamare liye bahut behtarin result sakte hain isliye Hamen Apne tajurba se kam Lena chahie
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Signals Par belive karna chahiay ya nahi.

                Forex trading mein jab aapko different platform se signals Mil Rahe hote Hain to aisi situation main aapko hamesha kisi bhi signal per Amal karne se pahle use per apne analysis complete karna hote hain aur usmein different regions ko find out karna hota hai ki ismein kaun si aisi important reasons hai jis per aapko apne analysis complete karne hote Hain jab aap Koi signal hasil karte hain to use per sabse pahle aapko self-analysis karne chahie ki kaun se point ki basis per aapko yah signal provide kiye ja Rahe Hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Signals Par belive karna chahiay ya nahi.

                  Han agr ap ko koi seniors members acha parfect signal deta hain tu us par ap ko yaqeen karna chye us say bhi ap acha profit kama skty hain lkn agr ap ko signal par yaqeen ni atta tu ap kud say mahant kry market ko samjy us par time day mahant kry jass say ap acha profit asnai k sth kama skty hain ap ko kesi k signal ki koi zurart nii phry gie.......
                  • #10 Collapse

                    Re: Signals Par belive karna chahiay ya nahi.

                    Assalamu Alaikum dear forex members. Signal hmesha shi bhi hoty or ager ham in signals ko market analize kiye bager hi follow kerty hein hein to achy khasy loss ka samna kerna pad skta hy. Isi liye jab bhi koi signal milein in ko dekhna zror chahiye but in ko market analize kiye bager kabhi follow nhi kerna chahiye. Forex trading mein kamiyabi hadil kerny k liye apni ability ko increase kerna chahiye q k ager hamara apna knowledge or experience acha ho ga to ham asani sy market ko analize ker k khud sy trade ko open ker skty hein or acha profit earn ker skty hein.
                    • #11 Collapse

                      Re: Signals Par belive karna chahiay ya nahi.

                      G han ap nay boht acha sawal kia hy singnal per believe karna bhi chahiye or nahin bhi hamain hamesha chart check kar k trade lagani chahiye ...
                      $#@#i Khan
                      • #12 Collapse

                        Re: Signals Par belive karna chahiay ya nahi.

                        agar hum right time pr trading kren gy tabhi hamen kamyabi hasil ho gi begair trend ya time k agar hum trade keren gy tou hamen kabhi bhi kamyabi hasil nahi ho gi . hamein market ki movement ko check krty rehna hoga. market k rules ko follow kar k kaam karna hoga tb hi ham acha bonus gain kar sakty hain. aur aek achy trader bn sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Signals Par belive karna chahiay ya nahi.

                          G dear signals hamari rehnumai k liye hi diye jaty hen, r hum signls py believe krskty hen lkn totally signls py depended nhh hona cahiye hai , q k way hum kch nhh seekhty r srf signls k liye hi bethy rehty hen isliye khd sy Kam kren r khud sy Kam krny sy zyada earning milti hai na k signls sy
                          • #14 Collapse

                            Re: Signals Par belive karna chahiay ya nahi.

                            Yes dear bilkul Hamare senior members Jo signal follow karte hain hamen bhi unke signals ko follow karna chahie Hamen Hamesha senior ko follow karna chahie unke experience Hasil karna chahie Taki Ham Vishva Mein Kamyab ho sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Signals Par belive karna chahiay ya nahi.

                              Ye bht icha swal hy. Market me signal ko limited had tk to follow krna chaheay mgr us pe fully depend ho k trade nhi keni chaheay. Hmen khud se market k trends ko dwkha chaheay k market slow down hai k oper ko trend ja rha hai. Or agr signal b hmarw analysis k sath match kr jay to hmen us me believe krna chaheay. Mgr har bar hm signal pe dependent nhi ho skte bcz kuch signals fake hote hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X