Trade lagate waqt market ko analyse kren....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trade lagate waqt market ko analyse kren....

    humay achay se he market ko well analyze krna chaye hamesha hamen hamesha apni trade ko soch samajhkar open karna chahie aur apni trade ko open karne se pahle hamen hamesha proper planning aur apni good strategy banani chahie aur uske bad apni trade ko open karna chahie tabhi Ham apni trade se achcha profit hasil kar sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trade lagate waqt market ko analyse kren....

      market ko achi tarah lazman proper he analysis krnay chaye humay acha knowledge aur informations share karen jiss se logon ko faida miley aur woh khush ho kar thanks bhi karen aur phir automatically bonus bhi acha mil jata hey aur forum pe achay kam ka acha reward zaroor milta hey
      • #18 Collapse

        Re: Trade lagate waqt market ko analyse kren....

        Jab Bhi Chale Aage Hamen market ko Jarur kar lena chahie se Pata lag jata hai ki market Ki Tarah maaf kar rahi hai Kis Tarah mauke per Apne kaam ko start kar sakte hain aur kya Yahan per Hamen market Mein trade Lagana save Hoga Ki Nahin
        • #19 Collapse

          Re: Trade lagate waqt market ko analyse kren....

          Assalam-o-Alaikum dosto forex member humen chahie ki jab hum trade laga rahe hotu use waqat hum market ke analyse karna hai humen acha response mily ga or humari knowledge increase hogi or iss sub members ko achi information mily gi, Thanks.
          • #20 Collapse

            Re: Trade lagate waqt market ko analyse kren....

            aapane bilkul sahi kaha hai ki hamen trade karne se pahle acchi tarike se market purana like karna chahie kyunki aap jo bhi trade karte hain vo yah to hamen lost deti hai yahan a profit deti hai aur vah log yah profit degi kis baat ka intezar is baat per hota hai ki hamara analyses kitna achcha hai agar aap sahi tarike se karna chahte hain uttar jaruri hai ki aapke pass market ka sahi tarike se knowledge ho aap ko sahi tarike se market ki samajh jo aapke pass different tricks ho jo kya aapko market ke analysis may help karen aapko indicator ke bare mein batao aapko pata hogi kis indicator ka kya use hai aur tarike se use karke kar sakta hun aapko fundamental analysis aur technical analysis donon mein expert hona chahie jab tak aap ko yah donon hai na licence nahin aaenge aap kamyabi se trade kabhi bhi nahin kar sakenge aap jante hain ki bahut sari trade technical analysis se bhi ki ja sakti hai lekin fundamental analysis bahut jaruri hota hai vah chahie commodities jaisa ki gold ka kara hamesha aise hi fundamental analysis per depend karti hai jab tak aapka fundamental analysis sahi nahin hoga aap kabhi bhi kamyab tarike se trade nahin kar sakenge agar aap chahte hain ki aap kamyab tarike se trade karen aur aapko profit aaye to aapko fundamental analysis and technical analysis donon per khoob taaja deni chahie iske alava aapko jab market ki samajh a rahi hai usi waqt koi trade open karen jab aapka mind fresh na ho aapko koi tension hua yah aap sahi tarike se market ko na samajh rahe ho to aapko us waqt koi trade nahin leni chahie kyunki aisi situation mein sahi tarike se market ko nahin samajh sakta aur jab ko sahi tarike se nahin kar sakta to uska kya hota hai hamare against jaati hai aur hmy loaa ho jt hy es ley zroori hy k agr ap kamyab treeky syt trade karna chaty hain to khus sy analysis kren aur jab tak ap ko markert ki smjh na aaye koi bhe trade open na kren ta k ap kamyab treeky sy trade kar sken. thans
            • #21 Collapse

              Re: Trade lagate waqt market ko analyse kren....

              G bilkuk trade lgaty waqt market ko analys kerna chahiye aur us k bad trade lgana chahiye is mn humen loss k chancess kamm hoty hain aur kamyabi k chancess zyada hoty hain... Trading ka rule hi yahi hai k pehle market analys kren then trade lagaen.. yeh technical tariqa hai trade mn kamyabi hasil kerne ka
              • #22 Collapse

                Jab be trade ki jaye tu pehly ap ko apny pairs kay technical or fundamental analysis dunu karny cheye. Analysis karny sy ap ko faida yeh hota hai ap ko support or resistnace mil jati hai or ap ko theek price jis pay entry laini cheye woh mil jati hai jis ki base pay ap apni trade ko behtar sy behtar bana sakty hain. Jab tak ap ka loss kam sy kam hota hai tu us sy ap bad mai acha experience bana sakty hain or analysis jab ap kudh karian gy tu ap asani sy apni har trade sy achi earning kar sakty hain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse



                  Introduction:



                  Trade lagana market analysis aur research ka ek ahem hissa hai. Bina sahi analysis ke, trading mein nuksan ka khatra barh jata hai.



                  Fundamental Analysis:



                  Market ko analyse karne ka ek important tareeqa fundamental analysis hai. Ismein company ke financial health, industry trends, macroeconomic factors jaise GDP growth, inflation rate, aur monetary policy ka impact shamil hota hai. Ye analysis long-term investment ke liye zyada suitable hota hai.


                  Technical Analysis:



                  Technical analysis market ko past price movements aur trading volume ke through study karta hai. Ismein chart patterns, indicators aur oscillators ka istemal hota hai. Technical analysis traders ke liye short-term aur medium-term trades ke liye zyada useful hota hai.


                  Sentiment Analysis:


                  Market sentiment ka analysis karke traders market mood aur psychology ko samajh sakte hain. Ismein news, social media trends, aur investor sentiment indices ka istemal hota hai. Ye analysis market ke short-term movements ko samajhne mein madadgar hota hai.


                  Risk Management:


                  Market analysis ke saath-saath risk management bhi zaroori hai. Position size, stop-loss orders aur risk-reward ratio ka dhyan rakhna zaroori hai. Agar risk management theek nahi hai, to trading mein nuksan ka khatra barh jata hai.


                  Research aur Education:


                  Market ko analyse karne ke liye constant research aur education zaroori hai. Traders ko market trends, trading strategies aur new developments par updated rehna chahiye. Iske liye books, courses, webinars aur seminars ka istemal kiya ja sakta hai.


                  Multiple Timeframe Analysis:


                  Market analysis mein ek aur important tareeqa multiple timeframe analysis hai. Ismein traders different timeframes jaise daily, hourly, aur weekly charts ko dekhte hain, taake unhe market ke short-term aur long-term trends ka pata chal sake.


                  Conclusion:


                  Trade lagate waqt market ko analyse karna ek critical step hai jo traders ki safalta par asar daalta hai. Fundamental analysis, technical analysis, aur sentiment analysis ke saath-saath risk management aur research ka bhi mahatva hai. Ek achhi analysis ke saath, traders apne trades ko better understand kar sakte hain aur zyada consistent profits earn kar sakte hain.


                  There is a time to go long, a time to go short and a time to go fishing.
                  ​​​​​​​

                  ​​​​​​​

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X