#Get lesson from the mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: #Get lesson from the mistakes

    hn g aap ki baat theek hae k hum kabhe bhe jo bhe kam krnto hamn us mn acha kam kerna chahea kun k koe bhe kam ho us mn hum jub thal apni mistakes ko achi trha say guaide nai kr gay tub tak hum us mn achi trahs ay kam nai ker skat hn ur hamn apni mistakes say seekhna chahea
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: #Get lesson from the mistakes

      hanji get lesson from mistakes Jo Banda apni mistake se nahin samajhta to vah Banda har bar hi apna bonus share karta hai aur last uthata hai my mistake se samajhna chahie aur mistake ko ignore karna chahie jab aap mistakes ko ignore karenge aur mistake se aap jyada achcha work out karenge to aapko bahut hi achcha fayda hoga isliye sab ko chahie ki apni apni mistakes ko kam Karen aur use white karke battery ki taraf aaye Taki aapko bhi fayda ho
      • #18 Collapse

        Re: #Get lesson from the mistakes

        Asslam o alaikum
        Mistakes hona koi buri bat nhi hay. Lakin mistakes sy lesson na learn krna mistake hay. Life main koi b insan perfect nhi hota lakin wo apnay apko improve kr sktay hain. Mistakes ka bar bar hona galat hay or specially esi mistakes ka jo bar bar ho. Forex trading main hmy loss ka samna krna parhta hai sometimes or kuch log 1st time hi apni mistake sy learn krtay hain lakin sometimes esa hota hay k kuch log apni mistake ki waja sy loss ko face krtay hain or bar bar usi mistake ko repeat krtay hain or repeated mistake ki waja sy loss bar bar hota hay un logon ko. So mistakes ko repeat na krna or un su seekhna bht zaruri hay.
        • #19 Collapse

          Re: #Get lesson from the mistakes

          Assalam o alikum dear forex member hamy apni mistake sy sekhna chaeye agar hm apni mistake sy ni sekhy gyn tw hm bar bar apni mistake repeat kry gyn jb bar bar reapet kry gyn tw loss he ho ga es leye yhe zarori hy k hamy apny mistake sy sekhna cheye mistakes krny sy ek experience milta hy jo usy wo galti dobara krny sy bachata hy es leye hamari pehly khoses tw yhe hony chaeye k bhtt kam mistakes kry uor khoses k bawajood hn jay un sy sekhna chaeye
          • #20 Collapse

            Re: #Get lesson from the mistakes

            dear friend aap bilkul theek kar rahe hain ki Hamen Forex form mein posting karte waqt mistake ka bahut hi jyada se Rakhna chahie Kyunki Agar Ham Forex form Mein posting karte waqt usmein Jyada mistake Karenge To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin Ban Sakte Hamen Forex form mein acchi aur high quality wali posting share Karni chahie aur Hamen Forex form mein Main Jyada Se Jyada mehnat per focus karna chahie Kyunki mehnat karne se hi ham acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aur Achcha bonus bhi Kama sakte hain Hamen acchi trading Karni chahie aur Achcha profit Kamana chahie
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: #Get lesson from the mistakes

              forex aek international business hia ham is mein psoting karty hian. member ko chaiye k wo apny demo account pe kaam krein ta k wo apni galtiyoon ko door kar saky aur apny real account pe kaam karny mein mahir hojaein aur bgair kisi bhi galti k kaam kar saky. unko chaiye k wo is business mein kaam karny k phly acha experience gain kar lein apny seniors se help lein phir hi earing start krein ta k unko kisi bhi qisam ka loss na ho.

              اب آن لائن

              Working...
              X